Always loss? Take a break

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1246 Collapse

    hamain loss say bachny k liye hard work karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur trend ko use kar k hi hum market main earn karein gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1247 Collapse

      hamain loss say bachny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho skay aur hamain trend ko use kar k hi trade karni ho gi ta k acha earn karny main koi mushkil na ho skay aur is say hamain bi faida ho saky ga
      • #1248 Collapse

        g bilkul dear ap ne theek kaha main ap ki bat se agree krta hun bar bar loss hony ki wajah se kafi trader forex ko leave kr jaty hai laken esa bilkul nahe krna chahye apna knowledg mazeed increase krna chahye then ap forex per profit earn kr paye gyen
        • #1249 Collapse

          g nai is main hamain loss bi hota hai aur profit bi ho sakta hai hamain is main learn kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur rules ko follow kar k hi trade karni ho gi tab hi hum achi trade karein
          • #1250 Collapse

            loss say bachny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur rules ko follow kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur experience ho ga tab hi hum market main sucess hon gay it is best job
            • #1251 Collapse

              G han agar ap ko forex trading main bar bar loss ho raha hy to apko trading stop kr k apni ghltio ko seedha krna ho ga aur unka knowledge hasil krna ho ga jab tak apko knowledge aur experience na ho ap dobara trading start ni kro
              • #1252 Collapse

                Agr ap forex main lose krte hein tu pershan hony ki koi zarorat nai hai kuon ke forex main start main lose ho jata hai tu ap koi chaye ke thora sa break ley kar market ko smjhein aur phr bad main trading krein knowledge gain krein jb knowledge hoga tu lose km aye ga
                • #1253 Collapse

                  Forex Trading Business main jo log baar baar loss krtay hain, pheley to un ko us ka main reason talash krna chahiye ke kya waja jo baar baar loss ho rha hai, us ke baad he proper trading krni chahiye, aur agr lack of experience aur lack of strategy ki waja se ho rha hai to phir stop kr ke proper trading plan ke sath trading krain.
                  • #1254 Collapse

                    Forex mei loss to hoga hi agar loss aapko bar bar ho raha ho to behtar hoga trading se thoda breake lekar tafseel se is baat par gaur kare aakhir kami kaha hai aapse kya galtia ho rahi hai aur inko sudharne ke liye kya karna chahiye forex Mei loss sabko hota chahe experience trader kyu na ho Bina breake kiye agar hum loss hone ke bawzood bhi trading kare to Yeh hamari khoshis na hokar frustration hoti hai aise acche result Milne ki possibility kaafi Kam hoti hai break ka makshad sirf trading se dur Rehna nhi hota hai balki Apne mind ki bhi rest Dena hota hai jo loss ki wajah se already bohat tension mei hota hai
                    • #1255 Collapse

                      Asal main jb forex trading main loss hota hy to trader chahta hy k foran es loss ko pura kar ley qun k es ki equity kam ho chuki hy. Es chakar main wo mazeed loss uthata hy. Asi surat main thora wait karna chahey aur apni trade ka analyise kar ka trend ko follow kartey huey trade lagani chahey aur wo bhi kisi strategy k tehat.
                      • #1256 Collapse

                        g dear aksar aisa hota hai k hum smajh rhy hoty hein k market up/down jaye gi. or apni trading start kar daity hein. so maket humary anti chal rae hoti hai. so humein wahan pe ek brake laini chhaiye q k marekt economic claendar ki wajah sy movement kar rahi hoti hai.
                        • #1257 Collapse

                          In Forex trading sometimes maybe happened then when you are losing continuously your money so if you face this type of problem then you have to take a break and give rest for you after sometime you have to practice and find out your mistakes that cause your loss so after correcting your mistake then you can continue your work
                           
                          • #1258 Collapse

                            forex trading mai ager musalsal loss he ho rha ho tu traders ko chaiye ke woh trading mai kuch arsay ke break kar lain aur wapis demo account per aa jain aur nai siray say apni mistakes ke search karin aur phir in ko door kar kay dobara trading start karin.
                             
                            • #1259 Collapse

                              yes dear forex m bohat se log work karny k bad jb un ko baar bar loss hota hai tab wo forex trading ko choor dety hai aur ulta kehty hen k forex m only loss he loss hai koi profit ni hai par aesa nahi hai forex mein agr proper tareekay se work kiya jae tu phr forex m mayoosi nahi hoti hai..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1260 Collapse

                                bhai jaan agar ap ko bar bar loss ho rha ha to ap is ko chor sakte ho is me invest krne ke koi zarorat nai han agar ap ka experiance acha ha to ap bhot sare paise is se kama sakte ho without investment k

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X