Always loss? Take a break

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    bhai dekho naa! simple si baat hai jab tak humain trading main loss nahi hoga tab tak humain trading ke bhaarey main kuch bhi pata nahi cahlta hai ke market ko kese samjha jaye so loss hi humain profit uthana sikhata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      ager humya forex ma loss ho to mara nahi khayal k humya break lana chahiya bilka humya stragle kani chahiya or apni kamiyo ko dur karay
      • #363 Collapse

        mere dost ager ham ko loss hota hay toh hamko bilkul bhy fikar nahy karni chahye, loss trade ka hissa hay and ager ham apni ghaltyon say seekhain toh loss nahy hoga, pareshan nahy hona chahye bilkul thori der ke liye aaram karke kaam continue kardiya karen
        • #364 Collapse

          expensive i'm sure that you need to try to study forex currency trading to be able to earn income fromforex and also my partner and i think cap you can't fret through failures with forex a di feel that foreign exchange trading is the better for those and also profit and also burning would be the element fo forex currency trading bsuenss.
          • #365 Collapse

            :rolleyes:yes u can stop i know:cool:



            yes u can make money to in stops ther some ways to eren money his make happy to een money this is its worke................
             
            • #366 Collapse

              nhe mera nhe khoyal k ye problem ka hal hy k loss se stree ly k trade main break ly len , balkay better ye hy k trader open mind k sath apni trade ka anylasis kray aur criticase ko b isi trha accept kre jesy tareef ko.
              • #367 Collapse

                Forex main bar bar loss hone k baad zyada ter log iss kaam ko quit kerna pasand kerte hain lekin mere khayal main un ko kam band kerne k bajaye kuch arsa iss se break le lena chahiye phir dobara naye sire se iss k basics ko learn
                • #368 Collapse

                  G bilkul thk kaha apne....alwaz loss hone ki waja se humain himaat haar k kam chor nai deena chahye balkay humain us se sabaq hasil karna chahye or us ki teh tak jana chahye akhr bar bar loss q horaha hy us.mein humaari.ki koi ghlti yh kuch kami hogi jis ki waja se humain bar bar loss ka samna karna par raha hy....balkay agar break.lai bhi to isliya k hum acha exprience or acha learn ker saky or apni ghlti.ko sudhar saky or loss se bach ker profit hasil kar saky.....
                  • #369 Collapse

                    mira b yahe kahyal ha k forex mi jab hamy bar bar loss hota ha to ham dispoint ho jaty ha or phir es ko chor dyty ha jab k asa ni hona chaheya hamy agar loss hota ha bar bar to hamy chaheya k thora rest kar ly or mind ko fresh kar k again trade start kar or mazid hard work kar k forex ko learn kar k practice kar k kary ta k loss sy bach k profit earn kar sky.
                    • #370 Collapse

                      yes u r rght hamesha loss hota rahay agar to isay leave ni krna chahiye balkay kch din ka gap lekar isko achi tarah learn krna chahiye aur basic bhi daikhni chahiye aur jo galti hum se bar bar horahi hoti hai to apni us galti se sekhna chahiye ta k hum pehlay se bhi zayada expert hojain aaur isay chorna ni chahiye q k ye bht acha business hai.......
                      • #371 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                        Forex main bar bar loss hone k baad zyada ter log iss kaam ko quit kerna pasand kerte hain lekin mere khayal main un ko kam band kerne k bajaye kuch arsa iss se break le lena chahiye phir dobara naye sire se iss k basics ko learn ker k working start ker sakte hain.
                        At first take my salam. I am agree with you. I hope it is a good way to earn money from online. Most of the persons are very interested to do it. Thanks a lot of you for your analysis of trading. Most of the persons are very interested person here.
                        • #372 Collapse

                          i think agar pp ko is kaam maay regular loss ho raha ha tou app ko stop loss kay option ko avail karna chahay ta kay app loss say bach sakay or profit ke taraf barh sakay loss honay ke wajah proper learning ka na hona bhi ho sakta hay so is leay is ko chornay ki bajay app is ko achay say learn kero or dobara loss hony say bacho
                          • #373 Collapse

                            Yes dear i sm agree with u jb aap ko musalsal loss ho us waqt aap ko chahiye ke aap kaam ko quit kerne ke bajae thora sa break len aur apni mistakes ko analyse karen take phir se repeat na hun
                            • #374 Collapse

                              haar jeet to har busniees ka part he is ka matlab ya nahi ho ta ke ap kam ker na chor do forex bi ek busniees he agar ap is me haar ja ho to kohi masla nahi he zyada ter log iss kaam ko quit kerna pasand kerte hain lekin mere khayal main un ko kam band kerne k bajaye kuch arsa iss se break le lena chahiye phir dobara naye sire se start kare
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                ager forex trading business main app ko bar bar loss ho raha hai to app live trading chorr kay demo trading start kar dain aur jis mistakes ki wajah se loss ho raha hai un mistakes pe work karain taa kay next time aik achi aur profitable trade kar sakain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X