Well done is better than well said

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    dear jab ap ais pe acha kaam karty hai to ap ko ais ka kafi faida hota hia aor ais se ap ka jo account hai bara ho jata hai aor kam ka maza ata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Ohh its so nice if we work do good then we face well done and if we wriht good comments just like my comments do help any other person who learn from my comment or get a good help.so we face well said it totally depand on your words that what are you post and what are you saying in own comments.so please help every one in the world and get ajjar yar.
      • #33 Collapse

        well done tab use hota hai jab target accomplished ho jayta hai aur well said sirf baten karne ko kehtay hain to mere khayal se well done is better
        • #34 Collapse

          yes is se ahci bath nahi hay hum baton me bohat aagy hoty hain or mashwary bohat piary dety hain magar khud un pe amal nahi karty. Yaha pe sab log hain jo kay bohat achi baat kar rhy hoty hain mery samait magar kisi ne ye nahi likha kay us ne bhi ghaltian ki hain ya wo bhi forex me looser raha hai. So, is liay humen is forum pe sincere discussion karni chahiay ye forum hamari unity kay liay bana hai or hum sab ko is me apni koi baat chupani nahi chahiay. magar soch k bath hay
          • #35 Collapse

            Exactly, aap nay bilkul theek kaha hay hamen jo thread milti hay hum us per reply tou kerty hen but us thread ko bnanay kamuqsad bhool jatay hen, hamen chhaye k threads per reply kerty huwey na sirf usay poora perhen bulkay faida-mund baton per amal bhee shuru ker den.
            • #36 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
              Guys hum sab yahan per aik dosre ko advices to bohat kerte rehte hain lekin khud bhi un per amal kam kerte hain to sirf kehne se kuch nahi hota, her forex trader ko in per amal bhi kerna chahiye, because well done is far more better than well said.
              Jee sahi kaha aap nay forex trading main bohat say log aisay hay jo advise he karty hay aur khud waisy nahi karty aisi baat hum aisy daikh sakty hay keh kuch log wo trade khud karty nahi hay laikin dusro ko trade karwaty hay.
              • #37 Collapse

                yes dear its very true if we follow all the strategies and advices then there would be no any resistance in the way of our success but we have to be serious if we want some positive from this business
                • #38 Collapse

                  main jo bolta ho ya jo batata hon.main khud bhi ho he kerta ho.main agar kisi ko advice deta hon.tou pehle main koish kerta hon ke main khud ous per amal kerlo.thanks.
                  • #39 Collapse

                    g bhai an well done is better then the well said forex me ak trader ager acha keh raha ha us se behter ha g k wo forex me aca kr k dikhay g forex ak risky business ha g is em acha kr k dikhana bohat hi mushkil ha g kran mushkil or kehna asan
                    • #40 Collapse

                      agar achi advice koi bhe dy chahy wo chota ya badra ho os ko man laina chahye ore har kaam ko start krny sae pehly agar samajh lya jay to faida he hota hai
                      • #41 Collapse

                        han sahi keh rahay is forum main advise to her koi ker rahah hota hay lakin mujhay nahi lagta kay her koi khud bhi un baton ko implement karta hoga.agar ham khud apni baton per amal karen gay to dusray bhi hamri baton say faida uthaen gay.
                        • #42 Collapse

                          ji bhai ji ham forex treadeing me pakistan forum men aik doosry ko advice to bohat karty hain lekin kabhi ham ny yeh bhi socha hy ka ham bhi is par aamal bhi karty hain ya kih nahin is liy ham better tab hoon gy jab ham khud bhi in baatoon par aamal karen gy
                          • #43 Collapse

                            aap nay bhot achi baat ke hai k acha kehnay say behtar hai k hum acha kar k dikhae forex me hame bhot say log acha kehnay k lye to hotay hain lekin amal kam he kartay hain.
                            • #44 Collapse

                              Yes dears ,bilkul sahe bat ha,sirf kahny say kuch nhn hoga,krny say sab hota ha,kahny or krny men boht difference ha,quon k jab ham krengy tab aagy barhengy,only baton baton men aagy nhn barh sgty hn,os k lie hamen pahly krna chie.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Ap ne 100% theek kaha ye insan ki fitrat hai k dosron ko to bohat neseehat karta hai laikan khud amal nhi karta ,agar aisa ho jay to bohat se masly hal ho jaain gy.humara hal ye hai k dosron ko naseehat khud mian faseehat.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X