G bilkul main sab members ki bat say itfaq karta hon .Forex kay baray main ham post kar kay aik dosray say bohat si batain share kartay hain .laikan hamaray liey zarori hai kay ham un ko khud bhi follow karain .Pahlay khud un ko try karian phir dosron say share karain .Aisa ni karna chahiey kay sirf share hi karain balkay khud bhi usay apply karain .
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим