No hurry, no worry
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #706 Collapse

    jald bazi aap ko loss deti hai forex me is lye jald bazi na karo to he behtar hota hai jitna ho sake tahammul mizaji se kaam karo or mehnat se is ko seekho warna is me aap kabhi high earner nahi ban sako ge .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #707 Collapse

      bilkul sai kha hy ap ny k kuch trader ankhein bnd kr k trade krty hein aur trade open krny sy phly daikhty nai hein k ess sy loss ho ga ya profit ess liy bettr hy k achhi trh ghoor kr k with trend trade krien q k trend is your friend aur agr ap traned k opposite chlien gy to loss krein gy ess liy tradeing ko seekh kr traade krien aur ankhein khool kr sooch kr.
      • #708 Collapse

        i liked your question but main yehe kahoon ga main forex trading mein kabhi pareshaan mat hon kyun kay isi pareshani ki waja sey ap ki trading mein apko lose ho sakta hai so please be possitive and be active
        :cool: Friends comment acha laga hai to Thanks pe Click kar De...!
        Thanks in Advance
        • #709 Collapse

          g han bilkul theek bat ki ap ne k jitna trdaers forex trdaing me hurry kartay hain utna hi wo ghalat decisions bhi lesaktay hain qk jaldi ka kam wesay bhi theek anhi hota he issay ap ko kafi nuqsan hosakta he is lie patioence k sath proper planing kerk invest kerna chaye aur trdaing kerni chaye
          • #710 Collapse

            jee bilkul janab apnay darust farmaya or wiase bhi lalach buri balaa hai ye insan ko lekay doobti hai or agar kisi banday ko lalach hai to wo dunia maein kabhi kamyab nahi ho sakta or forex aik aisi jaga hai jahan mehnat karni parhti hai to yahan lalchi log ziada time tak nahi ruk sakte.
            • #711 Collapse

              without planning you can not earn in forex .....planning and making strategies brings good results
              • #712 Collapse

                THis is very very good point no hurry no worry kyun keh forex mein loss whi kerta hai jo jald bazi say kaam lata hai jo log muture mind k sath business kertay hian aur work hard kertay hian wo loog aik na aik din zaroor kaamyaab hotay hain aur jald kernay walay humasa loss he kertay hain.
                • #713 Collapse

                  May ap ke bat se 100% agree krta ho q k jaldy main jo bhi hota hay ghalt he hota hay aur forex trading business me agar hum jaldbazi se trading kary gay to hame loss hi ho ga because forex trading ap ka time or dedication mangte hay thats why is me trading soch samaj kr krne chahiyey...
                  • #714 Collapse

                    yea be patience and give your time to this great platform you will definitely earn from it it will be a good platform for everyone specially youngers :)
                    • #715 Collapse

                      bhd acha sawal hai ap ka hamai zada hurry nahe karni chayah warna hamaire worry zada hojaye ge hamai aram say kam karna chayah zada jaldi kam nahe karna chayah q k zada jaldi kam karnay say kam kharab be hojata hai is liya No Hurry No worry.....
                       
                      • #716 Collapse

                        Jee han bilkul no hurry and no worry in the forex hurry and much worry makes you afraid about not to loss money in this islye apko rozana apna kam sahi say karna chahye
                        • #717 Collapse

                          ap ka swal acha he forex trading me aksar log trading ke doran juld bazi ka muzahira krate hoe trade ko gahlat lalate hen jis ki waja se trade se loss hojata he .relex hoke trade ko lana chahe to loss nahi hoga.
                          • #718 Collapse

                            g han brother forex trading aik business hi aisa hy , is main app jitna easy ho kar trade karain gy utna hi acha profit app earn kar sakty hain , app ko chaiy koi jaldi na karain or na zayda tension lia karin
                            • #719 Collapse

                              kabhi kabhi aisa hota hai ke market price bari speed se bullish ya bearish ja rahi hoti hai, aise mein hum bagher soche samjhe market ke flow hone ki simat mein trade open kar dete hain. Hota kya hai ke market achanak reverse ho jati hai aur hamen loss ho jata hai. Is liye zaroori hai ke jald baazi mein trade open na karen balke bahut soch samajh kar trade open karen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #720 Collapse

                                gee han hamen forex trading ke doran nahi zyada jaldi karni karni chahie or nahi zyada preshani se kam karna chahie kun ke in ki waja se hamari trading par bohat bura assar par sakta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X