No hurry, no worry
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    g han aap theak keh rahy ho aksar log forex trading main buhat hurry krty hain trade lagany ki jis ki waja se in ko worry ka samna krna pardta hai wo computer pr baithty he trade open kr daity hain na theak se market ko daikhty hain na movent ko bus order laga diya agr aap hurry nahi kro gy tu i think worry ka samna bhi nahi krna pardy ga
     
    :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      same wahy baat howe he lalich aur jald bazi ke jo ham aksar gauid kar rahe he ke jald bazi nahy karne chaye agar apne jald bazi ke to loss he hoga so no worry if agar apne jald bazi nahy ke
      • #123 Collapse

        that true , proper planning and a good analysis with the less tp target give give you good results, other wise more chaces are there that you will have to weight for the profit and as well as you may suffer loss
        • #124 Collapse

          jee ha bhi jan may ap ki baat say bilkul agree kerta hu kay no worry no hurry q kay forex ik risky bussniss hay aur is may koi wory ya hurry kernay ki bat nahe hay to ap aram say is per kam ker saktay hain
          • #125 Collapse

            g han agr aap trading k duraan aap hurry krty ho tu aap lazmi toor pr worry ho jao gy kiyun k jaldi jaldi main trade theak nahi lagti hai main ne aksar logon ko daikha hai k wo computer pr baithty he trade open kr daity hain its bad concept
               
            :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
            • #126 Collapse

              main aap ki iss baat se bhut ziada agree karta ho kyun k forex mein hurry nahi karni chaya forex mein jab bhi trading ki jaha tu bhut patient se aur cool mind se aur planing se trading ki jaha kyun k agar aap ne hurry mein koi mistake kar di tu aap ko bhut ziada loss bhi ho skta hai.
               
              • #127 Collapse

                yes brother you are right .. hume bilkul hurry ni karne chahiye is say ye ho ga k hum bohat say galat steps utha laien gy jin say hume bohat loss ho skta hai .. jald bazi mai kiya howa har kam galat hi hota ahi .. hume ye karna chahiye k aik aim bna lena chahiye aur us k mutabiq din mai utna time relax ho kar without kise hurry aur pershani k hume kam karna chahiye
                • #128 Collapse

                  nice question my dear you know that the less haste the better so i think jaldi men ap kbi bi aisa kuch na kren k jis ka apkobad men bara nuksan ho jae jaldi kam shetan ka hota he or hmesha ham jldi karte hen aksar traing karte hue ham aisa karte hen to uss ka result bi boht bura hi hota he
                  • #129 Collapse

                    bilkul main ap ki bt sai mutasir huwa no hurry no worry daikhain humain chaiye k hum bilkul relax ho k market daikhain jaldbazi main humain pata hi ni chalta k hum kya kr rai hain or is sai humain trading main bohot loss bi ho sakta hai..
                    • #130 Collapse

                      forex trading mai hurry karne ki zaroorat nahi hoti kion ke ager app ziada jaldi se kam lete hain to apko lost ho sakta hai is mai apko worry nhai hona chaie kion ke jab app lalich karte ahin us waqt bhi apko loss ho jata hai bohat aram aur sakoon se kam leena parta hai
                      • #131 Collapse

                        Forex marketplace mein trading krtay huway decisions lenay mein jald bazi nahi krni chahiye kyo k ye ek risky business hay. Daily market analysis bohat zaroori hain, have patience and get good and fruitful results.
                        • #132 Collapse

                          yes dear bahot achaa sawal kiya hai mera khayal hai ke forex trading mein bilkul nahi karna chaiye hurry our worry toh kabhi bhi mat karna agar tum jaldi karo ge toh loss mein hi raho ge.
                          • #133 Collapse

                            what a fantastic thread.aik complete message de dea hai.forex mein 90% traders es waja see loss karty hain k wo forex ko mukamal study nhi karty demo per ziada practice nhi karty aur jaldi jaldi kamany k chakar mein loss kar dety hain ya purany trader bhe jab jald bazi karty hain nuksan he hota hai aur waise b kehty hain k jald bazi ka kaam shaytan ka hota hai.so avoid hurry -avoid worry.
                            • #134 Collapse

                              in forex some things are basically related to the user. and when you make hurry you loss the trading earning. please don't hurry it make you worry work with full confedence use tools and make good trading you will not face hurry and worry.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                yes dear forex trading me proper plannign se ak trader success hasil kr skta ha g forex me ak trader ko proper planning se hi kam krna chahye g is me loss k chances bohat ziada hn g is lie is me loss factor b bohat ziada ha g be careful in forex trading

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X