No hurry, no worry
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1081 Collapse

    i an 100% agree with you that no Hurry No because slow and steady win the race .. in hurry we cannot do our trades properply we are in rush and we dont see market
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1082 Collapse

      hame trading karte hue kabhi bhi jald bazi nahi karni chahie kun k jald bazi kar k ham koi wrong decision le lete hain ya ham koi wrong trade open kar dete hain jis se hamari trading ko kafi loss ho jata hai
      • #1083 Collapse

        asalam u aliakum dear that,s right no hurry and no worry dear jo b hurry maa kam karta ha wo galt hi hota ha soo dear jab b ap ko koi tenshion ho yaa apko koi bi preshani ho to men yaa kaho gi ap trading mat karo us wat ap ko loss ho jaye gaa,
         
        • #1084 Collapse

          seal bhai jan hurry maa jo b kam karty ha us maa hamein nuqsan hi hota ha is lea koi bi kam ap jald bazi ma na karo or orjab ap tenshion maa ho to trading mat karo thanksssssssssssss,
           
          • #1085 Collapse

            Agar hum forex trading main jald bazi say kam lain gay to hum esmain loss kar sakty hay so humay chahiey keh jald bazi say koi faisla na lain sabar say kam karen kyun keh sakun say kam karny main he hum acha result lay sakty hay.
            • #1086 Collapse

              you are right we dont need to hurry and if we do hurry so we cant make money easily and we should take no worry always then we can make profit.
              • #1087 Collapse

                forex trading business ek esa business hai jis maein jald bazi mein lia hua koi bi decision aap ko nuqsan de sakta hai. es liay aap ko hamesha trade lagane se pahle soch lena chahiaye or phir trade lagani chahaiye.
                • #1088 Collapse

                  Bhai jan mein apko yeh kahna chaonga ke forex trading ke andar hum ko greed nahe karna chae aur nahe jaldbazi sy kam lena chae kun ke yeh hum nuqsan he day ga.
                  • #1089 Collapse

                    yes hamain koi b kaam jldi jldi main nahi krna chahiye balky us kaam aram say or ehtiyat say krna chahiye ta k us main hamain koi nuksan na ho is say hum sakon mehsos karain gy
                    sh shah
                    • #1090 Collapse

                      jee bhai yeh thread baoht he achi post ki hai apne main bhi yahi kehnaa chahta tha maine bhi trading kartay way jald bazi ki thi or mujhe he loss hua tha uske baed phir main ab aram say trading karta hun or acha earn kar leta hun.
                      • #1091 Collapse

                        gee ha bilkul mein apki bat se agree karti hu forex aik aisa bussiness hai jis mein ap ne relax or fresh mind se trading karni parti hai aghr jald bazi se kaam karengy to loss hi hoga aram se kaam karengy to profit hoga
                        • #1092 Collapse

                          Yes bhai forex main hamen hamesha soch samajh kar trading karni chahiye hum jitni jald bazi karenge hamen utna loss hoga hamen achi planning ke saath trading akrni chahiye or loss and profit dono ko apne mind main rakhna chahiye..
                          • #1093 Collapse

                            hum logon ko buhat hi zyada mahnat karni cahhey kion k ye buhat hi acha business ha is liay ma isko buhat zayda like akrta hn or ye muja buhat hi acah business lagta or is ma hurry ni karni chahye kion k is k sath sirf loss hi milta ha
                            • #1094 Collapse

                              maney people jald bazi mein faisley kar tey hein. Aur jalbazi sey aksar ghalt faisla hota hey .Natija Loss hota hey. Trading aur khas taur per Forex trading bahut samajh boojh kar faisla karna behtar hota hey .Keun k Trading Jald bazi aur lalch sey kam karney waley aksar Loss uthatey hein .Esliay eh drust hey k No hury ,No worry.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1095 Collapse

                                yer bhai jan marey khyal me hum ko in forex trading business koi worry sari hony ki zarorat ni ha yer ye business ha is tare ka ky kis time zada profit tu kis time loss ye ho ta hi is me me yer koi tension wali baat ni ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X