Trading me experience ki zarorat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading me experience ki zarorat

    Assalam o alaikum to all forex members umeed karta hu kai sab friends khariyat say hon gay aor apni posting kai kaam ko achay say kar rahay hon gay g haan bilkul friends trading mein experience ki zarorat hoti hai kyun kai exerience ki base par he ap ko trading karna hoti hai agar ap ka experience acha hai tou ais ka matlab hai kai ap marketing ko achi taraha say jantay han aor achi trading bi kar saktay han experience bi ap ko tab he hassil ho ga jab ap mehnat karay gay kyun kai mehant he wo cheez hoti hai jis ki waja say kamyabi hassil kartay han friends sab zayada ap ko cahie kai ap apnay seniors say help liya karay kyun kai wo ap ko trading kai hawala say behtar guide kar saktay han kyun kai un ka experience ap say bhoat zayada hota hai ais liya ap ko un say guide lenay ki zarrorat hoti hai aor ais kai saath saath ap ko chaie kai ap demo account par lazmi zayada say zayada daily bases par parctice kiya karay friends ya wo cheezay han jin ki waja say ap acha experience hassil kartay huway aik kamyab trader ban saktay han shukriya.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading me experience ki zarorat

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
      Forex market me trading experience ki bahot hi zarorat hoti hay aur traders ko expert be us key experience key sath us ki achi trading ki waja se samja jata hay, ham ne jo experience hasil kia hota hay agar ham per be market me loss kar rahy hoty hey aur ham apny small loss ko be recover nahi kar paty hey to mazeed experience hasil karny ki be zarorat hoti hay, khud ko expert samjna aur bat hay magar sab se pehly khud ko etna qualifited kar lena chaye key market key har trend aur har move ko samjny ki ham me quality majood honi chaye.
      Trading Mein kamyabi Hasil karne ke liye periods ki bahut jyada jarurat Hoti Hai hamare pass Itna Jyada experience Hoga Hamare Hamen Itni hi Kamyab Hogi acchi knowledge or experience Ke Sath Jo log bhi kam karte hain Unki kabhi kabhi trader rong Nahin jaati aur na hi unko Kabhi Jyada nuksan hota hai acchi profit Hasil karne ke liye trading karne mein Hamen knowledge Gyan karna chahie hamare pass Jitna gana Hoga vah Kam Hoga Mein Yahi kahunga ke trading karne ke liye pahle experience Hasil Karen Shukriya.
      • #18 Collapse

        Re: Trading me experience ki zarorat

        Trading karne ke liye trading experience ki bahut jyada jarurat padati hai jab tak Ham trading experience Nahin Karenge tab tak Ham kabhi bhi best trading nahin kar sakte isliye is business Mein mehnat karte hue Dam account Ka istemal Karna chahie demo Kondke istemal se Ham trading experience le kar sakte hain aur experience Ham Khud market trading ko bhi analyse Karke jump trading karte hain to use bahut Achcha profit mil sakta hai isliye Baga experience ki kabhi bhi trading Nahin Karni chahie
        • #19 Collapse

          Re: Trading me experience ki zarorat

          Assalamu Alaikum Forex nimbara ummid hai aap khairiyat se Honge friend aapane a poochha hai ki trading mein experiance kaun Kitna jaruri hai training mein agar experience hoga to hi aap Kamyab Honge Varna aap kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte trading main market ke analyse ko samajhna chahie Agar market Kahana live score samajhkar trade lagayenge To Ham profit Hassan kar sakte hain
          • #20 Collapse

            Re: Trading me experience ki zarorat

            Han ji Forex member Hamen chahie ke Forex pr any se pahle Ham demo account per zyada Se Jyada practice Karen Uske bad Ham Kisi senior member aur sth Ham stock news ya Kisi bhi Kism Har EK Jagah se Ham experience, knowledge aur information Hasil Kar ke trading Mein Apni experience ko badhaen ise Ham Kamyab Honge..
            • #21 Collapse

              Re: Trading me experience ki zarorat

              Trading main experience boht hi zyada importance ka hamil ha....usko kamiyab trader smjha jata ha jo zyda experience ekhta ho aur expert h.....is lie agr hm aik kamiyab trader bnna chahte han tu hmen experience hona chahiye ta k hm achi trading kr sken...ye tb hi mumkin ha jb hm seniors ko follow kren aur zyada se zyada time forex trading main invest krn..
              • #22 Collapse

                Re: Trading me experience ki zarorat

                Assalamu Alaikum Forex members bilkul sahi kaha ap na k humain forex mn kamyabi kelay experience ki zeyada zarorat hoti hay ap Forex pr kaam krtay hain tu apko chahay k ap mehanat sa kaam krain markeet analiys ko samjhain esklalay apko market ki information ka hona bhot zarori hay jub tk ap trading main expert nahn ban jatay ap ko lose ka samna krna par jay ga eslay agar ap na profit laina hay tu apko chahay k ap forex main senior sa tajarba hasil krain ap kaam mehnat sa krain zeyada sa zeyada time spend krain tab ja kr ap experience hasil kr saktay hain.
                • #23 Collapse

                  Re: Trading me experience ki zarorat

                  hamay hamesha he trading mey bahtreen experience chaye apne skill increase kar ky achy earning kamas katy ho our forex ko learn kar ky be. technical skills hon to hum market main positive pips laga sakte hain. When our skills increases then we can make positive pips in the market.
                  • #24 Collapse

                    Re: Trading me experience ki zarorat

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                    Forex market me trading experience ki bahot hi zarorat hoti hay aur traders ko expert be us key experience key sath us ki achi trading ki waja se samja jata hay, ham ne jo experience hasil kia hota hay agar ham per be market me loss kar rahy hoty hey aur ham apny small loss ko be recover nahi kar paty hey to mazeed experience hasil karny ki be zarorat hoti hay, khud ko expert samjna aur bat hay magar sab se pehly khud ko etna qualifited kar lena chaye key market key har trend aur har move ko samjny ki ham me quality majood honi chaye.
                    Threading karne ke liye experience ki bahut jyada jarurat Hoti Hai Kyunki trading ke Bajar experience ke bar kabhi bhi train per Nahin Ki Ja sakti Kyunki Jab experience hoga to market ko direction ki samajh mein a Jayegi market ki movement ko Samajh Kar and open karte hain to vah trade Hamari bahut Achcha confirm profit de sakti hai
                    • #25 Collapse

                      Re: Trading me experience ki zarorat

                      forex trading main capital se bhi zyada experience ki zururat hoti hai kyoun k ap without capital ya cradit base pr bhi forex trading main in ho saktay hain lakin agar ap k pas experience nahi hoga to ap loss he krain gain ya ap ka account wash ho sakta hai is liay
                      sab se pehlay forex ki achi tarha se trading li jae us k baad precticly forex trading shuru ki jae ta k loss honay se bacha jae.
                      • #26 Collapse

                        Re: Trading me experience ki zarorat

                        g haan hamesha bohat he achay experience ki zaroorat hoti ha expereince ki zaroorat hai. aur humain expereince kesy mily ga wo practical say aur practical tab hi kary ge jab humain knowledge ho ga kay kya hota forex business jb tk trader apne success lene ke koshish krte rhein ge aur is mein apne skills ku acha krein ge tu un ku forex acha profit dete he
                        • #27 Collapse

                          Re: Trading me experience ki zarorat

                          Dear forex members forex trading may haumay hamesha experience ki zarorat hoti hay Kyu Kay jab appko information aur experience hota hay tou haumay trading may bohaut zayada kamyaabi hasal hoti hay forex trading may haumay kamyab business karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur phir uss Kay mutabiq trading Kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay aur phir jab haum bagair knowledge aur experience Kay Trading Kartay hay to haumay khabhi bhi kamyabi hasal nai hoti hay iss liye forex trading may haumay hamesha apni abilities aur observation ko strong Kartay hoye trading karni chahiye takay haumay kamyabi hasal ho sakay Forex trading may haumay kamyab business karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur phir uss Kay mutabiq trading Kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay.
                          • #28 Collapse

                            Re: Trading me experience ki zarorat

                            trading mei humay hamesha he acha experience gain krna chaye forex forum ko ziyada sy ziyada time dei q k yeh dono asi jagaein hein jahan apko trading k barey mein bhut achi knowledge or experience milti hey ap ko hard work aur knowlege ki baray zarorat hoti hai yeh dono agar ap kay pass hai tu ap jaid hi forex main main ap skill say success hasil kar saktay hai
                            • #29 Collapse

                              Re: Trading me experience ki zarorat

                              Such a experience need every one to developed good work hamy experience Lana bhut zrori hai Sony andr experience se hammy bhut kuch sekhny ko milta hai agr kisi ka experience bhut ziada huta hai tu hammy bhi chiye k us se kuch share kr le yh woh ham se share krk kaam kar ken because experience share krna bhi kmiyaabi dilwata hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Trading me experience ki zarorat

                                Trading main experience ki jarurat hoti hai aur trading Hamesha Agar experience Kaise start kiya jaaye to vah trading aapka market Mein Achcha profit de sakti hai aur aap market mein bahut bade nuksan se bhi ban sakte hain Kyunki training karna bahut jyada difficult kam hota hai ismein bahut jyada Kabhi hota hai ismein Seva members hi reach ke liye party hai Jinke pass market ka Achcha experience hota hai experience ke sath ki Gate running aapko acchi earning de sakti hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X