trading mein loss ki wajoohat???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: trading mein loss ki wajoohat???

    Forex trading mai loss ki bohat si wajohat hain jin ka zikar hum tarteeb say kartey hain
    Number one :bohot ziyada lalach karna
    Second number par trade ko ghalat tareqay say close karna
    Ab aatey hain number three ki janib: lot size ka ziyada rakhna
    Is kay ilawa jaldbazi karni bhi aik waja hai loss ki or trade kartey huay forum rules ko follow na karna ya phir senior say guide na lena nuksaan mai daal sakta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: trading mein loss ki wajoohat???

      All student's ko chahie Forex Mein acchi trading karen to unko bilkul Achcha profit Milta rahega isliye Agar jaldi jaldi aayega trading Karenge to unko kamyabi bilkul Nahin Milegi isliye kamyabi Ki Surat Mein Hamen Achcha work karna hai Achcha work Ki Surat Mein Hamen always acche experience lena hai Hamen Apne Waqt per Achcha work karke hi Forex main bilkul jaldi Nahin karne Hamen market Ko Dekhkar hi acchi trading karni hai To Hamen Achcha profit bhi bahut aasani se milega
      • #48 Collapse

        Re: trading mein loss ki wajoohat???

        Reading my lost ki vajah Bhagya hoti hai ki Jab Ham jaldbazi Karte Hain Sab Asad trading Nahin karte hain aur apne traffic signal per Karte Hain To iski vajah se Hamen loss hota hai Hamen chahie ki Ham Apne trade Khud market analysis Karke Karen jisse Hamari trade Ek perfect Hogi tab Hamen Ek perfect bonus bhi mil sakta hai profit mil sakta hai Jani Ke Jab tak Ham Jyada time spent Nahin Karenge tab tak Hamen Achcha FIR knowledge increase Nahin Hoga isiliye Jyada time spent Karen Agar kamyabi jald Hasil karna chahte hain
        • #49 Collapse

          Re: trading mein loss ki wajoohat???

          Assalamu Alaikum dear members are you Babu Khaira song Pakistan Forex trader milogi pajame Kota yah To Ham jaldbazi karte hain ya FIR ramachray Nahin Lagate Hain hamare pass Achcha experience Raksha knowledge Nahin Hota Is Tarah ka hamare pass Achcha experience Rachana Rachana Ho To Ham acchi Nahin lagate ho Ram Achcha profit bhi Hasil nahin kar sakte isiliye agar aap log Achcha profit Hasil karna chahte hain Sab Kuchh Aaya kya aapke pass Achcha experience Rachana lage ho aur planning ke sath practice ke sath trade Lagani chahie Jitna aapki Pare Pachi practice aur planning geet Nahin aap acche se lagaenge aur Achcha profit Hasil kar sakte hain aur jo log mehnat karte hain aur bar karte hain Vahi Kamyab hote hain Agar Ham bhi mehnat Karenge aur Har Bar Karenge Achcha aur quality wala bar Karenge To Ham Bhi Ek na Ek Din Jarur Kamyab Honge aur Achcha profit kiya kar Sakenge isiliye Hamen mehnat ke sath kam karna chahie tha Parker Mein cprofit Hasil kar sake
          • #50 Collapse

            Re: trading mein loss ki wajoohat???

            Assalamu Alaikum their friends kaise ho aap log ummid karta hun aap sab theek Honge aur per X ke bhajan acche tarike se kar rahe Honge Jiya yah Baat bilkul theek hai Forex trading Mein Lash ki kya jarurat hai Ham use Waqt class Hota Hai Jab Ham knowledge ke experience ka tel Lagate Hain market ko watch Nahin Karte acchi learning Nahin Karte Dam account per practis Nahin karte jaldbazi Karte Hain Sabar Nahin Karte Tera Mela so jata hai
            • #51 Collapse

              Re: trading mein loss ki wajoohat???

              Apne acha sawal puhncha hain trading mein loss ki bahoot si wajohaat hain kuch mein ap loogo ke sath discuss krta ho Pehly number pe humey sabr se trading start krni chahiye eisa na krney se humey loss hota hain, Second humey market ko achi trah analyze krke trading start krni chahiye, Eisey kiye beghair humy loss hi hoga, News se update na rehna bi loss ki wajah banti hain, Lalch krna bi loss ki main wajah mein shamil hain
              • #52 Collapse

                Re: trading mein loss ki wajoohat???

                Assalamu alaikum dear members kaise hain ummid Karti hun aap sab theek honge ji aapane bilkul theek kaha hai trading mein loss hamari jaldbaji ki vajah se hota hai ya FIR hamare sabar na karne ki vajah se hota hai aur jab Ham soch samajh Kar Kam nahin karte jaldbaji mein Koi bhi trade open kar dete Hain to tab hamen loss hi hota hai hamen soch samajh Kar kam karna chahie kyunki trading bahut hi desh ki kam hai isiliye hamen chahie
                • #53 Collapse

                  Re: trading mein loss ki wajoohat???

                  Forex main Loss ki Wajuhat main say Ek waja kisi Ek indiactor ya kisi ek System main mastry ka na hona b ha, hum bijaye is ke k kisi ek cheeze main Master honay k har roz strategy change kartay rehtay hain jis ki wajah se hum loss kartay rehte hain.
                  • #54 Collapse

                    Re: trading mein loss ki wajoohat???

                    Assalamu alaikum
                    dear all Forex members umeed karta hun ke aap sab khairiyat se honge aur Forex sy achi earning Hasil kar rahe ho get ji aapane sawal Kiya hai trading mein loss ki wajohat ji han Forex main jab Ham trading karte Hain trading mein trading mein Loss us surat mein aata hai jab ham jaldbaji karte Hain market ko sahi tarike se samajhte nahin hai Jo hamen loss ka sabab banta hai Forex trading mein loss se bachne ke liye hamen chahie ke hamen sabar ke sath trading karni chahie Forex me dil laga kar kam karna chahie jitna jyada ho sake pura ki form per time Dena chahie tabhi jakar Ham Forex se acchi earning Hasil kar sakte hain.
                    • #55 Collapse

                      Re: trading mein loss ki wajoohat???

                      Assalam o alaikum bhaiyo Umeed hai sab bhai khairt se hon ghai. Thread ma pocha gya h k Forex Trading ma loss ki kia wajohaat hain. Forex ma nakami ki wajah knowledge aur experience ka na hona h.
                      • #56 Collapse

                        Re: trading mein loss ki wajoohat???

                        Walaikum salam Dear Forex member's
                        Ji han bilkul Forex trading main loss hony ki wajohat bahut
                         
                        • #57 Collapse

                          Re: trading mein loss ki wajoohat???

                          Walaikum salam Dear Forex member's
                          Forex trading mn loss hony ki wajohat bahut ziyada hn
                          Main ap sab member's ko forex trading mn loss hony ki sab se bari waja samjo ya bewaqoofi wo hamari laalach hoti ha jis se hamara loss hota ha
                          Main ap sab member's ko batna chata hn key Forex trading karty hwy hamysha sabar se trading karin ap ko Acha benefit mily ga
                           
                          • #58 Collapse

                            Re: trading mein loss ki wajoohat???

                            Trading Mein lofty Hua Jo Hath Hamari apni mistake hoti hain Ham Kuchh mistake karte hain Jiski vajah se Hamen trading Mein loss hota hai isliye Hamen lost se bachne ke liye apni mistake ko Khatam karna chahie Agar mistake Jyada Karenge to kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte Hamen Aisi trading Karni chahie case Mein Koi mistake Na Ho aur ham apni trading co perfect Banakar Achcha bonus game kar sakte hain aur ek Aasan life Gujar sakte hain
                            • #59 Collapse

                              Re: trading mein loss ki wajoohat???

                              Assalamualaikum
                              Trading mn loss ki sb sy barri wajjah hmara market kay trends ko analyse na karna haii hm aksar baggair analyse trade lga daitay haiin tu hm nakam hoo jatay haiin. Lihaza market kay trends say waqif hoona chahiayy or agr hm dil lga kar kaam nahii kraiin gay tu bhii hmain trade mn nuqsan hooga lihaza sooch smjh kar trade lgaiin or acha profit hasil kraiin.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Re: trading mein loss ki wajoohat???

                                Asalam.o.alikum dear forex members omeed hy ap sab theak hon gay or forex trading sy bohat acha profit gain kar rahay hon gay apka sawal bohat acha hy apko forex trading main loss es leay hota hy keh ap bohat ziyada jald bazi karty hain market ko achi tarah sy analysis nahi karty or na hi ap apny account balance ky hisab sy lot size ka use karty hain apky big lot size sy hi apko loss ka samna karna parta hy or ap apni trade ko open lety hain na take profit ka use karty hain or na hi stop loss ka use karty hain jiski wajah sy apko big loss ho jata hy or aksar menbers ka account bhi wash ho jata hy hami aisa nahi karna chahiey hami hami apni trade main proper planing karni chahiey jis sy hamri trade hmary leay profitable ho or hum forex buisness main success hasil kar saky

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X