trading mein loss ki wajoohat???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading mein loss ki wajoohat???
    assalamu alaikum men
    mai pochna chahta hon trading mein loss ki sb sy bari wajoohat kia hain..aur inko ksy recover kia ja skta hai??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading mein loss ki wajoohat???

    Forex Trading me kuch chezen hamari kamyabi k leye har waqat rukawat bani rehti hai jese k over-trading, lalach karna, jaldbazi karna aur bagher analysis k trading karna. Hamen lazmi in cheezon pe controls ka hasil karna hoga. Forex Trading aik aisa buisiness hai jo hamen apne maqsad ka takmeel tak bohut jaldi le k ja sakta hai. Bas hamen humen kuch chezon ko lazmi apnana hoga is me. Us me sabar karna, knowledge hasil karna, experience gain karna aur mukhtalif analysis k inductors k bare me janna,. Hamari mumkin koshash honi chaheye k hum in cheeson p3 lazmi amal karen.Wese to forex trading me hum se bohut sari mistakes hoti hogi to hi hamen nakami ka samna karna parta hai. Agar hum mistakes nahi bhi karte knolwedge na hone ki waja se hamen loss hota hai ti bhi ye hamari mistakes hen k hum bagher knowledge k q trading karte hen. Forex trading me aam tawar par kuch anasir hen jis ki waja se hamen loss ka samna karna parta hai. Forex Trading me kuch chezen hamari kamyabi k leye har waqat rukawat bani rehti hai jese k over-trading, lalach karna, jaldbazi karna aur bagher analysis k trading karna. Hamen lazmi in cheezon pe controls ka hasil karna hoga.
    • #3 Collapse

      Re: trading mein loss ki wajoohat???

      Trading mein loss ki waja bohat acha swal hai forex trading mein aap ko loss tab hota hai aap jab trading krtay hai tu aap jaldi mein trada lgtay hai tu aap ko loss ho sakta hai iss main hum ko soch Kar trada lagay gay tu hum ko acha profit bi ho ga hum loss say bi Bach Kay gay
      • #4 Collapse

        Re: trading mein loss ki wajoohat???

        Treading main loss tb hi hota hy jb jeldbzi krty hy ziyada profit hsil krna main leg hota hy bgr soch semjh tred open krty hy bgr mouvmnt ko semjh is lia hm bht hi soch semjh kr konwldg or experience ky sath wark kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitni ziyada mhynt kra ga utna hi kamyb Ho ga
        • #5 Collapse

          Re: trading mein loss ki wajoohat???

          Assalamualaikum Forex member trading Mein loss Ki Sabse Badi vaju Hath hoti hai hi jald Bazi lack of knowledge lack of experience over trading karna emotional ho jana Sabar se kaam na lena WhatsApp se imported without analysis aur stoploss Kinder Kata Na Lagana ine Sab Jo Hath ki vajah se aapko trading Mein Aksar loss hota hai
          • #6 Collapse

            Re: trading mein loss ki wajoohat???

            Jaldbazi Mein Lagai Gai trade Hamesha loss hi deti hai isliye Hamen Soch samajhkar market analysis karte hue trading Karni chahie aur Hamesha koshish karen Kay trading ka profit Sath hi withdrawal Karvate jaen trading Mein Jitna Jyada Ham market analysis karte hue working Karenge aur news ko Dekhte Hue working Karenge To Ham loss Nahin Hoga bahut Achcha profitable trading ho sake gi
            • #7 Collapse

              Re: trading mein loss ki wajoohat???

              Assalam walekum dear members trading mein loss is vajah se aata hai jab hamen trading rules ka pata nahin hota ham market ko analyse Nahin karte agar ham market karnal ise karenge to hamen trading mein loss Nahin Hoga trading rules ko follow Kiya Karen FIR inshallah aapko love Nahin hoga market ki movement ko like karna chahie phir Apne a trade co development karna chahie.
              • #8 Collapse

                Re: trading mein loss ki wajoohat???

                Trading mein loss hone ki vajah yah Hoti Hai Jab hamare pass experience Nahin Hota aur ham jaldbaji se trade Laga Dete Hain isiliye Hamen chahie ki ham pet ko jaldbaji kiye Ye Diwana aur Damad ke sath lagaen aur Jyada Se Jyada is per focus Karen aur hamare pass trade Lagane ke liye Jyada Se Jyada experience Hona chahie Agar hamare pass experience Nahin Hota aur ham is per focus Nahin Karte tab bhi Hamen last hone ka ka Khatra hota hai isiliye Hamen chahie ki Ham bagair jaldbaji Kiya To Madhuri yakin ke sath Bade experience ke sath trade lagaen Agar Ham experience ke sath trade Lagate Hain tab Ham na Kam Nahin Hote
                • #9 Collapse

                  Re: trading mein loss ki wajoohat???

                  Forex trading mein loss hone ki buht si wajohaat hoti han js se loss hota hai lakin in mein sab se bari waja learning knowledge aur experience ka na hona hai forex mein New trader learning knowledge aur experience hasil nahin kartay aur trading kartay han tu loss ho jata hai aur is kay elwa trading mein lalach se bhi loss hota hai jald bazi se trading karain aur emotional trading karain tu phr bhi loss hota hai hum koi bhi mistake karain tu loss hota hai hum ko mistake ko theek karna hota hai phr loss se bach saktay han
                  • #10 Collapse

                    Re: trading mein loss ki wajoohat???

                    Wajah koi nahi hoti Hy Baki Jo loss hota Hy wo apki wajah se hota Hy q k AP bina sochy Kam karty hy seekho k Kam kese hota Hy phr trade karna start karo
                    • #11 Collapse

                      Re: trading mein loss ki wajoohat???

                      BenefitsSeveral merchants locate intraday fairness buying and selling as an eye-catching alternative due to the fact the prices levied with the aid of the dealer for the shares traded are much less than in the normal transport device trading. Also, accomplishing excessive margin positive aspects is viable in a day trading,
                      • #12 Collapse

                        Re: trading mein loss ki wajoohat???

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Firdouskhan973 پيغام ديکھيے
                        assalamu alaikum men
                        mai pochna chahta hon trading mein loss ki sb sy bari wajoohat kia hain..aur inko ksy recover kia ja skta hai??
                        My dear Forex members trading Mein loss hone ki bahut jyada Baju Hath Hain Jin Se Hamen Hamesha bachte Hue trading Karni chahie Hamen kabhi bhi apni trading Mein Big Lot size use Nahin Karni chahie Kabhi jaldbaji Mein trading Nahin Karni chahie aur na hi Hamen kam balance ke sath Jyada lot size choose Karke trading Karni chahie Agar Ham in sab galtiyo se bache aur Soch Samajh Kar Hamesha Sabra ke sath trading Karen To Ham bahut jyada loss hone se bacha sakte hain aur acchi trading Karke acchi earning hasal kar sakte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: trading mein loss ki wajoohat???

                          trade mai loss ki kai wajoohat hain jin mai sy kuch ye hain . ja ap k pass proper knowlege na ho. aur ap dil lga kar kam na kren. ap apni mistakes ko bar bar repeat karty hain to os waqt bhe ap ko loss hota hy. es k bad ap ka lalch ap k leay loss ki bri waja hy. jald bazi mai trade ko open karna aur es k bad money management ko follow na karna bhe ap k leay loss ki aik eham wajaj sy lot size bra choose karna . news sy attach na hona bhe loss ki waja hy ap ki ghalat bhe ap k leay loss ka bais banti hy ap ka trade karty waqt fresh mind hona chaheay agr ap ka mind fresh na ho tab bhe ap ko loss hota hy.
                          • #14 Collapse

                            Re: trading mein loss ki wajoohat???

                            Salam dear members.
                            Forex trading me lose ki bohat c wajohat hai jis me without experience trade . knowledge ka na hona market ka strong analysis na kr pana jald bazi karna lalach krna aur ais trha ki aur boht c wajohat hai .
                            Humy sab se phle demo account me practice krni chaye jo ke hamare lye boht mufeed hai agr hum demo account me expert ban jay aur experience ke sath sath ache analysis kr saky to yakenan humare lose ke ratio boht kam hi gibaur hum din ba din acha trader ban kr ubry gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trading mein loss ki wajoohat???

                              G sr ao ne acha sawal kya hai dekhen sr forex me kam karne ke lye hamen forex ke bare me knowledge hasil karke apne experience ko increase kare or forex me trade karne ke lye hamen forex ke rulls ko follow karna chahye jis se hum los se bach sakte hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X