What accept and what reject in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    baro nice information.hum sub kay liya yah behtr hay.or es pay amal karna bhi kafi acha sabit ho ga.yah hum sub kay liya aik subq bhi hay.jo bhi es pay amal kary ga wo zaror kamyab ho ga treading main.or wo apni treading ko behtr bhi kar saky ga.but es pay amall karna zarori hay.main ap ki in baton pay zror amal karon ga.......
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      meray khyal sa ap ko forex trading mein apni skills aur experience ko use karna chye aur profit earn karna chye aur good knoweldge skills ko accpet karnay aur greed , over trading emotion ko reject karay tb he ap success gain kar sakty
      • #243 Collapse

        must know the market very well

        good idea,I also have some option,it's want to be a succesful trader,must

        1,know the market very well
        2.know what goods is hot selling.
        2,know how to make your nice product sell to customer


        apple is a good company,they goods is very less,but is very wondfull,every one like it,the less,but the creative.
         
        • #244 Collapse

          forex ma kamyab honay or loss sa bachnay k lye hamian is sub chezon ko follow karna chaye or avoid bhe karna cahey some chezon ko. mean hamain hard working karni chaye, market ka analysis karna chaye, or hamain news ko follow karty rehna chaye. is k sath sath hamain greed sa avoid karna ho ga, emotional trading nhe karni chaye.
           
          :cool::cool::cool:
          • #245 Collapse

            apne bhut achi or informative baat ham se share ki hai k hamein loss ko accept karna chyea forex me jo bhi hamein ho mistakes ko apni accept karna chyea or dosra ye ke over confidence ko reject karen jald bazi ko reject karein apne behaviour se
             
            • #246 Collapse

              aap ne bhut acha Thread post kiya hai jis se loga ko bhut ziada benefit mil skta hain kyun k agar hum loss aur mistakes ko accept karta hain aur un per work karta hain tu hum per se earning kar skta hain aur agar hum greedy aur emotional ko avoid karta hain tu per hum iss business mein achy trading kar skta hain aur loss se bech skta hain.
              • #247 Collapse

                Wah bro yaar apne bilkul theak kaha he yaar yahi wo cheezen hen jo agar aik trader follow karega tou aik na aik din zarur kamayab hoga aur bohat faida hoga isko ismen sub se best reject wali cheez greeding he agar ye nai karen ge tou bohat profit hoga
                • #248 Collapse

                  forex trading me aik kamyab trading ke yeh tam rule best he bhai gee. is rule ko jo log fellow kerte he. woo log is business me kamyab trader bente he. is app log bhi yeh rule per amil ker ge too is me app log ke hi kamyabi he.
                  • #249 Collapse

                    kisi dosray ki advise us time he accept ki ja sakti jab woh apnay kaam main expert ho other wise ap sirf woh accept kerien jo ap kay faida main ho or jis ko ap samjhtay hai yeh maray trading kay liya harmful ha us ko mat qabool kijiay hamasah apni strategy per he relies kerna chaiya .
                    • #250 Collapse

                      achi cheesain batain app nai forex trading main hamasha apni planning pe trading karain aur lalich se bachain aur kabbi bi baray volume ki trade na lagahain aur discipline kay motabiq trading ki routene banahain aur loss ko accept karnay ki ahdaat dalain
                      • #251 Collapse

                        forex business ma kamyab honay k lye hemain kuch chezain karni chaye. or kuch nhe. hamain jo chezain karni chaye un ma hamain order place karnay sa phly market ka analysis karna chaye. apni best plannings k through order place karna chaye. or jo chezain nhe karni chayn un ma firstly to hamain greed belkul bhe neh karni chaye. emotional trading sa parhaiz karna chaye.
                         
                        :cool::cool::cool:
                        • #252 Collapse

                          yes these are the basic things that traders should follow them , if they do they can be a good trader and can continue forex for a long time . i want to say that we should be hardworking and struggle , we should focus on our trade so we can be successful trader .
                          • #253 Collapse

                            Mey toh kahunga dost apnay toh is kaam key basic rules state kar diye barey mazay sey . Mera khayal hay inhi rules ko banda follow kar ley toh har month ek proper profit earn karta rahy gaa aur loss shayad aye hi nah usko . Greedyness aur over confident hona kabhi theek nahii kaam k liye . Kisi bhi kaam k liye .
                            • #254 Collapse

                              Ji han blkl aik ache trader ki qualities honi chahiye k us main patience ho seniors ki advice ko seriously le mehnat kare....lalach aur juld bazi ko apne andar se khatam kare....hmesha learning aur knowledge hasil karne pe focus kare apni galtiyon ko accept kare aur unko theek karne ki koshish kare....agar ye sb baten ksi trader main hn tu wo bhy successful ho sakta hai....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                mery khayal mein forex trading ke business mein ager loss ho to usy accept kar lena chahey or humy foirex trading ke business mein apni galtio se sabik sikhna chahey.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X