What accept and what reject in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    jee bilkul aap ki bat thek hai main samajhta hon k hamasha dosron k mashwaray aur losses ko acept karna samajhdari hai aur greed over confidence aur jazbat aut jald bazi sa bachana chahi in tamam points ko agar ham follow karain tu aik acha trader bannay main kafi mada milay gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      Aap ne ek buhat hi useful thread share kiya hai sab user k lye is se un sab users ko pata chale ga jo trading mein new hain abhi jaise k mein k kya karna chahiye trading mein and kya nahi, well aap ne theek batein kahi hain humein apna loss, dusroon ki advise and apni mistake accept karni chahiye and greed and emotions ko reject karna chahiye kyun in se sirf nuqsaan hi hota hai aur kch nahi,
      • #258 Collapse

        ji main manta hoon. magr kisi asay banda par trust ni karna chatie jo experience na ho aue ni he s na kabi earning ki ho amashwara be asay banday sa lena chayie jo kaam ka ho
        • #259 Collapse

          meray dost aap ne jo ye points mention karay hain ye buhat faede mand saabit hosaktay hain kiunke in ko follow kar kay banda buhat kaamyaab hosakta hay aur experience bhy achha haasil karsakta hay
          • #260 Collapse

            Kisi Se Mashwara Karna Ak Acha Fail Hota Hai To Agr Ap Ko Koi Acha Mashwar Dy To Usye Accept Karna Chaye Ap Usey Us Surat Me Reject Kar Sakty Ho Jab Wo Ap Ko Us Ka Musbit Phelu Damjha Na Paye To asye Moqay Pe Ap Wo Karo Jo ap Ka Man Kehy Good Luck And Happy trading ..
            • #261 Collapse

              bhai app ka question bukhat acha hai bhai jaan forex may app ko ky be nagitive question hotu app us ko rad kar dey
              • #262 Collapse

                Trading main log zzayada trad profit ko accept kartay hain or loss ko reject kartay hain .lakin maray khayal main onko loss ko b accept karna chheya . is say onko apney mmmmistakes ko khatam karnay main madad malay gey .
                • #263 Collapse

                  bohat zaberdast baat ki hy aap ny humain vaky hi in baaton ka khyaal rakhna chahiy kiun k hum yahan kamyab hony aay hian nakam hony nai or kamyabi in hi baato main hy
                  • #264 Collapse

                    assalmu alaikum jee han bhai aap ki advice bohat hi achi hain new ones k lieye bhi or old ones ke lie bhi..or ager aik trader in rules ko follow kartein hue trading karega to mein nie samajhta ka wo kamyab ni hoga he/she will definately get sucess..
                    • #265 Collapse

                      apko accept karna chaiye
                      knowledge
                      ek achi planing
                      patience
                      a good stretegy
                      apko reject karna chaiye
                      greeed
                      emotions
                      mayoosi etc.
                      • #266 Collapse

                        yes u r rght hamain accept krna chahiye dosro ki advice ko apni mistakes ko aur apnay loss ko ye hamain har hal me accept krna chahiye aur reject hamain greed ko krna chahiye aur jald bazi ko aur over confident ko agr hum in bato ka khayal rakhain gay k kya accept krna hai aur kya reject to success hosaktay hain....
                        • #267 Collapse

                          apne bth acha knowledge humaray sath share ki hai iski bth shukriya bilkul humhe forex mei jo humari hi galtiyo ki waja se humhe loss hota hai ausko accept karna chayie. aur begair knowledge k humhe work nahe kar chayie.
                          • #268 Collapse

                            G bahi ap ny jo bhi batein ki hai wo tamam theek hai aur is smian hamein kafi faida hota hai agr hun inn tamam batoo ko ignore krty hai . Forex sb sy best business ahi duai ka .
                            • #269 Collapse

                              of course ap ke bat bilkul theek hay agar ham main patience nahe hay sabar nahe kar sakty to ham kabe b achy trader nahe ban saktay jab banda over confidence hota hy to phir loss he karta hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                forex trading me apako sab kuchh hi accept karna padega agar apakoforex trading me aloss hua hai t apako bina kisi raskteke wo bhi accept hi karna padege aapke pass aur koi rasta hi nahi hai is liye apako bas ye sochna hai ki forex trading me aako kese prifi tmilega bas aapko aur kuchh nahi sochn hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X