What accept and what reject in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    Meray khyal mein aap ke suggestions bohat perfect hain forex mein humein kisi ke b opinion ko ignore nehi kerna chaheye bal k oss k baray mein sochna chaheye aur apni mistakes aur loss ko b open heart k saath accept kerna chaye aur iss k saath saath greed aur over confidence se bachna chaheye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      sir ap na tu bht acha thread share kya forum pa hum sab ko chaya k hum forex main good trader ka experience ko fallow karna chya our janab hum ko greed sa bhi apna apko save karna chya .
      • #183 Collapse

        g dear ap ney bilkul tkh kaha forex ak bht acha business hai as me hum jo be working krte hia wo hum apne knowledge or experience ke base phr hum krte hia as lie as me hum jatna zaida menat kre ge hum ko as me aatna he zaida faida hu ga..///
         
        • #184 Collapse

          ji haan!!! ye jo aapne accept or reject krne ki jo cheezen bataen hain wo bilkul sahi hain....agar hum sahi things ko accept kren ge or galat things ko reject kren ge jis se humara loss hota hai to hum successful bansakte hain trading me...
          • #185 Collapse

            to become success in forex in forex trading business you must accept advice of senior , accept mistake and loss . but you must reject your greedy in forex trading business
            • #186 Collapse

              assalam u alikum i agree with u my friend actually hota yai hai k hum jab forex main atai hain hamari basics achi nhi hoti hum short cut dhontai is main mistakes kartai hain lalach kar k jald bazi kar k yahan sab accept h apka loss bhi apki galti bhi nhi hai accept to woh lalach jald bazi shortcut is se bachna zaroori hai
              • #187 Collapse

                right dear bhai jaan apne bilkul thik kaha hai apki thread se bhi sub ko help milega, sub ko apni loss, mistake aur other advice accept karna chayee aur apni overconfident ko lalach ko emotion ko control karna chayee
                • #188 Collapse

                  bilkul aap nai theek kaha forex mai hamy boht sai cheezy accept karnai zarroi hoti hai or kch reject karna jin mai greedy pan ko reject karna zarori hai varna aap kai loss kai chances ziyada hoty hai or phr ap strees mai chaly jaty ho.
                  • #189 Collapse

                    I see that Forex can not be useful in learning Forex easily but needs to be many specifications task that must be displayed by rolling
                    • #190 Collapse

                      khuda na karay k agar apko koi lost ho bi jata hai tu ap is ki wajah se tension na lay bal kay khushi k sath is ko accept kar lay kyu kay aur is mei agar koi cheezz reject karni hai tu wo hai greed apko .....
                      • #191 Collapse

                        yup...hamein apne kam main hamesha bht careful rehna chahiye jald bazi nai krni chahiye..over confident blkl nai hona chahiye....lalach se dor rehna chahiye....hamesha dosron ki advice leni chahiye....agar hum se koi loss hoa hai tu usey accept krna chahiye....aur hamesha apni galti tasleem krni chahiye....
                        • #192 Collapse

                          han ji apnay kuch achi batain mention ki ha jo k forex kertay huway dehan main rkahni zaroor chahiye hain seb say phelay ye k kisi senior trader ka muswahra zaroor lain aur dosra greedy ya emotional her ker trading na kerain is say zyada loss hi hota ha
                           
                          • #193 Collapse

                            bohot hi achi baat kaaahi hai ap ne really me ap ki is post ko appriciate karunga ap ne ye jo post ki is se bohot se traders ko kaafi kuch seekhne ko mila hooga
                            • #194 Collapse

                              g mre bahi ham sab trader ko pata je aur har 1 trader apne loss ko reject karta he aur apne profit ko accept karta he hame chaye ke ham apne loss he se sabq sekh le to aghle martaba hamre profit he hogy,.,.,..////
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                bhi aap nay nehat umda or qemti infromation share ke hen jin ke roshni man ham jesy new users aagy qadam barha sakty hen or tareqqe ke rah par gamzan ho sakty hen man tamam new friends ko ya rules follow karny ke targeeb deta hon.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X