What accept and what reject in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    yes brother your suggestions are 100% accurate and I totally agree with it. Aik or cheez me batana chahta hoon kay aksar log jab market me order lagaty hain tu wo jab loss me jata hai tu usko close nahi karty, wo losses ko accept nahi karty jabky wo usi order ko close kar kay reverse laga kar profit me convert bhi karwa sakty hain iski kia waja hai or aisa kiun karty hain? mery hisab se tu log market se zid kar beth jaaty hain kia ye zid achi hoti hai???
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      nice dear, yeh basic factors jo apne batayen hain yeh bohat important hain laikin main yahan par aur bhi kuch add karna chahon ga. agar ap forex main zyada se zyada kamyabi hasil karna chahtay hain toh economic calender aur currency ke origin ki economic condition pe nazar rakhni chahiay. currency ka move hona up ya down dono factors main zyada important currency ki economic health hai.
      • #63 Collapse

        Dear forex me loss honay kiwaja ek hi hoti he hamari galti gis ko hm mantey nhi han bus agr manlay or us ki sahi karlay to kafi faida hoga.or nuksan say bach gai gay..
        • #64 Collapse

          Meray khyal mein aap ke suggestions bohat perfect hain forex mein humein kisi ke b opinion ko ignore nehi kerna chaheye bal k oss k baray mein sochna chaheye aur apni mistakes aur loss ko b open heart k saath accept kerna chaye aur iss k saath saath greed aur over confidence se bachna chaheye.
          • #65 Collapse

            yahan acctully sub ko eraning he zehan ma bethi hue ha to ya ak kamany ka zaraey say han log aty hain to is ko knowledge bhut he kum logo ko hoti ha kay acctual ma ya ha kia cheez
            • #66 Collapse

              I love profit in the forex market, of course, like me, like any stores in this market and hate in this market loss also like me, like any stores in this market and also feature the forex market it is open to all without any requirements
              • #67 Collapse

                Acha sawal hai, jo bhi achi trade kray ussay k demo practice ko lazmi accept kray aur iss main apni skills ko develop kray aur apny knowledge ko strong kr k tradring main aye aur jab trading krny lag jaye tu lalach aur jald bazi sy bachay takay usay achi trade krny ko milay aur loss na ho balkay profit hota rhay trading main.
                • #68 Collapse

                  apne bohat acha post kiya he apke is post se kafi logo ko sheekhne ko milega but agar koi is post ko parh kar is per amal karega to hi ye possible hoga greed sab se bari dushman hoti he apki trading ki so agar ap greed karna chor denge to apka 50% loss to wese hi khatam ho jaega
                  • #69 Collapse

                    Han jee bohat achi batain ki hain aap nay, in sab point ko samjh lena he learning. accept mistakes but not repeat them, accept loss but do not dis heart, greedy behaviour aur overconfidence sy learning b nahi kr patay aur phir loss uthana parta hay.
                    • #70 Collapse

                      jee ha bilkul hame jo bee kaam karna ho apne deceplione aur rules ke sath karna chahiye . agr hum forex me forex ke rules follow kare aur mehnat se trading kare to oon ka hame bahot faida melega . esee tara agar hum posting bee rules ke sath kare to es ka hame bahot faida melega .
                      • #71 Collapse

                        Aik or cheez me batana chahta hoon kay aksar log jab market me order lagaty hain tu wo jab loss me jata hai tu usko close nahi karty, wo losses ko accept nahi karty jabky wo usi order ko close kar kay reverse laga kar profit me convert bhi karwa sakty hai
                        • #72 Collapse

                          han ge bilkul hamain trade krne ke liye in sb ko ignor krna chye hmain greed nhe krni chye or na he overconfidance hona chye blke hmain sekh kr or hard working krni chye.
                          • #73 Collapse

                            ice information brother for all of us hamary liye ye kaafi achi sabat ho skta hai or hamy is se sabaq lena chahiye ye a[p ny boht acha sabak dia hai hamay is se kaafi sabaq lena chahiye or according the rule
                             
                            • #74 Collapse

                              right dear bhai jaan apne bilkul thik kaha hai apki thread se bhi sub ko help milega, sub ko apni loss, mistake aur other advice accept karna chayee aur apni overconfident ko lalach ko emotion ko control karna chayee
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                g han dear ap ney bilkl thk kaha hey keh hmain kuch chezzon ko accept behe kerna achhaiey kyun keh kisi bhe kam main hmara apni gjltyoon ko accept kerna aur kuch chezon ko reject kerna ek kamyab honey keh liey ek chaie wali bat hoti hey is liey hmain bhe kuch chezon ko accpt kern achhaiey jo hmain lgain gain hm main hone chhaiey aur isi tarah kuch chezon ko chorna chhaiey keh jin sey hmain loss hota ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X