Stop loss kay liye sahi waqt

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss kay liye sahi waqt
    Forex trading mai traders ko trading terminal pay bohat say options available hotay hain. Jiss mai aisay bohat say tools bhi hotay hain jo traders kay account ko safety daitay hain aur traders ki earnings mai izafa kertay hain ya kernay mai kaam atey hain. Stop loss bhi aik aisa he tool hai jiss kay zariye traders apnay account ko safe ker saktay hain. Stop loss laganay kay liye sub say best time woh hota hai jab kisi pair ya commodity mai movement ka confirm na ho raha ho. Aur traders chance laina chahtay ho. Iss liye traders ko stop loss ko use ker laina chaiye. Stop loss say traders ko yeh pata hota hai kay Agar trade profit nai gai to achi earnings ho jaengi laikin Agar trade loss mai chali bhi gai to aik settled stop loss hit honay say loss bhi control mai he hoga. Iss tarah stop loss ka use traders ko kisi bhi barey nuqsaan say bacha laita hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss kay liye sahi waqt

    Stop loss jesy trade open krty hain us kay sath laga lena chahey keon kay jab bhe hum new trade open krty hain to humny analysis keya hua hota hai to apky analysis kay mutabik jahan bhe stoploss fit aa raha hota hai ap wahen stop loss set kar deya karen keon kay market ksi bhe waqt crash ker saktii hai agar market crash kar bhe jati hai to hamra zeada nuksan nahe hoga hamra stoploss hit ker jaega aur hamen kam nuksan hoga.
    Last edited by ; 28-10-2020, 01:19 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss kay liye sahi waqt

      Adsalamu Alaikum dear forex members. Forex trade main trading main profit gain kerny k sath sath loss k chances bhi itny hi ziyada hoty hain isi jab bhi trade start krein to us sy pahly stop loss ko manage ker lena chahiye ta k ager ham profit gain na ker skein to loss ka bhi samna na kerna pady,stop loss hamain trading main loss hony sy bachata hy or hamara account balance bhi safe rahta hy or wash hony sy bach jata hy isi liye stop loss ko trade main buht importance hasil hy.
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss kay liye sahi waqt

        g han dear bro ap ki bat bilkul sahi hay keh forex trading main traders stop loss ka use lazmi karty hain kun keh stop loss kay use sy account ki safety barh jati hay agr koi trade confirm na ho to us par iska barra faida milta hay keh woh trade agar oppusite direction main challi jati hay to matloba target hit karti hay baki account ko safe rakhti hay to hamen is sy faida othana chaheya aor achi trading keleay iska use karna zarori hay shukriya
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss kay liye sahi waqt

          Dear stop loss ka koi khas waqat nhi huta kiun kay iska use bhot zarori hay wo is liye kay ye humay account wash hunay say bachata hay aor isko her trade kay saat lagana parta hay aor ye humay trade open kerny kay sat hi lagana chayi laiken ager hum say reh jaye tu pher bhi hum isko set ker saktay han laiken isko lagana bhot hi zarori hay kiun kay ye humay mazeed loss say safe rakhta hay.
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss kay liye sahi waqt

            Forex mien agar hum kamaybi hasil kerna chahte hain tu hume stop loss aur take profit lagana chahie kui ke agar hum in ko use nhi kare ge tu hume zyada loss bhi ho sakta hai aur humara account bhi wash ho sakta hai aur zyada profit ho ga tu hume trade band karni pare ge khud ba khud band nhi ho gi stop loss aur take profit ka yeh faida ho ga ke hume trade khud band nhi karne pare ge. Hume bas mehnat kerni chahie tu hi hum is mien kamayabi hasil ker sake ge aur hume sabar se hi kam kerna chahie.
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss kay liye sahi waqt

              Hamen forex men waqt ko dekh kar as men trading karny hoty hy kun kay agar hum as men mahnat kay sath achy trading karty hain tu hum as men kabhy bhe nakam nahin ho sakty hain tu hamen as men dil kay sath acha kam karna hot ahy kun kay agar hum as men dil kay sath acha kam karty ahin tu hum as men achy earning hasil kar sakty ahin tu hamen as men kotahy kay sath koi bhe kam nahin karna hhota hy
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss kay liye sahi waqt

                اصل پيغام ارسال کردہ از: deltashot پيغام ديکھيے
                Forex trading mai traders ko trading terminal pay bohat say options available hotay hain. Jiss mai aisay bohat say tools bhi hotay hain jo traders kay account ko safety daitay hain aur traders ki earnings mai izafa kertay hain ya kernay mai kaam atey hain. Stop loss bhi aik aisa he tool hai jiss kay zariye traders apnay account ko safe ker saktay hain. Stop loss laganay kay liye sub say best time woh hota hai jab kisi pair ya commodity mai movement ka confirm na ho raha ho. Aur traders chance laina chahtay ho. Iss liye traders ko stop loss ko use ker laina chaiye. Stop loss say traders ko yeh pata hota hai kay Agar trade profit nai gai to achi earnings ho jaengi laikin Agar trade loss mai chali bhi gai to aik settled stop loss hit honay say loss bhi control mai he hoga. Iss tarah stop loss ka use traders ko kisi bhi barey nuqsaan say bacha laita hai.
                their friends agar hum koi trade lagate Hain aur hamari trade profit mein chali jaati hai aur jyada profit mein chali jaati hai to hamen FIR last hone Ka dar hota hai jab hamari trade profit ke sath lagi hui ho to hamen chahie kya Uske 15 ya 20 pips score chhodkar ekta feat laga dena chahie kyunki jab bhi hamen koi ya nahin market movement karegi celejor back ke liye Jo hamara profit Hoga vah bahut bahut hamare account mein a jaega aur hamari trade bahut bahut close ho jayegi
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss kay liye sahi waqt

                  Dear jab aap trade open karte Hain to uske bad aap Gori Tor per Star plus per hai vah usko Ban Kar len aur uska pura benefit yoga kin ke Sagar trader opposite jaati hai to aapka count wash nahi hoga.
                  Dear stop loss use karna chay or ye hamary lay best hai .
                  Dear Ham is ka regular use kar sakty hai.ye bohat achi ches hai or is ka hamy bohat benefit hai.
                  Dear hamy chay ka ham daily stop loss use Kary.
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss kay liye sahi waqt

                    Stop loss ka sahi waqt nahi hota ya trader par depend karta ha k wo apni trade main stop loss ka target set karta ha ya nahi baqi mara mashwara har member ko yahi ha k trading k work main apni har trade par stop loss ko set karna chahiyea ta k account manage rahy or Kam loss ka samna karna pary
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss kay liye sahi waqt

                      Forex trading mein kam karne ke bahut sare roll hi agar ham roll ko follow karke kam karte Hain to Ham acchi kamyabi hasil karte hain aur agar. hamen trade open karne ke bad stop download take profit ka mast bhi use karna chahie. Agar hamen ek trade achha profit de rahi hai to hamen break even kar dena chahie agar Ham breakaway nahin karte to for example agar hamen 10 dollar profit ho raha hai to vah dwara FIR lost mein ja sakti hai aur agar humne break-even Kiya hoga to jab market 10 dollar hamen profit de rahi hogi to trade close ho jayegi.
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss kay liye sahi waqt

                        agar apne secure trading karni hy to apko stop loss aur take profit ka concept pata hona chahye , stop los sek tarah ki apki trading pay limit hoti hy kehagar ap online bi ni hoty aur apni trading ko har wakat klye trace ni kar sakty to ap trade pay loss ki limit laga dety hain keh agar apko lss bi hota hy to apko is hadd tak loss hoga aur apki trade automatic klye close ho jay ge , laken agar ap stop loss ko ni samajty aur is ko trade me ni lagaty to apka account wash hony ka khatra hota hy .
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop loss kay liye sahi waqt

                          Bhai jb ham trading krte waqt hame chahye k jb ham trade open kren to hame chahye k trade ope. Krte hi stop loss use kren r take profit LGA k trade open kren Jo expert trader hote Han wo Take profit r stop loss use krte Han tbbhi trade krte Han q k JB ham wake bagher trade open kren ge to ham es main kamyab niabho skte Han agr kamyab hona ha to Han es mai Sahi Kam Forex k rules Jo follow KR k trade moan ACHa khasa kama skte Han.
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop loss kay liye sahi waqt

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Saif896
                            Stop loss ke liye Mara Sahiba ki hota hai ki Hamen Jab kamlas Ho To Hamen use Waqt Kuchh To of Las laga dena chahie aur ham Jise kam se kam Las ho aur ham Kamyab ho sake

                            Stop loss trading jab ap karty hain tu ap ko sath main ap ko analysis ki trade karna cheye. sath main ap ko cheye kay jab ap trade karain apny trading ko loss mai janay se roknay kay leye ap ko analysis se stop loss ki values waha se lain es se ap ko faida yeh hoga kay ap asani se apni trade ko acha stop loss day sakty hian.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop loss kay liye sahi waqt

                              Asslam o Alaikum dear forex members, stop loss kelye kui bhi waqt khas nahi hai hmein her trade mein stop loss ka use lazmi krna chahye, agr hm her trade mein stop loss ka use krein gy to hm apna account hmaesha mehfooz rkhein gy aur hm achi earning bhi krte rahein gy, agr hm stop loss ka use nahi krein gy to hmara account aik hi trade mein wash ho skta hai. stop loss ka maqsad hota hai kam say kam loss mein apni trade ko close krna aur is ka kui time nahi hai jb bhi hmein lagy k market hmare analysis k against ja rhi hai to trade close kr deni chahye aur stop loss ki limit itni rkhni chahye jitna hm offord kr skein.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X