Re: mistake ko bar bar nahin karna cahaiye
Mistakes ko baar baar kerna ya tarah ki he mistakes ko repeat kertay rehna bhi traders kay liye bohat nuqsaan deh hota hai. Trading business mai aisa koi bhi step nahi hai jiss mai ghalti ker di jaey ya ghalti ho jaey to phir dobara bhi moqa mill sakey. Forex trading business ko serious laina he behtar hota hai. Jo traders iss business ko serious he nahi laitay hain woh kaamyab bhi nahi hotay hain. Her trader ko apni ghaltioo ya mistakes say kuch na kuch seekhnay ko he milta hai aur kaamyab wohi traders rehtay hain jo apni ghaltioo ko repeat nahi kertay hain. Iss kay elawa jo traders apni ghalti ka bhi analysis kertay hain woh bhi iss business mai bohat kaamyab rehtay hain. Forex trading business ko seekhna aur mistakes ko control kerna he kaamyabi hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим