relation of risk with success
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    relation of risk with success
    Dear yah bat to ham janty hai k na serf forex balky life ka koi b field ho to ham ko us main risk ka samna karna parta hai. main just is post main yah share karna chahta ho k risk hota hai. to main jaha tak main samjhta ho k risk is the level of probability do done and not done. yani kisi kam ka ho jana or na hona ka jo chance hai wo risk hai. to forex main b ham jab order place karty hai to ham ko umeed hoty hai k market hamray favour main jay gy per lazmi nahe hai k aisa ho qk market kabi b hamray agaist ja sakty hai. or ham na her hall main apny trade ko save karna hota hai k makre ab jiss direction main jay to hamian ya to profit ho ya phir ham ko zyda loss na ho.
    or risk and profit main bohat high relation hai yani agr ham risk nahe laity to ham kuch b earn nahe kar skaty hai or agr ham zyda risk laity hai to hamain profit k chance b zyda ho gy and so as . per ham ko her hall main soch samjh kar trade open karny hoty ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: relation of risk with success

    dear friend forex trading aik risky business ha is mn sa achhi earning hasil krnay k liay risk lena prhta ha keun k risk liay forex trading sa achhi earning mumkin naen lekin apko chayay k risk apnay account ballance k mutabik len ta k account ballance bhi safe rhay aur ap achha profit bhi hasil kr sken
    • #3 Collapse

      Re: relation of risk with success

      dear forex markeet main kaam kartay huway haamray pass isk baray main har kisam ka knowledge ka hona bhi lamzi hay aur agar ham is main yeh nai jantay hain k hamain kis trades man kitna kis hisaab say risk laiay huwya kaam karna hay to ham is akret main kaam akrtay huwya kuch bhi kama nai saktay hain ham kabhi bhi yeh nai samjh saktay hain k hamain is main kaisay aur kitna risk lainay say ham is main kamyab ho saktay hain aur hamain us k liye kis hisaab say kama ko start aur end karna hay agar ham is markeet main kaam kartay huwya isk account k mutabik agar ham kaam kartay hain to hamaray liye is main kamyabi bhi hay aur hamray liye is main sab kuch bi hay jisk liye hamara apnay account k sath kam akrtay huwya risk ka ratio he hamain is makreet mainkaam kartay huwya sab kuch ada kar sakta hay aur agar ham is makret main kaam kartay huwya yeh nai samjhtay hain k hamain is main risk kina laina hay to ham apnay account ki safety kabhi bhi nai rakh saktay hain ham kabhi bhi apnay account k sath ziada dair tak kaam nai kar skatay hain.
      • #4 Collapse

        Re: relation of risk with success

        Forex Mein Ek dusre se Agar Mile shakkar aap Agar Forex Mein kamyabi lene ke liye good time limit miss karte hain Achcha time investment Karenge to aapke liye kamyabi lena very very profitable Hoga Hamen chahie Jahan per relation rakhkar Ham Ek dusre se motivated Har Surat Mein Karen Ham Jab Bhi guide Karenge Ek dusre ko Hamesha help Karenge Ek dusre ke Hamesha madad Karenge to hamare liye Forex Mein kamyabi lena very very easy Hoga Hamen chahie Yahan per Khoob Waqt lagakar Khoob acchi time table Banakar Ham Jab Bhi kam Karen almost all time Hamesha treating Karen always all time Hamare kamyabi Lena bahut Aasan Hoga isliye Hamen chahie Forex Mein kamyabi Karen
        • #5 Collapse

          Re: relation of risk with success

          Forex mien success ka bohat hi gera relation ha risk ke sath bas hume chahie ke hum forex mien risk us waqt lien kab humare pas ache experience ho aur humara analysis paka ho tu hi hum forex mien risk le ker kamayabi hasil ker sake ge. Hume chahie ke hum demo account per zyada se zyada mehnat kare aur us se ache experience aur apna analysis paka kare aur phir real account mien mehnat kare tu hi hum us mien ache earning hasil ker sake ge aur hume forex mien kamayabi bhi hasil ho gi.
          • #6 Collapse

            Re: relation of risk with success

            hamain risk ko avoid kar k hi hum achy say trader ban sakty hain but hamain expience hasil kar k hi hum achy say trader ban sakty hain but hamain chahye is k bary main pracice karni ho gi tab hi hum run karin gay ta k earn k anry k kabil ho sakty hain but hamain practice karien agy tab hi hum run karien agy s ohamain is k bary main earn karny k kabil ho sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: relation of risk with success

              Assalamu Alaikum their friends ji han bilkul Forex forum Mein correlation hota hai success Jab Ham Aasan Karte Hain Jab Ham Hassan Karte Hain To yah Ham risk lete hain isliye Hamen chahie ki Ham risk to le rahe hain lekin Hamen race Aisa Nahin Lena chahie Ke Jab ham Koi shak se Sar Sar kar rahe hain To Hamen salon slow sabse Aasan karne chahie fast Nahin Karni chahie
              • #8 Collapse

                Re: relation of risk with success

                forex trading ak asa plate form he jaha per risk lina perta hai business me risk lina perta hai risk ager na liya jai to ham kamyab nai ho sakte loss ho jata hei ye koi bari bat nai hai lkn her dafa loss ho jana ye achi bat nai hai is liye risk lina chaiye per hi insan success ho sakta hai ager insan derta rahe ke loss ho jay ga per insa kamyab nai ho sakta is liye risk lina chahie or risk line se hi insan success hota ha hamari success ka risk ke sath bhot ghera relation hai jo insan risk line se drta hai wo kamyab nai ho sakta bhot se logh risk liye haen or success ho jate hai
                • #9 Collapse

                  Re: relation of risk with success

                  Assalam o alaikum my dear forex friends me apko btana chahta hn k risk r success ka kia relation he risk se hmain aarzi tor pr to kabhi na kabhi faida hasil ho saktal he but hamain is se hamara but zyada loss bhi ho saktal he is se hamara loss aesy ho saktal he k hamara recover bhi nhi kr sakty hmrust se sometimes ham but zyada loss ho hata r something faida
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: relation of risk with success

                    Hamen se Business mein kam Karte The Hamesha acchi kamyabi Hasil karne ki koshish Karni chahie Hamen kabhi bhi is business mein jaldbazi bilkul bhi nahin Karni chahie acchi kamyabi Hamen apni mehnat ki vajah Se milati Hai mehnat Mein Barkat hai jo trader mehnat karte hain vah Hamesha acchi kamyabi Haasil Karte Hain kamyabi Hasil karna UN Logon ke liye bahut jyada ISI hota hai jo Apne kam Ko Dil Laga ke karte hain aur Jyada Se Jyada mehnat Karte Hain Hamen Apne kam ko Hamesha active ke karna chahie fresh mind ke sath is business Mein kam karna chahie

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X