Dear yah bat to ham janty hai k na serf forex balky life ka koi b field ho to ham ko us main risk ka samna karna parta hai. main just is post main yah share karna chahta ho k risk hota hai. to main jaha tak main samjhta ho k risk is the level of probability do done and not done. yani kisi kam ka ho jana or na hona ka jo chance hai wo risk hai. to forex main b ham jab order place karty hai to ham ko umeed hoty hai k market hamray favour main jay gy per lazmi nahe hai k aisa ho qk market kabi b hamray agaist ja sakty hai. or ham na her hall main apny trade ko save karna hota hai k makre ab jiss direction main jay to hamian ya to profit ho ya phir ham ko zyda loss na ho.
or risk and profit main bohat high relation hai yani agr ham risk nahe laity to ham kuch b earn nahe kar skaty hai or agr ham zyda risk laity hai to hamain profit k chance b zyda ho gy and so as . per ham ko her hall main soch samjh kar trade open karny hoty ha.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим