new member klyye lot size kitna hona chayye???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    new member klyye lot size kitna hona chayye???
    assalamu alaikum
    sb ye btaain k new members klyye trade lgany klyee lot size kia hona chahyye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: new member klyye lot size kitna hona chayye???

    Forex Trading me risk ki waja se new members ko apne account ka 2% se ziada ka lot size istemal nahi karn achahayei aur kam se kam risk lene ki koshash karne chaheye. Forex Trading me lot size ka aik bara aham role hota hai ya ye samjh lo k lot size Forex Trading me trade ki akaye hai. Jab hum lot size k positive aur negative value se waqif ho jayen to us k baad hi hamen trading shron karni chaheye. Small lot size hamare account k leye ideal hota hai aur is se hum apne account ko safe rakhte hn lekin agar lot size hum ziada karte hn to is se hamara account risky ho jta hai aur mumkin hia k hamara account wash ho jaye. Aam tawar pe lit size ka aghaz 0.01 se hi hota hai aur is ko hum mazeed increase bhi kar sakte hn. Lot size ko bohut hi zyada careful use karna chaheye q k hamari trading ka sara inhisar is pe hi hota hai.
    • #3 Collapse

      Re: new member klyye lot size kitna hona chayye???

      Gee haan forex mein new member k lot size Kam rhakay gay tu wo achi trading Kar saktay hai agar wo lot size zayida rhktay hai un ka pass Kam bonas hai tu un ko noksaan ho sakta hai forex main new members ka pass acha experience nhai hota jiss ki waja say wo achi trading nahi Kar saktay agar wo bra lot size rhktay hai tu un ko nakaami hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: new member klyye lot size kitna hona chayye???

        New traders kelye lot size 0.01 hona chaye kuyn kay initially itna experience nai hota kay loss ho janay pay loss ko cover kea jaye to behtar ye hay kay kam say kam lot size use karen aor agar loss ho jaye to lot ko double kar kay phli wali trade ko half distance pips pay close kar lia jaye to aisi soray men Doble size ki lot say itna profit ho jye ga kay phli trade ka loss na honay ka baraber reh jaye ga so new traders ko kam lot yani kay 0.01 use karna chaye.
        • #5 Collapse

          Re: new member klyye lot size kitna hona chayye???

          Asslam o alaikum dear friends
          forex market ma new trade ko chahiy ky wo lot size ko chota use kry or sb sy zayada chota lot 0.01 hy or new trader ko chahiya ky demo ko use kry or market ma trade leny ky sahi method ko follow kry or achi earning kry
          • #6 Collapse

            Re: new member klyye lot size kitna hona chayye???

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Firdouskhan973 پيغام ديکھيے
            assalamu alaikum
            sb ye btaain k new members klyye trade lgany klyee lot size kia hona chahyye
            New members ke liye lot size kam se kam honi chahie Kyunki jo bhi new members Forex join karte hain unko trading ke bare mein Itni Jyada information Nahin Hoti Agarwal Jyada lotsa use Karenge to Unka count bhi Vas ho sakta hai isliye battery yahi hai ki Jab Bhi new member trade Karen kam se kam lot size use karen to isase Unka account safe rahega.
            • #7 Collapse

              Re: new member klyye lot size kitna hona chayye???

              Assalam o Alaikum dear forex members new traders k liye hmesha small lot size hona chahiye new tradeers trade lgany k liye small lot size means 0.01 amount pr trade lgy jis me loss k chances boht km hoty hn shukriya.
              • #8 Collapse

                Re: new member klyye lot size kitna hona chayye???

                Assalamu Alaikum dear member main aapko yah batana chahta hun ki new members ko trade lagane ke liye ye hamen small lot size ko choose karna chahie kyunki new traders ko trade lagane ka ka pata nahin hota ka unko chahie k wo smaa lot size means 0.01 amount per treat lagai Jaise a love sone ke chances bahut kam hote Hain agar hua note size 0.01 se yad rakhega han to usko loss ho sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: new member klyye lot size kitna hona chayye???

                  forex mein new member k lot size Kam rhakay gay tu wo achi trading Kar saktay hai agar wo lot size zayida rhktay hai un ka pass Kam bonas hai tu un ko noksaan ho sakta hai forex main new members ka pass acha experience nhai hota jiss ki waja say wo achi trading nahi Kar saktay agar wo bra lot size rhktay hai tu un ko nakaami hoti hai shukriya apka.
                  • #10 Collapse

                    Re: new member klyye lot size kitna hona chayye???

                    dear Forex member lot size trading open karte waqt bahut important role play karta hai aur hamen apna lot size hamesha Forex rolls ke mutabik money management ke jarie lagana chahie agar aap apne account balance se big size lagayenge to market ki flexible motion ki vajah se aap ka account market ki flexible motion ko bardasht nahin kar sakega aur jald hi wash ho jaega isliye agar aap apni trade ko safe banana chahte hain aur apni trade se profit hasil karna chahte hain to aapko Forex rolls ke mutabik apni trade ko open karna chahie aur Forex rules ke mutabik jab aap apni trade open kar rahe ho to apni trade ko open karne se pahle market ke trend ke mutabik aapko money management aur apne strategy banaa leni chahie aur apne strategy banate waqt lot size apne account balance ke mutabik lagana chahie aur kam se kam lagana chahie tabhi aapka account market ki flexible motion ko bardasht kar sakega aur aap apni trade se profit hasil kar sakenge.
                    • #11 Collapse

                      Re: new member klyye lot size kitna hona chayye???

                      forex trading mein new members ke liye lot size hamesha ek limit ke sath lagani chahie Agar hamen trading cross Kar Gaye to Ham San ke sakte hain isliye jab Bhi Ham lot size lagaen aur acche aurachcha theatre hamesha so samay ka trailer jata hai aur iski lot size ko hamesha acchi tarah soch kar lagata hai kyunki hamen lot size lagane ke liye soch Lena chahie ki yah hamen nuksan degi ya fayda Agar hamen bura soche samjhe lot size lagaenge to yah mere liye nuksan bhi sabar ho sakti hai isliye jab Bhi lot size halka hai soch samajhkar lagaen naal ji ke madhyam se hue lagaen trading mein aana chahte Hain thank you very much
                      • #12 Collapse

                        Re: new member klyye lot size kitna hona chayye???

                        Assalamu Alaikum Forex members doston Hamen lot size Hamesha kam Rakhna chahie new members Ho beginners Ho Jab tak Ham trading ke bare mein proper knowledge Hansi Nahin Sakte aur skilled improve Nahin Hoti Hamen kam se kam lot size Se Hi trading Karni chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: new member klyye lot size kitna hona chayye???

                          lot size ap ki account equity par depend krta hai ye matter nahi krta k ap professional trader hain ya new traders agar apki account equity 100$ hai to apka lot size 0.01 ya 0.02 se hargiz barhna nahi chahiay.agar ap zyada capital invest kr rahay hai to bhi 0.05 se
                          hargiz tajawaz na krain.lot size trade or pair ko dekh kr lagain hamesha famous pairs ko tarjeeh dain.
                          • #14 Collapse

                            Re: new member klyye lot size kitna hona chayye???

                            Forex trading men new members ko tarding kratay waqat lot size Ka bahot khyal rakhna Chahay Ku new members ko market Ka itna experience ni hota new members jab tarde lagen to choti lot k size ka Ka intikhab kren Ku k choti lot lagana sa loss bhi chota ho ga r agr bri lot lagaty hen to us sa loss bhi bra ho ga r ap k account wash bhi ho sakta ha lehaza choti sa choti lot ki choose kren
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: new member klyye lot size kitna hona chayye???

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Firdouskhan973 پيغام ديکھيے
                              assalamu alaikum
                              sb ye btaain k new members klyye trade lgany klyee lot size kia hona chahyye
                              agar Forex trading mein khoob new member Aaya hai to unhen chahie kyon vah apna pahle balance amount Karen kyunki jitna jyada hamara balance Hoga hamara account itni der mehfooz rahega kyunki new trader ko start mein last hota hai kyunki new ko spinners kam hone ki vajah se last hota hai isliye unhen chahie kyon Apne account ke mutabik ya nahin thori thori large size ka istemal Karen ya se unhen experience ho aur bad mein fhir lot size ko bahra abhi sakta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X