Throw out your greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    aik baat tu confirm hai k forex mein greedy trader ko loss he hota hain jab bhi wo trading karta hain forex mein jo bhi greedy thinking se trading karta hain tu un ko forex mein loss hota hai forex aik bhut acha business hai agar hum iss mein greedy ko remove karta hain tu hum forex mein bhut ziada earning bhi karta hain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      your greed is your biggest enemy kisi ny sahi kaha hai lalach sachme ek bht bari balah hai. lalach sy hum jitna dur rahe utna acha hai . lalach ki wjsy huum zda paisay kamane ki khuaish kerte wo b kam time mei and we end up doing things and mistakes which makes us face a loss
       
      • #453 Collapse

        mere khyal main to greed hona bori baat hy kun ke hum log lalch main aa kar hi aapni earning ko wash kar detee hy or phir kasoor web site ka nikal dettee hy is le phale aapni lalch ko kaam kare or phir hi frex trade ki taraf aay.
        • #454 Collapse

          when i would like for you to share OUR message in a person That do not enter inside forex trade whether or not your current intention is actually simply for you to earn high ALONG WITH high revenue since it is not just information on generating an individual rich, The item will probably in addition punish a person badly due to be able to a person greed
          • #455 Collapse

            ham ap ne sahi kaha ke agar ap greed ke thorough busness karen ge tu ap ko loos hi loos ho ga ap haar jain ge is liye apne greed par kabo pain or pir busness karn tu ap de ap profit earn karn ge greed ap ke liye harm full hai is se bachye plz per control karna hoga balkay isko phainkna hoga q k ye apko le doobte hai
            • #456 Collapse

              brtother ..aap ne builkul theek kaha ..forex main greed ki waja se hum aksar nuksan hi uthate hain aur ziyada tar loss hi hota hai ..hame chahye ke jse hi hume apna estimated profit maile hum trade close ckar den
              • #457 Collapse

                i would like to share my message with you that do not enter in forex trade if your intention is just to earn high and high profits because its not just about making you rich, it can also punish you badly due to you greed
                • #458 Collapse

                  g haan greedy se loss hota ha aur ap ko again mehnat krna hoti hai ya ap trading chor daty hain aur forex k bary mein batin bnaty hain
                  • #459 Collapse

                    jee han main ap se agree hon forex trading main agar ap ko kamybi hasil kerni hi to ap ko iss business main proepr learn kerna ho ga tehn hi ap iss main kamyb ho ker acha profit le sakte ho orr kamybi bi ho gi
                     
                    • #460 Collapse

                      g bilkul bhai jaan ag aap ny forex trading main kamyaab hona hai or bare loss se bachna hai to aap ko lalach ko khud se nikalna hoga q k es ko apny andar rakh k aap kabhi bhi successfull nhi ho skte
                      • #461 Collapse

                        Trading k doran humy market ko bohat dehan se anaylize karna chahexe q k market me ups and dows har din aty rehty ha and tarde ka sahi tarika b yahi ha apko market dekh k order lagene se bht faida ho sakta ha.
                        • #462 Collapse

                          greed hamara sab se bara dushman hai jo humen hameesha loss deta hai isliye dear ager apne forex me kamyabi hasil karni hai to is k liye apko apni greed ko damagh se nikalna ho ga ager ap aisa nahi karen ge to ap forex me kabhi kamyab nahi ho sakte.
                          • #463 Collapse

                            Here i would like to percentage my substance with you that do not save in forex class if your intention is conscionable to earn towering and advanced profits because its not rightful almost making you gilded, it can also punish you severely due to you covetousness, so its gambler to stroke it out.
                            • #464 Collapse

                              1. we know that Well forex trading mein hum boht zada amount ko deekh kr lalach mein parr jaty hain jiska nuksaan humein bhari raqam mein ada krna parta hai or wo trader kabhi suuceed nhi ho skta

                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                ye sach hai hame apni greedy adat ko khtm karna pare ga phir hi ham achi earning kar sakte hian yaha se jab tak ye adat nahi jai gi forex pe ham stable nahi ho sakte aur na hi achi trade kar sakte hian.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X