Throw out your greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1201 Collapse

    G bhai g bilkul apki bat thake hy k forex trading mai traders ko chahye hy k wo greed sai dour rha or bus wo knowledge ke hisab sai he tradinv ko kiya karain jo best hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1202 Collapse

      forex mn kamyab hone kly greeding ko contorl krna bht zarori hy qun k greeding apko zeada se zedad earn krne ka lach deti hy aur ap ghlt trade mn enter ho jate ho jis se bht zeadad loss ho sakta hy lehza hmesha greeding se bachna chae
      • #1203 Collapse

        Forex ma failure honey ka sb sa important factor hy greed ,jb ap greed krty ho ap loss kro gy ,.WO aisy k greed ap k emotions control ke waja sa hoti hy or jb b ap emotions loss krty ho ,apni planing, strategy, analysis sb ko bol kr jaldi bazi ma deal krty ho tu loss kry ge ap ka so greed ko throw kro sabr ko catch kro
        • #1204 Collapse

          Gee han agar ap forex main trade kerty hain tou apko greed sy avoid kerna hoga agar ap greedy hain aur jackpot use ker ky richman banana chahty hain tou forex sy ap raton rat rich nehi ho sakty yeah aik trading business hai jo market prices per depend kerta hai aur prices low aur high rate per vary kerti rehti hain in market prices per hi apko profit bhi ho sakta hai aur loss bhi jo suddenly apko profit tou dy sakta hai but suddenly richman nehi bana sakta
          • #1205 Collapse

            G bilkul bhai g mai apki bat sai agree kerta hun ke forex mai traders ko chahye hy k wo greeding ko thorow ker dain ta ke unko greed ke waja sai looss na ho jae
            • #1206 Collapse

              Bhai pakistan forex forum sy knowldge aor experince gain kren aor zeyada sy zeyada knowldge aor information tips skills aor startegy planning ky bad forex trading live accounta.start kren lalich aor jaldbazi bilkul na kren
              • #1207 Collapse

                AOA to all, Forex mein tradings kirte times lalach karna bikaar hay keun ki iska nuqsaan yeh hay ki aapko jb trading profits dite hay aor app aor intezar kirte hao ki aapko aor fayda hogaa lykin essa hotaa nhi hay markeet reverse haojate hay aor aapko lose haojata ha
                • #1208 Collapse

                  Yes dear ap.ki bat bilkal thek ha forex trading business ma agr ap.ko.lose se bachna ha tu ap.ko phaly greed se bachna ho ga ye hule is business ma.lose deti ha hule is se bachne ki bohat zada zahrorat hoti h agr hum is ma hard woking k sath kam kre ge tunhim isbma zahror kametab hoge
                  • #1209 Collapse

                    jab hum trade karty hain to humain greedy ho kar kam nai karna hay humain learning kar kay practice kar kay market main ana ho ga jis say humain trade main achi earning hasil ho gi
                    • #1210 Collapse

                      sir thanks for your very useful suggestion , I totally agree with your point . Jo traders foex trading mai sirf aur sirf high profit earn karne ke liye aate hai un ko yeh baat zaroor mind mai rakhne chaiye ke Forex market profitable honay ke sath sath aik bohot he risky market be hai.
                      • #1211 Collapse

                        Forex trading ke jitne bhi asool apna liye jaien magar jab tak lalch ko zhen se na nikala jaie aik trader ko kabhi bhi kamyabi nahi milti s liye koi bhi tarde karte wakt sirf trend ko nahi lalach ko bhi made nazar rakhna chahiye
                        • #1212 Collapse

                          Forex treding buznees main mere bahi hum logun ko yahun par treding karne ke lie main yahi kahun ga kah yahun par aap ko gareed nahin karni cahye kun kah is main risk huhat hi zyda hy
                          • #1213 Collapse

                            My friend, ap ko maloom hai k es market mai jo bhe greedy hsi tou wo es market mai kamyabi nahi hasil kr sakta. Es lye jo bhe es market mai kam krna chahta hai tou wo es market mai planinng say kam kray gy tou wo es market mai zada earning hasil[U] kr sakta hai.
                            • #1214 Collapse

                              sir baat ya ha kay agar ham forex ma greed krty ha to wo hamry liye best nai ha qk isay hamay loss bhi ho sakta ha qk forex market ko samjna bhot hi muskil ha jis nay agar market kay trend ko samaj lia wo forex ma kabi bhi mar nai khata ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1215 Collapse

                                G bilkul mai apki bat sai agree kerta hun k ager ap chahty ho k ap kamyab ho jao tu ap apni trading mai sai greed ko totaly through out ker do ta ke apko greed ke waja sai kabi looss ka samna na ketna pars

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X