Mehnet ya experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1561 Collapse

    mehnat karen ge to he mere bhai is me experienced ho saken ge ham bas ham ko is me mehnat ke sath kam karne ki koshish karni chahiye jitni ache se mehnat karte jayen ge ham utna he achey se ham ko is business me profit kamane ka moqa mil sake ga .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1562 Collapse

      Dear traders forex may mehnat sy he experience hasil hta hy ap jtni ziada practice kryn gy ap ko utna he confidence sy kam krna aye ga,yh bot he acha karobar hy forex trading es may earning krny ky ley mehnat to lazmi krni parti hy.
      • #1563 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
        Forex trade main kamyabi k liye bohat se logon ka khayal hai k sirf experienced traders he iss main kamyab ho sakte hain lekin mere khayal main hard work or sincerity se mehnat kerne se koi aap ko kamyabi se rok nahi sakta.
        forex trading mein mehnat and experinece dono chahye hoty hain aik acha trader banny k liye, mehnat karny sy experinece milta hy or experinece k bad humen acha profit milta hy, isliye ye dono bohot zarori hain.
        • #1564 Collapse

          my dear,Forex trade mein kamyabi k liye bohat se logon ka khayal hai k sirf experienced traders he iss main kamyab ho sakte hain lekin mere khayal main hard work or sincerity se mehnat karne se koi aap ko kamyabi se rok nahi sakta.
           
          • #1565 Collapse

            forex trading main experience mehnat say he ata hay koi bhe business hio agr ap us main hard work nhi karty to ap ko loss hota hay agr ap mehnat kro or ap k pass acha experience bhe ho to ap ko profit hasil hota hay
               
            • #1566 Collapse

              yeah you are right that "Forex trading is very difficult. So do forex trading with care...its also true that starting mein aap ko kafi mushkil ka samna karna parta hai and apko kafi loss bhi bear karna parta hai but slowly slowly aap trading ko samjhne lagte hain..actually forex mein ap logo ko zida sea zida learning aur practice ki zaroorat hoti hai
                 
              • #1567 Collapse

                trading mein experience aur mehnat dono bohat ahmiat k hamil hain mager trading mein experience wala insaan ziada kamyaab hota hai q k us ko market k hisaab se trading ka ziada knowledge hota hai
                 
                • #1568 Collapse

                  ap ko kuch hasil karny kay liye mehnat tu karni parti hai agr ap mahnat karo gay tu is ka ap ki phal be mily ga forex ak internation trading hai is par ap jitna apny experience or mahnat say kam karo gay itna hi ap ko faida ho ga.
                  • #1569 Collapse

                    jahn tak mahnat ki baat ha tu agar ap kah passs experince nah ho tu ap ki mahnat kah ku fidah mnhe ha ap zida sa zidah mahnat kar kah knowldge hasil karan us kah bad ak acha tarider kah to par kaam akr saktah han
                     
                    • #1570 Collapse

                      G haan bilkul hard working kerne se hi brother experience aata hy.. is lihaz se yeh baat bhi sahi hy ke experienced traders hi successful hote hein.. because aap mehnat se jab practice kroge to aapko experience khud hi aa jye ga..
                      • #1571 Collapse

                        han han han han dost apna bilkul sahi kaha ha aur ma ap ki abt sa agree krta hua aur mjy b ya hi lagta ha ka hamay forex ma kam krny ka liye sb sa phelay experience ki zarorat hoti ha aur dost agar hamary pass experiece ho ga tou ham kuch kr skaty hain aur ap ko is ka lie zada sa zada earning ki zarorat hoti ha.,.......
                        • #1572 Collapse

                          Asslamu allikum wa rehmatullahi wa barakatihi janntt halalahu dear all pakisan forex forum koi kam bhi krna ho to is main kafi mehnntt ki zarort prti hai forex ak aisi chez hai jis main ap ko mehntt kay sath sath experience ki bhi zarort hoti hai is kay bgair ap trade kro gay to ap ko loss ho skta hi...............
                          • #1573 Collapse

                            experience kay liyea bhi hum ko forex trading main mehnat ki hi zaroorat hoti hain hum ko mehnat kay baghair kuch bhi nahin milta hain is liyea forex trading main hamin her haal main learning ki stage ho ya pir real account mian trading ki hum ko har haal main mehnat ka daman kabhi bhi nahin chorna chahiyea
                            • #1574 Collapse

                              Dear I am agree with you because experience always comes after hard working and its never possible that first you gain experience and then hard workin. When a trader does the hard work with sincerity and honesty then he always succeed the success. I know many traders who were not too much intelligent and experienced but they believe on.hard work so they dir it and got the succes.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1575 Collapse

                                Forex trading main mehnat karna parti hai.agar ik trader mehnat or struggle kar sakta hai to phir he wo trader iss field main kaamyaab hota hai or earning karta hai.hardwork kay begair iss business main kamyaabi nahin milti.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X