Mehnet ya experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #706 Collapse

    mehnat or experience ky bagar kuch bhi mum kin nahi, mehnat kay bagar ap experience hasil nahi ker sakta tu mehnat pehla jozw hy experience hasil kerny ky lia or ak baat her insan mehnat hi se agey barta hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #707 Collapse

      Forex is a risky but profitable.a lot of experience for success in forex. And for gather experience we need a lot of hard work. only a hard work can bring our success in forex.be careful........................................... ...........
       
      • #708 Collapse

        experience apni jagga kaam kerta hey aur hard working sey aap apney aap ko aur ziada gain kerney wala bana saktey hai doono ka hona hi bohet hi zaroori hota hey hardworking me yehi hey her aaney wali new cheez ko samajhtey jaye jiss sey aap ka experience bhi behaay ga aur forex trades work mey sey ziada earning hasil ker sakey gey
           
        • #709 Collapse

          mehnat kafi hy trade me kamyab honay k liye .lazmi nhi ap rade me anay k liye bohat say salon ka experience rakhtay hon.jub ap trade me aayen to musalsal mehnat karen aur apni mistakes say learn karen to ap jald hi ek achay trader bun saktay hen
          • #710 Collapse

            Forex Trading me mehnat and experience dono matter kertay hain agar ap k pass experience hain or ap mehnat nahi krtay to ap profit gain nai krsaktay or agar ap k pass experience nahi or ap mehnat dil se krtay hain to ap easily target gain krletay hain is liye kehtay har kaam k liye dono factors important hain mehnat bhi or experience bhi
            • #711 Collapse

              forex mein jo log mehnat karta hain tu un k pas he experience hota hain without hard working k tu hum experience ko bhi get nahi kar skta hain mara tu khal mein forex mein hard working karu experience dono he bhut ziada matter karta hain agar humara pas experience hai tu hum iss business mein achy trading kar skta hain.
                 
              • #712 Collapse

                mehnat kar kay jo aap experience milta hai aap usay use kar kay earning kartay hain yeh sub kuch experience ki waja sa hai
                • #713 Collapse

                  kisi bhi cheez main experience tabhi ata hy jab app hard working karian y isi tarah forex trading main app experience person tabhi ban sakty hain jab tak app mahnat nhi karian gy or mahnat kar ky seekh na lain isi liay hard working karty rahin
                  • #714 Collapse

                    yes bro ye bt thek he bilkul k forex me mehnat karna zaruri he agar ap mehnat kare ge to apki success khud ba khud hojay ge magar mehnat se r hme forex trade se ak tarha ka exprience hojata he r usi se hme bht faida b milta he.
                     
                    • #715 Collapse

                      forex tradign me mehnat or experience i think 2nu hi bohat ahm hen g forex trading me ak trader ager mehnati ha or experience b rakhta ha to use success mil jati ha or kam chor log jo mehnat nahi krte une loss hota ha is me
                      • #716 Collapse

                        mehnat ka phal meetha hota hai yeh toh ap sab ny suna hai. is forum pe apki mehnat ka meetha meetha phal apka profit hai. jitni mehnat kerege ap sab utna profit kamayege. dosri taraf apko experience b hona chahye k ap ker kya rahe hai bina experience k ap galtian kertay rahege. experiecnce ko use kere and profit banaye
                        • #717 Collapse

                          ok good ap ko experience k sath mehnat ki zarorat hoti hay agar ap log sirf mehnat karo aur ap ko kam karny ka pata na ho ap k pas kam ka experience na ho to phr voh menat be zaya jati hy ''''''''''''''''''''''''
                          • #718 Collapse

                            han bat to theek hy kay is main experience trader hi kmyab hen or ye h fact hay kun kay is business main newbie ka loss bohot hi bara hay,is liay is business main kamayabi kay liay experienced hona bohot hi important cheez hay.
                            • #719 Collapse

                              expeirnce hamesha mehnat karnay say he ata hai jiss ko yaha pay expeirnce hai us nay yaha pay shuru me mehnat zror ki ho ge jiss say usay kaam karnay me maza ae ga aur wo interested ho ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #720 Collapse

                                forex mein kuch bhi nahi kar skta hain forex mein experience bhut ziada matter karta hain kyun k aik experience he hai jis ki waja se hum har muskal ko solve kar leta hain aur per se hum trading karna lgta hain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X