Mehnet ya experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    Meree bhai experience koi darakht pr nhi lagta ke ap us ko tor ke le aaen aur na hi kisi bazaar me milta he ke ap us ko wahan se khareed ke le aaen, mere bhai mehnat mehnat aur mehnat se hi experience mil sakta he.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      i think soo k ager ap ye dono cheez he kara to ap k liye bht bht zayad behtar hain q k ager ap mehnnt karengay to ap ko sucessful honge or experince hnga traing karna ko to bht easy hain ......
         
      • #468 Collapse

        mere hisab se dono hi zaroori hain ager aap ke pass in mein se kisi cheez ki kami hogi to aap successful nahi hosakte forex mein aap ka mehnat kerne se hi aap ko experience aaye ga aur ager experience nahi hoga to ap forex mein kabhi survive nahi kersakte aur in the end all money is as good as burn.
        • #469 Collapse

          Brother forex trading may mehnat aur experience do hi ki zaroorat hoti hai bina mehnta kay app ko kabi experience hasil nahi aur experience kay baghair aap ek achay trader nahi ban saktay is liya mari nazar dono cheezain lazim o malzoom hain.
          • #470 Collapse

            In this risky business the most important thing is experience and that you get from more and more hard work and in others words struggle is directly proportional to experience and when you want to increase your experience then you have to continuous hard work.
            • #471 Collapse

              G haan bilkul hard working kerne se hi brother experience aata hy.. is lihaz se yeh baat bhi sahi hy ke experienced traders hi successful hote hein.. because aap mehnat se jab practice kroge to aapko experience khud hi aa jye ga..
              Dont Spam The Forum.. ..

              :(I hate Spammers..:(

              ;)Make Bonus Of 200 USD;)
              • #472 Collapse

                forex busienss main app ko success hona ka lyea mahant or experience dono cheez ko hi jarurat hai . app ko is lyea hard work karna parega or fir experience or knowledge ko barana parega so app ko mahanat or experience dono cheez jarurat hai.
                • #473 Collapse

                  ye dionoo facotr ap ko iss business main kamybi de sakte hi agar ap ko iss main proper learning ekrni hi too ap ko demo account forex forum websites ko bi join kerna ho ga then hi ap iss main kamyb ho ekr achi earning ekr sakoo ge
                  • #474 Collapse

                    Mayry bhai forex main pehly ap ka experience hona zariri ha phir ap hard work krain gay toh us ka positive result ap khud dakh sakty hain kiun k witout experience mehnat ka koi faida nhe hota.
                    Forex strategies for beginner click here .... :)
                    • #475 Collapse

                      mehnat ka bohat kaam hai yahan py or exeprince bhi hai q k agr hmara xpeirnce acah hoga to e hum kaam bhi achi trha sy kaam krty hain or us sy hmari zindagi badal jati hai hmari yahan kaam kr k
                      • #476 Collapse

                        g bilkul sahi kaha ap ne....sirf exprience hi kafi nai.....insaan ko kamyabi hasil kerne k liya mehnat ki buht zarorat hoti hy.....jab tk hum dil laga k mehnat nai karai hum kabhi kamiyab nai hosakty .....humaray pass acha exprince hoo n us pe hum khub mehnat karai to really humain success hasil kerne se koi nai ruk skata...................
                        • #477 Collapse

                          forex trading me experienced traders hi kamyab hoty hain or experience mehnat k begher hasil ni hota hy experience hasil karny k liay to mehnat karni parti hy jo mehnat kary ga wohi expert trader bany ga agar koi expert ni hy lekin mehnat karta hy phir wo earning ni kar saky ga han mehnat learning me karni hoti hy learning me mehnat karen gay experience khud hi hasil ho jay ga
                          • #478 Collapse

                            very nice post ke hai ap na amai is ke baree ma ye kahna chahoon ga ke experiance ziada zaroori hai jo mehnat karne se ata hai yanii in dono ka apas ma gahra talaq paya jata hai i lea experiance ka hona bohat zaroori hai
                            Forex
                            • #479 Collapse

                              Forex main achi earning hasil krny k ley experience ka hona bht zrori hai laikn experience to kam krny say hi hota hai to mehnt to bht zroori hai kisi b kam main kamyabi k leay ..lehaza meht or experience bht zroori hain dono
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                tarding krne me mehnat lazmi hoti hai ye ek din ka kam nahi jo har jo jeeta is me experience hona chahye or agr experience mehnat krega to uske ye job jesa forex hoga
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X