Strategy bnany k liye important points
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Strategy bnany k liye important points
    Assalamu Alaikum dear Forex Friends..
    Umid karta hun aap sab khairiyat se honge.. Ek acha trader hamesha Ek achi strategy ki base per trade karta hai. Trading mein strategy vital role play karti hai. Strategy banate waqt agar aap in Chandd points ko consider karenge to aap ki strategy e acchi hogi aur aapko definitely acchi earning degi.
    1. Target:
    Jab aap trading open karne lage to aap ke Jahan mein sabse pahle target set hona chahie k aaj aapane market mein itna time trade karna hai aur itni earning karni hai.
    2. FX News :
    strategy banane mein sabse pahle aapne a forex news ko dekhna hai. Aur news ke impact ko samne rakhte hue aapane Tay krna hai ke aap ka aaj ka target kya hoga.
    3. Min/Max Values:
    jis bhi pair mein aap trade laga rahe hain aapko uski ki current day aur week mein Min/max Values pata hon. Is sy aapko ye andaza ho jae ga k market kahan se kahan tak move kar sakti hai.
    4. Support & Resistance:
    Support and resistance laazmi pata hone chahien. Aksar new traders market up dekh kar trend aur bullish candlestick patterns follow krty huye trade laga dete Hain but unhen fayda nahin hota kyon ke woh pair resistance point kyon kareeb hota hai hai aur distance pr ja kar retracement kar jata hai. Same situation sport point ke kareeb aati hai kyunki hamen pata nahin hota isliye Ham trade open kar dete Hain aur aur loss ho jata hai. Isliye support and resistance points calculate kar lia karen..
    5.Strength/Volatility:
    Strength and volatility Ruby strategy banane mein help deti hai. Market jitni zyada fast hoti hai utne zyada loss & profit chances hote Hain, aur ek acha trader fast movement market se a acha profit karta hai. Strategy banate waqt market ki strength and volatility zaroor study kar liya Karen..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Strategy bnany k liye important points

    yes dear forex market trading strategy banane ke liye humko planning karni hoti hai jo trade forex market mein trading strategy banakar kam karte hain vah is market mein successful ho sakte hain agar Ham forex market mein acchi planning karke kam karte Hain Ham kuchh market mein kafi jyada fayda ho jata hai jo trade forex market mein trading strategy banane ke liye resistance and support level ko dekhkar kam karte hain aur is market mein koi aisa currency pairs lat karte Hain jismein Ham ko fayda bataye jab Ham is market mein planning karte Hain sab kuchh market mein kafi jyada fayda ho jata hai jab Ham forex market mein soch kar kam karte Hain Tum kis mushkil mein kafi jyada fayda ho jata hai agaram forex market mein acchi planning karke kahan ko dikhao kis market mein kafi jyada fayda ho jata hai forex market mein kam karne ke liye humko mehnat karni hoti hai tab amaze market mein kamyab ho sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: Strategy bnany k liye important points

      forex trading ik aisa business hay jisey karny keleay hamarey pass ik plan ho ik mansoba bndi ho uskey bad hi hum isey karen to is sy faida otha skty hain agr hum forex trading ko without strategy aor planning ka kart hain to hamen loss hi loss hota rehta hay aor profit bhi na hony key brabar hota hay to hamen chaheya keh hum ismen acha kam karny keleay forex trading main strategy bna kar work karen aor apna profit earn karen
      • #4 Collapse

        Re: Strategy bnany k liye important points

        Gee haan bhai aap nay bahut achay points bataye hain aur humain inn ko zahen nasheen ker lena chahyea market mein successful ho sakte hain agar Ham forex market mein acchi planning karke kam karte hain hum kuchh market mein kafi jyada fayda ho jata hai jo trade forex market mein trading strategy banane ke liye resistance and support level ko dekhkar kam karte hain aur is market mein koi aisa currency pairs lat karte hain jis mein hum ko fayda bataye jab hum iss market mein planning kartay hain sab kuchh market mein kafi zayada fayda ho jata hai iss lye humain achi strategy per hi kaam kerna chahyea
        • #5 Collapse

          Re: Strategy bnany k liye important points

          G han forex trading aik tough aur risky business hey iss men bagher kisi trading strategy k trading karnay se loss k ziyada chances hotay hen iss liay koshish karen k pahlay achi trading strategy bana kar pahlay demo account pe practice kar k improve karen aur phir regular trading start karen tu zaroor achi trading kar k acha profit kama saktay hen aur kamyab trading strategy ko change bilkul nah karen
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Strategy bnany k liye important points

            Support and resistance laazmi pata hone chahien. Aksar new merchants market up dekh kar vogue aur bullish candlestick patterns comply with krty huye exchange laga dete Hain however unhen fayda nahin hota kyon ke woh pair resistance factor kyon kareeb hota hai hai aur distance pr ja kar retracement kar jata hai. Same state of affairs recreation

            اب آن لائن

            Working...
            X