Assalamu Alaikum dear Forex Friends..
Umid karta hun aap sab khairiyat se honge.. Ek acha trader hamesha Ek achi strategy ki base per trade karta hai. Trading mein strategy vital role play karti hai. Strategy banate waqt agar aap in Chandd points ko consider karenge to aap ki strategy e acchi hogi aur aapko definitely acchi earning degi.
1. Target:
Jab aap trading open karne lage to aap ke Jahan mein sabse pahle target set hona chahie k aaj aapane market mein itna time trade karna hai aur itni earning karni hai.
2. FX News :
strategy banane mein sabse pahle aapne a forex news ko dekhna hai. Aur news ke impact ko samne rakhte hue aapane Tay krna hai ke aap ka aaj ka target kya hoga.
3. Min/Max Values:
jis bhi pair mein aap trade laga rahe hain aapko uski ki current day aur week mein Min/max Values pata hon. Is sy aapko ye andaza ho jae ga k market kahan se kahan tak move kar sakti hai.
4. Support & Resistance:
Support and resistance laazmi pata hone chahien. Aksar new traders market up dekh kar trend aur bullish candlestick patterns follow krty huye trade laga dete Hain but unhen fayda nahin hota kyon ke woh pair resistance point kyon kareeb hota hai hai aur distance pr ja kar retracement kar jata hai. Same situation sport point ke kareeb aati hai kyunki hamen pata nahin hota isliye Ham trade open kar dete Hain aur aur loss ho jata hai. Isliye support and resistance points calculate kar lia karen..
5.Strength/Volatility:
Strength and volatility Ruby strategy banane mein help deti hai. Market jitni zyada fast hoti hai utne zyada loss & profit chances hote Hain, aur ek acha trader fast movement market se a acha profit karta hai. Strategy banate waqt market ki strength and volatility zaroor study kar liya Karen..

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим