Re: Sawal:"Swing Trading Indicator" in forex trading?
wa allikum asalam dear friend swing trade k baaray mein to sb janty he hongay k aisi trade jis mein hum swing market mein se profit nikalna chahtay hain aur yeh swing trade kabhi to aik ghantay se short time ki bhi ho sakti hay aur kabhi yeh trade 1 din se ziad ka time bhi le jati hai. is trade mein 2 swings aati hain jin se trader faida utha sakta hay.
swing highs:
jb market retracing se pehlay top ko hit krti hay to yahan trader k leye short trsde krnay ka mauka hota hay.
swing lows:
jb market low point ko touch krnay k baad jump krti hay to aisay maukay pe trader k leye long trade lavanay ka chance hota hay.
indicators:
basically indicator aik technical analysis tool hay jo trader ko trade laganay k leye oppertunities farahm krta hai.q k swinv trader kisi bhi market k high and low mein se short profit lena chahtay hain to is k leye market ka momentum talash krnay ke leye indicators ki zaroorat parti hai.assal mein do types ki oppertunities hain trend and breakout in ko find out krnay k leye indicators ka istamaal kiyya jata hay.trend mein market long term move krti hai aur is mein short term oscillations hotay hain aur isi tarah breakout new trend k baaray mein batata hai.
swing trade k leye five famous indicators yeh hain.
1. moving average
2. volume
3. ease of momentum
4. RSI
5. stochastic oscilator
yeh aisay indicators hain jinko aap aur hum swing trade mein istamaal kr sktay hain magar is baat ka khayal rakha jaaye k in ki setting hamein apni merzi se krni chahye kiu k yeh zaroori nahi hai k jo defaul period ki setting ho hum osi ko he apply krein balkay hamein apnai learning aur experience k mutabiq iski setting krni chahye takay hum no bebtar nataij mil sakein.indicators se reliable result lenay k leye isy pehlay demo account pe apply kr k trading krni chahye aur jb experience barh jaaye to real mein isko apply kr k is se faida uthana chahye.
sb se important baat yeh hay k koi bhi indicator kabhi bhi apko 100% accurate result nahi de skta.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим