Sawal:"Swing Trading Indicator" in forex trading?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Sawal:"Swing Trading Indicator" in forex trading?

    wa allikum asalam dear friend swing trade k baaray mein to sb janty he hongay k aisi trade jis mein hum swing market mein se profit nikalna chahtay hain aur yeh swing trade kabhi to aik ghantay se short time ki bhi ho sakti hay aur kabhi yeh trade 1 din se ziad ka time bhi le jati hai. is trade mein 2 swings aati hain jin se trader faida utha sakta hay.

    Click image for larger version

Name:	price_swings.jpg
Views:	2
Size:	19.8 کلوبائٹ
ID:	12334746swing highs:
    jb market retracing se pehlay top ko hit krti hay to yahan trader k leye short trsde krnay ka mauka hota hay.

    swing lows:
    jb market low point ko touch krnay k baad jump krti hay to aisay maukay pe trader k leye long trade lavanay ka chance hota hay.

    indicators:
    basically indicator aik technical analysis tool hay jo trader ko trade laganay k leye oppertunities farahm krta hai.q k swinv trader kisi bhi market k high and low mein se short profit lena chahtay hain to is k leye market ka momentum talash krnay ke leye indicators ki zaroorat parti hai.assal mein do types ki oppertunities hain trend and breakout in ko find out krnay k leye indicators ka istamaal kiyya jata hay.trend mein market long term move krti hai aur is mein short term oscillations hotay hain aur isi tarah breakout new trend k baaray mein batata hai.
    swing trade k leye five famous indicators yeh hain.

    1. moving average
    2. volume
    3. ease of momentum
    4. RSI
    5. stochastic oscilator

    yeh aisay indicators hain jinko aap aur hum swing trade mein istamaal kr sktay hain magar is baat ka khayal rakha jaaye k in ki setting hamein apni merzi se krni chahye kiu k yeh zaroori nahi hai k jo defaul period ki setting ho hum osi ko he apply krein balkay hamein apnai learning aur experience k mutabiq iski setting krni chahye takay hum no bebtar nataij mil sakein.indicators se reliable result lenay k leye isy pehlay demo account pe apply kr k trading krni chahye aur jb experience barh jaaye to real mein isko apply kr k is se faida uthana chahye.
    sb se important baat yeh hay k koi bhi indicator kabhi bhi apko 100% accurate result nahi de skta.
    Last edited by ; 23-10-2020, 10:23 PM.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Sawal:&quot;Swing Trading Indicator&quot; in forex trading?

      Assalamu Alaikum dear mein bur kaise hain aap sab I hop ki aap sab khairiyat se Honge dear Aaj aapane Humse swing trading indicator kya about bahut hi Achcha Sawal kya hai ke swing trading indicator ka Forex trading Mein Kya Kam hota hai swing trading indicator Ek bahut hi Achcha indicator Hai swing trading indicator cofrex reading ke Business mein bahut jyada importance Di Jaati Hai market Mein different type ke indicator maujud hote hain indicator Hamare liye a asaniya Paida karte hain isliye Hamen in indicator ko kabhi bhi avoid nahin karna chahie indicator Hamari trading ke liye bahut jyada helpful hote hain swing trading indicator Forex trading ke presence mein bahut hi famous indicator Hai bahut se a trader swing trading indicator ko use karke hi market Mein trading karte ho apni trading Mein Hamesha Achcha result Hasil Karte Hain

      Hamen swing trading indicator ko acchi Tarah Se study karna chahie Jab Ham swing trading indicator ko acchi Tarah Se study Kar Le To Hamen swing trading indicator ko apni trading Mein apply karna chahie swing trader indicator ke related Hamen complete information honi chahie Taki Ham swing trading strategy ko acche tarike se apne kam Mein use kar sake Apne kam Mein Achcha Se Achcha reward Hasil kar sake swing trading Mein trading signal ki confirmation Karte Hain

      Swing trading karne ke liye sabse Jyada use hone wale indicator different type Ke Hain Jo ki Ham aapko Aage bataenge number Van moving average indicator and number to relatives srrenght indicator yah indicator bhi bahut acchi indicator Hain

      Jab Ham market Mein swing trading indicator se related apni information complete kar lete hain To Ham apni trading ke liye Achcha decision Le sakte hain aur apni trading Mein Ham Achcha Se Achcha advantage Hasil kar sakte hain
      • #18 Collapse

        Re: Sawal:&quot;Swing Trading Indicator&quot; in forex trading?

        Market mm traders ke liye unke trading banane ke liye different types ke opportunities maujud hoti hain market mein bahut se indicators maujud hote hain yah indicators bahut jyada tadad Mein Paye Jaate Hain aur yah Taman indicators Ek dusre se bahut jyada different bhi hote hain ya same work Nahin Karte Sab indicators different condition ko samajhne ke liye use kiye Jaate Hain market Mein yah indicators technical indicators kahlate hain aur Market mein bahut jyada useful indicator bhi Hote Hain

        Forex trading ki market Mein swing trading indicator Ek bahut hi best indicator hota hai ya technical indicator hota hai Jiska istemal market Mein traders apni trading karte waqt use karte hain aur Iske jariye se market ki condition ko acchi Tarah se confirm kar lete hain Jab aap market name swing trading indicator ka use karte hain to is Waqt is ke jariye se market mein aane wali new opportunities Dekho acchi Tarah Se identify kar sakte hain swing trading indicators ke jariye se aap market ke kisi bhi Trend se minimum Prophet Hasil kar sakte hain

        Market ki new movement Ko samajhna Hai traders ke liye bahut jyada Jaruri hota hai aur is new Momentum ko samajhna sirf swing trading indicators ke jariye se hi possible Hota Hai traders market Mein swing trading indicator price Tamil Karke quickly market ki new Momentum condition ko acchi Tarah Se identify kar lete hain aur Iske jariye se market Apne acche benefits Hasil kar lete hain swing trading indicators market ki quickly information provide karta hai jo ke market Mein traders ki trading ke liye bahut jyada helpful aur profitable sabit hoti hain Iske jariye se market Mein vah Achcha profit Hasil kar sakte hain apni trading Koi perfect trading banaa sakte hain
        • #19 Collapse

          Re: Sawal:&quot;Swing Trading Indicator&quot; in forex trading?

          dear participants forex guys signs ka istemal bahut important ha ap tab he kamyab ho sakte chook swing trading indicator bhi forex men buying and selling ke liye bahut madad deta ha jb ap signs ka istemal ache se karte fowl jab Yahan log rate movement ke analysis karne Lagte Hain matlab Ham Apne technical analysis Karte Hain To Hamen marketplace ki rate movement ko acche se samajhne ke liye indicators ki jarurat padati Kyunki indicators Aisi chij hoti hai ki vah Hamen market mein aane wali changes ke naked mein Bata Dete Hain Ki market Mein Koi change Hone Wali Hai Agar indicate according to Ham use Karen To Hamen inke bare mein Maloom Hona chahie ki yah Kaise kam kar rahe hain Taki aap Logon ki marji Aap Jo Bhi indicator use Karen but aap ko Maloom Hona chahie ki yah Kaise kam karta hai buying and selling ka use ache se karen ge to ap acha income hasil kar saken ge.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Sawal:&quot;Swing Trading Indicator&quot; in forex trading?

            Risk Management aik eisa factor hai jo aapki Trading ko profitable bana sakhta hai.Agar aap market mein stop loss ki proper calculation kar Kay apni working main shamil krty hain, tu definitely aapko bahut zyda faida ho sakhta hai.Aaj Mera discussion topic calculation of Stop Loss in Swing High & Swing Low hai. Jab aap limit ko set Krty Hai, tu SB sa Phlay swing trading ka idea hona Cheye.
            What is Swing Trading?

            Swing trading ka concept samjna bahut asan hai.Jab market apny momentum main movement krti hai, tu is main apni movement ko aik hi direction main complete nahin karti hai.Is main kahi retracement of apni karti hai? Jiski wajah is sa kuch high and low point banty hain. Theory ko Swing Kaha jata hai.Iski aap clarifications following main Kar sakhty Hain.

            Swing High

            Dear members Jab market mein strong buyers' pressure hota hai aur marketplace apni highest place ko touch Krti hai isko aap high kahety hain.Agar aap is the point ko identify Karna Chahty Hai, tu Aapko Chart main iski easily identification mil Jati Hai.Tak aik swing kia jata hai. Low point sa higher Tak aap point.

            Swing Low

            Jab market aik higher points sa ani movement ko bear krty-huye downside per aik lowest point ko touchkrti hai. Tu is point ko Aap Swing Low Ka name sa Jan Sakhty Hai.Is point ki recognition krna bahut hi aasan hota hai.Jab market mein strong seller's pressure hota hai, tu aapko market mein different swing low ki examples mil sakhti hai.Is ko anap higher low or lower low main bhi classification kar sakhty Hai?

            Calculating Stop Loss

            Calculate stop loss ki calculation ko different points per different ways.Swing trading main aap following mentioned Techniques sa stop loss ki limit ko set kar sakte hain.

            Stop Loss on Swing Low

            Stop-loss ki calculation aik important tool hota hai.Jab aap Swing low and Swing high ki basis per stop-loss ki calculation Hain, tu ismein asan process hota hai.Jab aap strong downtrend main Aik swing low basis per buying Ki entry Hain, tu iska bahut asan process hota hai.The agar market is at a level ko break jati hai and tu is naphr further down anahota hai.

            Stop Loss on Swing high

            Dear members, Jab aap swing highest per apnitrade la rahte Hoty Hain. Jab aapko main kei sold confirmation miltihai. Tu aap last highest per apna limit loss ki set kar sakhty Hai.Kunk higher point ko break krny sa aik or high swing ki formation ho sakhti hai.

            results


            Jab aap market mein enter hoty Hain, tu aapko hamesha market mein consolidation point per entry Lena hoti hai.Ya aik eisa point hota hai jab aapko swing high ya swing low point zyda PIP ka no ban Raha hota.Kunk jab aapka stop loss ka Volume risk and reward ratio ko exceed kar jata hai, tu ya dangerous situation ho sakhti hai.Hamesha is aapko us points per trade lenicheye jider is aapko minimum loss ki value hoti hai.

            اب آن لائن

            Working...
            X