stop-loss har trade mein must use Kiya Karen jab bhi aap koi trade lagate Hain to aapko stop loss use karna chahie kabhi bhi aapko Bina stop loss ke trade Ko nahin rakhna chahie agar aap stop loss lagate Hain to us se aap ko ya fayda hota hai ki agar kisi vajah se market ki movement opposite trend mein jaati hai to aapko bahut zyada loss nahin hota aur aapka account wash hone se bach jata hai agar apne account ko mehfooz banana chahte Hain to har trade main zarur stop loss use Kiya Karen agar aap kisi waja se offline hun aur aapka trading account risk mein ho to aap Stop loss use karenge to isase yah hoga ki aap ko loss hone ki vajah se aap aik specific price level per Loss ko set karte hue apne account ko save rakh sakty hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим