dear Forex member aaj main aapko Forex trading mein kamyab trader banne ke bare mein bataunga agar aap Forex trading mein kamyabi hasil karna chahte hain aur Forex mein expert trader banana chahte Hain to uske liye jaruri hai ki aapke pass Forex trading ka basic knowledge ho.
Forex trading basic knowledge
Forex trading ke basic knowledge ka matlab yah hota hai ki aapke pass market ki movement ko analyse karne ke different features ka knowledge Ho.
Ham market ki movement ko technical analysis fundamental analysis trading analysis ki madad se analyse kar sakte hain.
Analysis ke tarikon ki detail
therefore x member technical analysis mein Ham different indicators ki madad se market ki movement ka trend maloom karte hain aur fundamental analysis mein Ham Forex news ke mutabik market ki movement ko analyse karke market ka train maloom karte hain aur trending analysis mein Ham different candles ke trend ko dekhkar market ka trend maloom karte hain aur apni trade market ke trend ke mutabik open karte Hain.
Good strategy
jab aap market ki movement ko analyse karke market ka trend maloom kar lete hain to dusra marhila apne account balance ke mutabik money management karna hota hai.hamen money management karte waqt apne account balance ko apne mind mein rakhna chahie aur agar hamara account balance Kam hai to hamen sambhal lot size use karna chahie Taki hamara account market ki flexible motion ko bardasht kar sake.
To become expert trader
jab aap apni strategy banaa lete hain aur apne account balance ke mutabik apni trade ko open kar dete Hain to aap jarur apni trade se profit hasil karenge kyunki aapane Forex rules ke mutabik apni trade ko open Kiya hai is tarah aap Forex mein expert trader Ban sakte hain aur financially stable ho sakte hain.
Give thanks

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим