Kamyab trader? zyada earn kerne wala ya zyada jan'ne wala

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    mere dost main yeh kehna cahonga k forex business main wo log achy trader hy jo k acha experaincv or knowledge bhee rakhy or achi trade kr k money eran kar saky geee........
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      kamyab traer vo ha jjsk apas kafi sa ra experiance ha aor jo forex ka mataoiq baht kach janta ha wahi kamyab ha is me baqi jsi ka ps kafi as ra ps aha v isme kamyab nahi ha aagra usslka ps pasa ho to vo us waqt tak kamyab nahi jat tak isaka paspractse nahi ha
      • #48 Collapse

        Well, dear mari nazr ma kamyab traders wo hain ju apni knowledge or apny experience ko base bna kr achi strategy design krty hain or small capital rakh kr bhe kafi achi earning kr rahy hain. or en sb k liy daily practice main kirdar ada krti hy.
        • #49 Collapse

          kameyab trader zeyada janne wala hota hai kyon ke iss market mein wohi kameyab hota hai jis ke pas zeyada knowledge hota hai aur greed krne wale ko ye market out kr deti hai iss liye knowledge is a power in this market
          • #50 Collapse

            knowledge is power ya bat to forex ma full by full true ati ha k jo log forex ma zyada janta han wo zyada kamyab b han kew k ap jitna zyada time market ma guzarta ho utna ap ko market k bara ma andaza ho jata ha or ap ache trading krta ho isi lia sab kahta han k first learn then you will earn a lot
            *** ThUnDer ***
            • #51 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
              Aap k khayal main real successful traders kon hain jo zyada profit earn ker rahe hain forex main ya jo forex ko zyada ache se jante hain, meri rai main to agar aap zyada knowledge k bawajood kam earn ker rahe to to iss ilam ka koi faida nahi.
              zyada earn karne wala bhee aik achaa kaamyaab trader kahlaata hai logon kee nazron main aur khud apni nazr main jabke aik achee knowledge rakhne wala magar kam earn karne wala aik kamyaab trader sirf apni nazron main achaa hota hai ye zaroor hai trading ka maqsad earn karna hai is liye main bhee yahee kahun gaa kai us knowledge ka koi faida nahin jis se earning nahin ho sake :)
              • #52 Collapse

                Investment in Forex trade it very important for any trader who want to make it in Forex trade, becasue Forex trade is all about investment. To know the right time to invest in Forex trade is the most important aspect for any one who want to be successful in the system of trading.
                • #53 Collapse

                  Forex core business we can get him on the good things useful and I think that Forex can not win easily, but it needs to be experienced and well-educated
                  • #54 Collapse

                    forex trading me wohi admi zyada earn kar sakta he jis k pass forex trading ka sab sy zyada knowledge he is liy forex trading me hamesh wohi person kamyaab he jo k forex business k bary me zyada janta he ...
                    • #55 Collapse

                      je ha forex kay trading may kamyab to wo hay jo zyada experience walaho aur hard working ho y log zyada jatay nahe atay hain q kay un ka experience hta hay aur wo market kat ups and downs ko ache tarahjantay hay
                      • #56 Collapse

                        my dear successful trader es mein wohi hai jo forex par without loss trade karta ho ek acha successful trader baney kay liye humein apney dilon mein se laluch nikalni hogi tab hi hum forex se daily acha profit earn kar sakey gey aur haan es bussiness mein forex par bhi humein expert hona zaroori hai
                        • #57 Collapse

                          dear mere khyal me kamyab trader wo hota hai jo experienced ho, agr wo experienced ho to wo jitna chahey earn kr sakta hai. experienced trader hi kamyab trader hot hai.
                          • #58 Collapse

                            kamayab trader ziyada knowledge aur experience honay ke wajay se money earn kartay hain kyon k wo day by day work karnay ke waja se he experience rakhtay hain aur ose ka faeda uthay howay achi earning ho sakti hai thankful for question
                             
                            • #59 Collapse

                              hum future main jabhi kamyab trader bansakte hain jab hamen forex ki achi tarah se knowledge hogi is ke bagair hum kabhi bhi achi earning nai karsakte kiun ke jb insan ke pas achi learning aur experience hoga woh jabhi aik acha profit bhi gain karsakta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                kisi kam ko start karnay sa pehlay ye to zarori hai k is kam k matalaq kuch pata hona chahiaye agar information k begair kam start kar lia to phir to wo kamyab ni ho sakta mari nzar ma to kamyab wohi hai jo kam ki information le eraning ko us na karni hi karni hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X