Kamyab trader? zyada earn kerne wala ya zyada jan'ne wala
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1981 Collapse

    is main jahan tak mera kheyal hai k zaida knowldge hasil karny wala hi trade achi kar skaty hain aur learn kar k hi trade karni ho gi ta k market main achi trade karny main asani ho saky aur market main earning ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1982 Collapse

      is main jahan tak mera kheyal hai k zaida janne wala hi is main earn kar skaty hain is forex main hamain rules ko follow kar k hi trade karni ho gi ta k earning ho skay aur hum is ko use kar k apni life achi karein
      • #1983 Collapse

        hamain is main jis k pass zaida knowldge hasil hai wo hi is main achi trade kar k earn kar skaty hain hamain rules ko follow kar k hi trade karni ho gi ta k earn kar skay aur profit hasil kar k hi earn kar sakty hain
        • #1984 Collapse

          kamyab trader wohii hota hai jo tukka na lgaey.. tukky se zruri nae ap her trade profit k sath close kren.. forex mein hmesha kamyab wohi hota hai jo ic mein apna mind aur dil laga k kam kerta hai.. pehly seekho phr earn kro...
          • #1985 Collapse

            hamain trade karny k liye experience hasil karna ho ga ta k earn kar saky aur knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur market main plane kar k hi trade karni ho gi ta k earn kar skay
            • #1986 Collapse

              I think jo ziada janta ho ga trading kay baray main wo theek hay may be us ka income level kam b ho kiun aksar kuch logon ki earning to zada hoti hay laikin phir wo apnay aap say foolish trades lagatain hain greedy ho kar tab un ko kafi zada loss ho jata hay banisbat jis ko knowledge hota hay
              • #1987 Collapse

                forex forum jahan tak mai amjhta hoon k kamyab traders woi ha. jo isko sai triqy sy janta ho r usko k bary min mukaml kniwledge ho is liy mry nazdeek woi kamyab tradee h
                • #1988 Collapse

                  is main mera kheyala hai k is main zaida knowldge wala hi is main kamyab ho sakty hain aur learn kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k sucess ho saky gay aur knwoldge hasi kar k hi trade karni ho gi
                  • #1989 Collapse

                    jin k pass is market main kaam ko kis tara say krna hai in kay pass knowledge hai jis say ye log is market mian trading ko krty hain or sath main in k pass ye market say profit ko earn krna in k pass zada moka hai teek say is market main trading ko krny ka
                    • #1990 Collapse

                      forex trading main agar hum kamyab trading karna chahty hay to eskay liey zaroori hay keh ziada say ziada mehnat ki jaye kyun keh ziada mehant karnay say he hum forex trading main achi earning kar sakty hay
                      • #1991 Collapse

                        successful trader is market main kon hai jis nay zada is market say kaam ko learn kia hota hai ya jis ko maloom hai kay money is main kis tara say earn krni hai ik knowledge full trader is market main zada best trading ko kr saqta hai or earn krta hai
                        • #1992 Collapse

                          Ek successful trader mare nazar main zayada janene wala hai agr ap knowledgeful nahe to ap k money kbhe bhe ap ko bitray kar sakte hai so success is knowledge not money
                          • #1993 Collapse

                            kamiyab trader wo hota hai jo ayadah seekhta hai jo zayadah mhenat karta hai jo achis ay chi stratey kio sue karta hai is ko hi aik kamiyab trader kaha ja sakta hai woa chi earning bi karnay kay level tak aik din pohach jata hai
                            • #1994 Collapse

                              Kamyab trader wo hai jis k pass knowledge ziada hai q k wohi apni planning aur strategies ko achi tarah execute kar k acha profit earn kar skta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1995 Collapse

                                Hello everyone, Forex tradings mein wohee admee zeada earning kr skta he jiss ky pass Forex tradings kaa sb sey zeada maloomat he iss liy Forex tradings mein hamisha wohee persons kameaab he go ky Forex busines keh barey main zeada jnta he ,,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X