Kamyab trader? zyada earn kerne wala ya zyada jan'ne wala
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1966 Collapse

    is main i think k wo zaida acha hai jis k pass is k bary main experience hasil ho ga aur learn kar k hi trade karni ho gi ta k loss na ho saky aur is main kamyab hony k liye learn karna ho ga ta k market main achi earning ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1967 Collapse

      Forex trade aysa business hy is min hm ko profit hasel kerny k liya Dino hi bhton k hona zerori hota hy experience k sate sate forex min trading WO hi ker sekty hy jes ko is k bhary min semje buje higi
      • #1968 Collapse

        jitna ap jnta hn ap utna he arn krta hn so mera analysis ma dno he acha hai ap ki learning jitni he ap earning kr sakta ho other wise agr apna learning achi na ki then ap kuch be sahi terhn nhi kr sakta
        • #1969 Collapse

          jis nay is market say kafi zada earn kr lia hai market say money ko in k pass yehi ik trader ko kaam ko krny main hum k pass yehi ik best plane hai or isi ki vaja say humy kaam ko is main krna hota hai or earn kr saqty hain is kay sath
          • #1970 Collapse

            is main kahan tak mera kheyal hai k is main zaida is forex k bary main janaay wala hai is main hamain hard work kar k hi trade karni ho gi ta k market main achi earning ho saky aur greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi
            • #1971 Collapse

              is main jahan tak mera kheyal hai is main hamain wo kamyab hota hai us main zaida janany wala hi hamain earning ho sakti hai is k trend ko follow kar k hi trade karni ho gi ta k earn ho saky aur is main knowldge hasil karna ho ga
              • #1972 Collapse

                Successfully trader k leya 2no factors ka hona important hy zaida learning b or earnings b,,but jb ap Forex ki start krty hobtu ap ka facous only learning pa hone chya kun k Forex treading ma al.jitna cahe learning kro.gy experience gain kro gy skills improve ho ge ,,or earnings automatically zaida ho ge,,so learning important hy
                • #1973 Collapse

                  zada is market trading business ka knowledge kafi zada hum k liay zarori hota hai kun k is ki vaja say hum is market say profit ko earn kr saqty hain laikin in k sath main koi b cheez jis say profit milta hai krna hota hai humy
                  • #1974 Collapse

                    Forex trading busniss mai maire tu khayal sai zaida kamyab wo hy jo is mai zaida learn kerta hy waja uski ye hy k wo apni learning ke waja sai is mai achi earning ker laiata hy
                    • #1975 Collapse

                      is forex main kamyab wo hai jis k pass is k bary main knowldge hai jo is k bary main acha janta hai hamain is main learn kar k hi earn kar sakty hain hamain hard work karni ho gi ta k is main hamain bi kam kar k kamyabi ho saky
                      • #1976 Collapse

                        daikho bahi zada earn wo hi karay ga jis ko trading ki zada smj booj ho gi,,, is liay trading meh yeh dono cheezain bht ehmiat rakhti hain... zada hard work ki b zaroorat hai tradingg main...
                        • #1977 Collapse

                          dear her koi yehi chata hai k wo zayda se zayda earn kary magar ap ko ye chaye k phly ais ko learn kary aus k bad ais mai earn karna start kary ais se jab ap earn karna start kary gay to ap ko kafi faida ho ga ais liay ap phly earning ko zehan se nikal dy aor learning pe zor dy.
                          • #1978 Collapse

                            Kamyab woh hota hai jo apne skill pe depend krte hue chalta hai aur apne har hisaab se update rehta hai ziada money se bahter ziada experience phr toh kamyabi kadam choome ki
                            • #1979 Collapse

                              mery bhai forex men paisa kamana hi maqsad ni hae balky iss sy paisa kamana jis trha as a business smj k kamana hae to phr kamyab hain aap aur kamyab wohi hota hae jo janta ho.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1980 Collapse

                                Sir forex may apko kamayb honay kay liye zaroori hai kay ap log is may pehlay kaam seekhay us kay baad hi is may enter ho merer kheyalay may wohi kamayb hain jo is may zeyda ilam rakhta hai or koi nahi baqi sab fail hai q kay ye kaam ilam kay hisab say hi chalta hai waisay nahi ap bi ilay seekhay forex ka thank u

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X