Forex ka business risky kyun he??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: Forex ka business risky kyun he??

    ge han ap nay theak suna hay kah ya ham riske hay woh is trah sy agar yah aik side pay chalta to sub aik traf sy lagaty yah chalta hay kah is maiun loss bhe hota hay is main profit bhe hota hay ap ko chahya kah ap ko agar trade lana hay to ap ko acha news ka ap ko wwait karna ho ga agar ap ko achi news malte hay to ap ko is sy faida ho ga kah apko loss kam sy kam ho ga apko tprofit zayada syzayad ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: Forex ka business risky kyun he??

      Assalamu Alaikum dear Forex trading business isliye risky Hota Hai Kyunki Forex trading business main currencies ka rate Bharta Ghatta rahata hai Jisne Bhi analyses karne mein thodi si Mein mistake ki Uske account ko wash hone ka Khatra Hota Hai vaise to HAL business risky Hota Hai Magar forex business Kuchh Jyada Hi Re Kyon Hota Hai Iske trade open karne se pahle market ko analysis karna chahie
      • #48 Collapse

        Re: Forex ka business risky kyun he??

        Forex mein agar acchi trade Lagane ke liye Ham Agar kam Karen To Hamen main out risk Samay kam karna hoga isliye Hamen acchi Tarah focus karte hue acchi Hamesha kamyabi per hi Hamesha Apna Dil Lagana chahie Ae Dil Laga kar forex market Mein kam Karte Hain tu income lene ke liye bhi Hamen Forex Mein kam karna hoga income hi Ke Khatir Har Koi kam karta hai
        • #49 Collapse

          Re: Forex ka business risky kyun he??

          Kion k yeh aik market ka business ha or market kbhi kisi ko pta nai hota k kb up Jay or kb down so ap apne km focus se Kia krien tan k ap ko faida ho mtlb k loss se bacha krhen loss se bachne ka aimhe method ha wk ha hamara focus ap ap ache se km krhen tan k ap ko acha profit ho
          • #50 Collapse

            Re: Forex ka business risky kyun he??

            Assalam o alaikum fporex ka business bahut hi acha hai iss mien hum jahan pe achi earning hasil ker sakte haien wahien pe agar hum iss mien jaldbazi mien kaam kerte haien to uss se loss bhi bahut zyada hi hota hai iss lie hi iss business ko risky kaha jata hai iss ko samajhne kelie iss ki markete ke saath her waqt involve rehna hota hai takeh hamien her waqt iss ki khabbar ho .
            • #51 Collapse

              Re: Forex ka business risky kyun he??

              Dear friend Forex trading acres of businesses mein main aapke sath worker kaise kar sakte hain aur ek acche trade Abhiman sakte hain isliye Hamen chahie Kya Hamesha Forex trading co time the user 276 time len jisse FIR Hamen Jarur kamyabi han Sar bhi ho sakti hai aur ek Achcha profit Pasand Karke Ek Achcha trade abhi Ban sakte hain Agar Ham mehnat ke sath work nahin kar Pata To Ham Forex Mein Kabhi Bhi kamyabi Hasil nahin kar sakte isiliye Hamen chahie aur ham Agar Ham mehnatkash artwork Karte Hain To Ham Jarur kamyabi ke sath Ek Achcha profit and Sabhi kar sakte hain Hamare Kshetra dawai Ban sakte hain Mere Khyal mein agar mehnat nahin kar Pata To Ham Pade Kabhi Kabhi Nahin kar sakte hain
              • #52 Collapse

                Re: Forex ka business risky kyun he??

                Asalam.o.alikum dear forex members omeed hy ap sab theak hon gay or forex trading sy bohat achi earning kar rahahy hon gay apka sawal bohat acha forex buisness os sorat main risky hy jab ap market ko fundamentlly or technically analysis nahi karty apko chahiey ap dono analysis karain or daily base py analysis ky sath sath weekly or monthly analysis bhi karain or chart ko achi tarah sy samjhy or candles ki movement ko judge karain es tarah apka analysis strong ho ga or ap risky trade sy bach saaky gy or apny strong analysis sy trade ly kar bohat acha profit gain kar saky gy
                • #53 Collapse

                  Re: Forex ka business risky kyun he??

                  Ji han aapane bilkul theek Kaha ka puraskar business risky kyon hai yah prajwal bahut achcha sawal hai farakka business history kyon hai ke Forex mein agar ham Apne hi bonus Patra lagaenge to use waqt hamen Soch samajhkar trailer gani hogi agar trade acchi Na hui to use waqt hamara account was bhi ho sakta hai ham last
                  • #54 Collapse

                    Re: Forex ka business risky kyun he??

                    Dear Forex member Forex ka busines risky is leyi hai ky Hamen Yahan per Soch Samajh Kar aur active mind se trading Karni Hoti Hai Taki Ham market KO analyse krke uski Ki Halat ke mutabik ki trade Laga sake Kyunki market Kisi Waqt Upar aur kisi ko niche Chali Jaati Hai isliye Forex ka business risky hai
                    • #55 Collapse

                      Re: Forex ka business risky kyun he??

                      Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai Forex risky business hai Kyunki forex market ki movement Hamesha flexible hoti hai aur Japan Mein forex market ke andar apni trade ko open karte hain to market ki flexible motion ki vajah se Hamen trading ke dauran nuksan bhi ho sakta hai aur profit bhi isliye Forex trading risky hoti hai aur jab Ham trading kar rahe Hoon To Hamen trading ke dauran profit Aur nuksan donon Ke Liye taiyar Rahana chahie tabhi Ham Forex Mein kamyabi Hasil kar sakte hain.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #56 Collapse

                        Re: Forex ka business risky kyun he??

                        Dear brother forex business isliye risky hiking Kaif forex business mein bahut jyada learning knowledge Hasil karna padta hai tab jakar aapko Forex trading aati hai isliye Ham Sab Ko chahie ki Ham pahle Forex mein time coin West Karen aur Forex ke bare mein acchi learning knowledge or experience Hasil Karen Kyunki Agar Hamza Forex ke bare mein acchi learning knowledge or experience fasil Karenge tab jakar Hamen acchi kamyabi Hasil Ho Gai aur ham acchi success ke sath hi apni life ko change kar Sakenge aur Apna future bright kar Sakenge dost Hamen chahie kya macha aur best quality wala kam Karen Shukriya

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X