Assalamu Alaikum dear Forex friends..
Friends scalping forex trading mein commonly use honay wala method hai jis ki afadiyat sy ksi ko inkaar nahin hai. Scalping short time Trading hai jis mein trader Market ki fast movement sy faida uthata hy aur profit earn krta hai. Scalping mein candlestick patterns ki knowledge bahut matter krti hai aur acha scalper candles ko puri trah samjhta hai. Magar scalping faida mandd honay k sath sath bahut dangerous bhi hai. Scalping krtay huye aap ko choti c ghlti ki waja sy bhari nuqsaan bhi ho sakta hai. Agr ap scalping mein time frame correct select karen gy to apko loss honay k chances minimise ho jaenge. Scalping mein trend sy ziyada movement matter karti hai aur movement ko deeply watch krnay k liye chotay time frames best hain. Is k liye M5 time frame best hai. Kuch traders M1 bhi use krtay hain but M1 bahut chota time frame hai. Net slow honay aur market movement fast hony ki waja sy aap candlestick pattern dair sy samjhen gy is liye meri raaye mein M5 best hai. M5 mein aap easily candlestick patterns ko samjh sktay hain aur scalping kr sktay hain. Scalping hamesha chotay time frames per aur candles ko follow kr k kia karen. Indicators sy reference bhi lea karen tbhi aap acha profit earn kar sakenge.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим