Jab loss ho jay tu mayoos nahi hona chaiy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jab loss ho jay tu mayoos nahi hona chaiy
    Gee haan aap jab bi trading krtay hai tu aap ko noksaan ho jata hai tu aap ko hosla nahi chorna chahiy aap ko Himat say kaam karna chaiy taka aap acha Kaam Kar ka kamyabi hasal karni chaiy agar ap Himat or hosla say kaam nahi kray gay tu aap ko nakaami hoti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jab loss ho jay tu mayoos nahi hona chaiy

    Forex Trading me nafa aur nuqsan hota hai kionkah ye aik riski buisiness aur loss se hamen pareshan nahi hona chaheye. To jab bhi loss ho to sabar se kaam lena chaheye aur loss ko recover karne ki koshash karni chaheye. Account ko wash hone se lazmi bachana hai agar loss kam hai to. Profit aur Loss har karobar ka lazmi hisa hai. Kuch karobar me nafa aur nuqsan kam hota hai aur kuch me zyada. Jin karobar me nafa aur nuqsan kam hota hai to us me risk bhi kam hi hota hai lekin jis karobar me nafa aur nuqsan zyada hota hai to us me risk ya khatra zyada hota hai. Forex trading me nafa aur nuqsan zyada hota hai to is waja se is ka risk bhi baqi karobar ki nesbat zyada hota hai. Lekin har karobar me nuqsan ko kam karne aur nafa ko barane k leye khas usool hoten hen jo forex trading me bhi hai. Agar hum un usolon pe chalengy to hamara bhi nuqsan kam aur faida zyada hoga. Hamen kabhi bhi forex k usool nahi thorne chaheye.
    • #3 Collapse

      Re: Jab loss ho jay tu mayoos nahi hona chaiy

      jab loss Ho jaaye To hamen bilkul bhi mayus nahin hona chahie 18 bhai ham log bahut loss kar jaenge Jo log blouse ke bad hamesha Kam nahin karte aise log forex trading mein kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar sakte jab Ham kamyabi aasan karte Hain To hamen bahut fayda hota hai hamen kamyabi hasil karne ke liye bahut mehnat Karni hoti hai mehnat karenge To Ham kamyab Ho jaenge Jo mehnat karta hai isliye kamyabi hasil kar leta hai
      • #4 Collapse

        Re: Jab loss ho jay tu mayoos nahi hona chaiy

        Ya loss aur profit business ka paath hote Hain hamen chahie ki ham log isko acche tarike se manage Karen jab hamen loss Ho jaaye To hamen mayus aur ghabrana nahin chahie tu Agar Is tarah ham log show out karenge ki Ham loss ki vajah se mayus Ho Gaye Hain To hamen aur bhi yad to or b ziada mayosi gain hogii hmain chahye keh hm log mehnat krein or khud ko kamyab bnein
        • #5 Collapse

          Re: Jab loss ho jay tu mayoos nahi hona chaiy

          Jo log forex trading men loss ki waja se mayoos ho jatay hen woh kabi bhi kamyab trader nhi ban saktay iss liay loss business ka hissa hey tension lenay ki bajay loss se seekhnay ki koshish karen aur phir loss ka mukabla karen aur phir soch samaj kar trading karen aur pahlay se ziyada mehnat aur himat jari rakhen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen aur loss ko profit men badal saktay hen
          • #6 Collapse

            Re: Jab loss ho jay tu mayoos nahi hona chaiy

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Sak305 پيغام ديکھيے
            Gee haan aap jab bi trading krtay hai tu aap ko noksaan ho jata hai tu aap ko hosla nahi chorna chahiy aap ko Himat say kaam karna chaiy taka aap acha Kaam Kar ka kamyabi hasal karni chaiy agar ap Himat or hosla say kaam nahi kray gay tu aap ko nakaami hoti hai
            Sahe kaha aap ne mayose kise masle ka hall nahe hay
            • #7 Collapse

              Re: Jab loss ho jay tu mayoos nahi hona chaiy

              dear friend profit aur loss business ka hissa hota ha to agr apko forex trading mn loss ho jay to loss ki waja sa preshan naen hona chayay balkay loss ki waja tlash kr k us ghalti ko door krna chayay aur dobara aisi ghalti kbi bhi repeat naen krni chayay ta k ap achha profit bhi hasil kr sken aur dobara loss bhi na ho
              • #8 Collapse

                Re: Jab loss ho jay tu mayoos nahi hona chaiy

                G Han dear ap ny sai kha hy jab ham jo lose hojay to ham ko mayos nhi hona cgaiue balky ham ko again khosish karni chaiye ki6a oata ham acha profit hasil kar ky ach8 treading kary
                • #9 Collapse

                  Re: Jab loss ho jay tu mayoos nahi hona chaiy

                  He'llo dear Forex Friend's Mayoosi Gunah Hai Hamien Mayoos nhi Hona Chahiye Business Me Loss ho jata Hai Dil Chota nhi Krna Chahiye Hmien Ziyada se Ziyada Hard work Or Mahant kr ky apna Loss Recover Krna Chahiye Hmien Forex par Loss Q Hota Hai Q Ky Hmare pass Na to Experience Hota Hai or Nahi Knowledge Hota hai Jis ki waja se Hmien Loss Hota Hai Forex par Trade Krne Ky Liye Hmare pass Experience Hona Chahiye PHR ja ky Ham Kamyab Hoon Gy Forex Par Ziyada Tar log Lalach Ki waja se Loss Krty Hain Lalach Bori Bala Hai Hmien Lalach Nhi Krni Chahiye Hmine Imaan Dari Ky Sath Kam Krna Chahiye PHR ja ky Ham Kamyab Hoon Gy Mayoos Hone Wala Banda Hmesha Nakam Hota hai Hmien Mayoos nhi Hona Chahiye Balky Mahnat Krni Chahiye PHR ja ky Ham Kamyab Hoon Gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Jab loss ho jay tu mayoos nahi hona chaiy

                    Forex aik business hai aur business mein loss bhi hota hai aur profit bhi tou loss honay per bhi humain cool minded hona chahyea account ko wash hone se lazmi bachana hai agar loss kam hai tou profit aur Loss har karobar ka lazmi hisa hai kuch karobar me nafa aur nuqsan kam hota hai aur kuch me zyada jin karobar me nafa aur nuqsan kam hota hai to us me risk bhi kam hi hota hai lekin jis karobar me nafa aur nuqsan zyada hota hai to us me risk ya khatra zyada hota hai iss lye aap ko her haal mein forex mein confident reh ker kaam kerna hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Jab loss ho jay tu mayoos nahi hona chaiy

                      Assalamu Alaikum Forex friends ji han doston Hamen Forex trading Mein kamyabi Hasil karne ke aur bhi bahut jyada mauke Milte Rehte Hain To Hamen loss ke bare mein Soch kar Pareshan Nahin Hona chahie aur mayus Nahin Hona chahie Palke Hamein Aur Bhi Jyada kamyabi Hasil karne ki koshish Karni chahie Taki next time Ham lost se bus sakeya losco recover kar sake to kamyabi ke liye Hamen loss for recover karna chahie mayus Nahin Hona chahie mayusi Gunah hai aur Chhod spelling Mein Hamen kamyabi Hasil karne Kiya profit Hasil karne ke aur bhi beshumar mauke Milte Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jab loss ho jay tu mayoos nahi hona chaiy

                        Forex trading me trading kurti liye bahut jyada nuksan kitchen se Soch sakte hain isliye Jab aapko nuksan ho jata hai to usmein aapko carefully aur attentively Apna Kam restart kar lena chahie Jab aap is appointed Ho Jaate Hain To aap apna kam properly complete nahin kar sakte isliye aapko koshish Karni chahie Agar aapko Forex trading mein nuksan ho jaaye to ismein aapko kabhi bhi Himmat Nahin aani chahie aur Apna Kam Dobara start kar lena chahie agar aap apna kam khatm kar denge aur disappointed Ho Jaenge to aap kabhi bhi successful Nahin ho sakte Kyunki beginning level per aapko Kai dafa Aisa ho sakta hai ki aapko bahut jyada nuksan ho jaaye aur aapko Forex trading Mein successful trader banne ke liye Kuchh time required ho sakta hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jab loss ho jay tu mayoos nahi hona chaiy

                          Ji dear sahi kaha hay k jab loss ho jay to mayoos nhn hona chahiy kion k jab ham mayoos ho jaty hain to phr bahut mushkil ho jati hay.Jab mayoosi hoti hay k phr koi bhi kaam nhn ho skata hay balk tention ziada hoti hay aur tention main sirf aur sirf loss hota hay jo k trader ko bhi preshan karta hay aur account ko bhi loss hota hay.Jab loss hota hay to is ki aik waja yeah bhi hoti hay k hamary paas experience ki kami hay aur knowledge ki kami hay is liy ham ko loss se bachnay k liy apny knowledge ko experience ko ziada karna ho ga jab ham yeah karyn gy to ham ko faida ho ag......
                          • #14 Collapse

                            Re: Jab loss ho jay tu mayoos nahi hona chaiy

                            ji bilkul theek hai aapane Jab loss Ho Jaaye to mayoos Nahin Hona chahie Himmat Nahin harni chahie loss profit usi ko hota ha jo risk leta ha ya kesi kam ko karne ki himat rakhta ho jo loss se ghabrata ha wo kabi kamyab nahi ho sgta loss be business ka ik hisa ha loss se hame learn karna chahe or age barna chahe
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jab loss ho jay tu mayoos nahi hona chaiy

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sak305 پيغام ديکھيے
                              Gee haan aap jab bi trading krtay hai tu aap ko noksaan ho jata hai tu aap ko hosla nahi chorna chahiy aap ko Himat say kaam karna chaiy taka aap acha Kaam Kar ka kamyabi hasal karni chaiy agar ap Himat or hosla say kaam nahi kray gay tu aap ko nakaami hoti hai
                              Dear friend apni loss ke reason maloom honi chaya ager hum aoni le analysis kare ge ke kis waja se loss ho chuke he to him ye mistakes dubara repeat nahi kare ge to loss se bach sake ge aur orofit be hasil kar sake ge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X