Forex trading mai indicators ka aur signals ka bohat suna jata hai aur naam bhi Lia jata hain. Issi tarah pak Forex forum pay bhi members mukhtalif indicators aur signals kay barey mai baat kertay rehtay hain. Indicators ko use kernay kay liye traders ka experience aur practices bohat achi honi chaiye takay apnay terminal pay kisi chart pay indicator apply ker kay usay samjha bhi jaa sakey. Indicator sirf laganay say trading achi nahi ho jaati bulkay uss indicator ko sahi use kernay say he achi trading hoti hai.
Issi tarah signals kay saath bhi trading hoti hai jiss kay liye signals ko pehlay khud trends aur analysis say verify ker laina zaruri hota hai. Aur signals pay trading bhi bohat souch samajh kay he kerni chaiye kiyu kay tamaam signals bhi work nahi kertay hain aur market ki situation change honay pay loss bhi day daitay hain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим