Indicators aur signals kiss waqt use kernay chaiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators aur signals kiss waqt use kernay chaiye
    Forex trading mai indicators ka aur signals ka bohat suna jata hai aur naam bhi Lia jata hain. Issi tarah pak Forex forum pay bhi members mukhtalif indicators aur signals kay barey mai baat kertay rehtay hain. Indicators ko use kernay kay liye traders ka experience aur practices bohat achi honi chaiye takay apnay terminal pay kisi chart pay indicator apply ker kay usay samjha bhi jaa sakey. Indicator sirf laganay say trading achi nahi ho jaati bulkay uss indicator ko sahi use kernay say he achi trading hoti hai.

    Issi tarah signals kay saath bhi trading hoti hai jiss kay liye signals ko pehlay khud trends aur analysis say verify ker laina zaruri hota hai. Aur signals pay trading bhi bohat souch samajh kay he kerni chaiye kiyu kay tamaam signals bhi work nahi kertay hain aur market ki situation change honay pay loss bhi day daitay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicators aur signals kiss waqt use kernay chaiye

    Forex trading me indicators ho ya signals ya apni ki howi analysis ho us k sahi moqa aur achi jagah pe hi istemal karte rehna chaheye aur sabar se hi kaam karna chaheye aur bagher analysis aur indicators ki trading bulkul bhi nahi karni chaheye warna nuqsan ho jayega. Acchi skills aur strong analyses ke sath trading karne se kamyabi hasil ho sakti hai, aur is se hama experience level bhi bohut improve hota hai.Forex me kaam karna aik behtareen work hai jo hamen apne maqsad k hosool tak le k jata hai. Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn. Forex Trading me kaam karna hamare leye khush qismati hai q k hum is buisiness k bare me jante hn jo abhi bhi bohut sare log is se na waqif hn.
    • #3 Collapse

      Re: Indicators aur signals kiss waqt use kernay chaiye

      Indirection or signal kis waqat use karna chaiy bohat acha swal hai forex main aap ko indirection or signal uss waqat use karna chaiy jab market ki movement achi ho tu aap achi trading Kar Kay acha profit hasal Kar saktay hai agar aap acha Kaam kray gay tu aap ko business mein kamyabi hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: Indicators aur signals kiss waqt use kernay chaiye

        اصل پيغام ارسال کردہ از: deltashot پيغام ديکھيے
        Forex trading mai indicators ka aur signals ka bohat suna jata hai aur naam bhi Lia jata hain. Issi tarah pak Forex forum pay bhi members mukhtalif indicators aur signals kay barey mai baat kertay rehtay hain. Indicators ko use kernay kay liye traders ka experience aur practices bohat achi honi chaiye takay apnay terminal pay kisi chart pay indicator apply ker kay usay samjha bhi jaa sakey. Indicator sirf laganay say trading achi nahi ho jaati bulkay uss indicator ko sahi use kernay say he achi trading hoti hai.

        Issi tarah signals kay saath bhi trading hoti hai jiss kay liye signals ko pehlay khud trends aur analysis say verify ker laina zaruri hota hai. Aur signals pay trading bhi bohat souch samajh kay he kerni chaiye kiyu kay tamaam signals bhi work nahi kertay hain aur market ki situation change honay pay loss bhi day daitay hain
        Ji bilkul theek Kaha aapane is form per signal ke bare mein baat ki Jaati Hai asalvad signal ko notice karna hai Hai Jab aapko signal Milta hai to aap Usi Waqt usko Sahi tarike Se Hain trade Laga den agar aap ka signal dene wala experience hai to aapko bahut accha profit ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Indicators aur signals kiss waqt use kernay chaiye

          indicators of signals hamen apne mukarta waqt per Karni chahie jab Ham indicators aur usko musalsal kam karte hue mehnat ke sath Ham apne kam ko complete karte Hain To hamen use kam ka bahut fayda hota hai aur ham log kisi bhi field mein bahut aasani ke sath kamyabi hasil karne ke liye pahunch jaate Hain Ham kamyab hona chahte Hain to hamare liye kaam karna bahut important hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Indicators aur signals kiss waqt use kernay chaiye

            ji bilkul indicators ko istemal karne ke liye trader ke pass achcha knowledge or experience jarur hona chahie kyunki jab tak aap direction ko acche tarike se analyses nahin karenge tab tak aap kisi bhi indicators ko acche tarike se istemal nahin kar payenge indicators aapko ek future direction ke bare mein pahle se Hi Bata deta hai ki ab market kis direction mein movement dikhane wali hai to bahut tarah ke indicators forex ki market mein paye jaate Hain jinka role ek dusre se alag hota hai aur har EK indicator market ki direction ko alag se indicate karta hai to hamen har EK indicators ko acche tarike se use karna chahie aur market ki direction ke mutabik Hi Kam karna chahie jitna jyada focus Ham market ke upar lagaenge aur acche tarike se analysis karenge utna hi jyada Ham forex ki market se profit book kar payenge
            • #7 Collapse

              Re: Indicators aur signals kiss waqt use kernay chaiye

              اصل پيغام ارسال کردہ از: deltashot پيغام ديکھيے
              Forex trading mai indicators ka aur signals ka bohat suna jata hai aur naam bhi Lia jata hain. Issi tarah pak Forex forum pay bhi members mukhtalif indicators aur signals kay barey mai baat kertay rehtay hain. Indicators ko use kernay kay liye traders ka experience aur practices bohat achi honi chaiye takay apnay terminal pay kisi chart pay indicator apply ker kay usay samjha bhi jaa sakey. Indicator sirf laganay say trading achi nahi ho jaati bulkay uss indicator ko sahi use kernay say he achi trading hoti hai.

              Issi tarah signals kay saath bhi trading hoti hai jiss kay liye signals ko pehlay khud trends aur analysis say verify ker laina zaruri hota hai. Aur signals pay trading bhi bohat souch samajh kay he kerni chaiye kiyu kay tamaam signals bhi work nahi kertay hain aur market ki situation change honay pay loss bhi day daitay hain
              Jitna ziada hoseke market ko indicator ke madad se samajhne ke koshish karain
              • #8 Collapse

                Re: Indicators aur signals kiss waqt use kernay chaiye

                Assalamu alikum dear forex member agr ap Forex Mein indicator aur signal istemal karna chahte hain to aapko iska kar Nahin hoga yani tab ap indicater or signal istamal karen jab ap apko market per itbaar ho or us pair par karen jis per karte ho tabhi ap aik ache tarder ban pavenge
                • #9 Collapse

                  Re: Indicators aur signals kiss waqt use kernay chaiye

                  Assalam o alaikum dear members hamein indicators aur signal tb use krny chahiye jab ham trading kr rhy hon hamein trading k rules ko follow karna chahie ye signal ko check out krna ya indicator ko daikhna ye sab trade krny sy pehly analyse kiye jaaty hain aur inka yahii fyda hota hai k trading mein helpful saabit hoty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Indicators aur signals kiss waqt use kernay chaiye

                    Forex trading me jab aap different important indicators copy trading per reply kar rahi hoti hai usmein aap ko sabse pahle indicator ko Apne metatrader 4 per apply karna hota hai aur ismein apni required information input Kitni Hoti Hai Jab aap is ko input provide kar rahe hote hain to uski basis per aapko market Mein different indication indicator provide kar raha hota hai isliye aapko koshish Karni chahie ki Jab aap apni trade open Karte Hain To usse pahle aap apni indicator ko market per reply kar le aur Jaise hi aapko proper indication milati hai use time per market Mein indicator ki basis per aap entry Lele aur apne profit ko maximize Karen.
                    • #11 Collapse

                      Re: Indicators aur signals kiss waqt use kernay chaiye

                      Dear fellow member jaisa ky aap jante hain ky forex aik proper finance business hy or trader ko professional hoky earning karni chahiye. Beshak forex kafi risky hy lakin forex apne traders ko facility bhi deta hy or profit hasil karne ky liye indicators or signals bhi faraham karta hy or trader ko wisely indicators ko choose karna chahiye kyo ky bohta indicators sirf hint karte earning ky liye lakin zyada tar opposite direction mein jate or profit nahi hasil karte. Trader ko chahiye ky hamesha indicators ki knowledge hasil kare or practice kare demo account mein taky market mein best indicators ki knowledge or experience ky sath live market mein acha profit gain karne mein kamyab ho. Forex mein best indicators mein Moving Average, Fibonacci Retracement, Stochastic Oscillator or Bollinger Bands shamil hain or trader ko inke liye quality knowledge hasil karne ki zarurat hy taky life time earning karna possible ho.
                      Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Indicators aur signals kiss waqt use kernay chaiye

                        VERRY VERY GOOD QUESTIN JANAB AP NA BAHUT HE ACHA TOPIC DIYA HA INDICATOR KO OR SIGNALS KO KP KASY FOLLOW KAREN AGAR HAM BAT KAREN INDICAROE KI BAT KAREN TO YE JHAM LOG S WAQT USE KARTY HAN JAB HAM NA MARKET KO ANALYSIS KARNA HO OR ISI KA LYE HAM INDICator use karty hn taky hamen achi entry mil jaye baki rahi signas ki bat to jab ap ka pass acha blance ho to ap signals ko folllow kar sagty han is main koi problm nhe ha

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X