Trade mein hone wala loss ko kis tarha recover kiya jaaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Trade mein hone wala loss ko kis tarha recover kiya jaaye

    AOA forex members.. umeed ha ap thek ho gye. Trade ma hone wale loss ko hum sirf apni mehnat sy hi recover kr skte hain agr hum mehnat hi ni kre gye us loss ko ly k hi bath jahy gye to na to us loss k recover ho ga na hi hamhy mazed earning ho gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Trade mein hone wala loss ko kis tarha recover kiya jaaye

      Trade main loss ho jaye tu yeh business ka hisa hai. jo trader es loss ko accept kar laity hain or es ko samajty hian woh es bat ko samaj jaty hain kay es ko ab apni mistake ko recover kar kay kabo pana hai or jo loss ko accept nahi karty hain woh emotional trading karty hain or akhir mai un ko loss ho jata hai esleye ap ko jab tak loss ko accept nahi karain gy tu ap ko mazeed loss ho ga. loss ho jaye tu aghy barh jain mistake ko khatam karian or loss kudh kam hota jaye ga.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #33 Collapse

        Re: Trade mein hone wala loss ko kis tarha recover kiya jaaye

        Assalamu alaikum Forex members ummid hai aap sab theek honge aaj ka hamara topic Hai trade mein loss hone ke bad recover kaise karen Apne balance ko dobara use balance tak kis tarike se lekar Aaye aaj Ham is per baat karte hain.



        Forex trading:


        Forex me Ham bahut acche tarike se kam kar sakte hain agar Hamen loss hota hai to Hamen usko recover karna padta hai lekin Hamen bahut jyada ahtiyat ke sath trade Karni chahie market ko acche tarike se analyse karte rahana chahie analyse karne ke bad hi trading kar sakte hain aur agar Hamen loss ho jata Hai to Hamen market ko acchi tarike se samajhne ke bad dobara inter karna chahie enter karna chahie

        Click image for larger version

Name:	download (3).png
Views:	1
Size:	8.2 کلوبائٹ
ID:	12382959



        Recover loss in trading:

        Forex mein Hamen bahut acchi tarike se kam ko karna chahie kyunki agar Ham Apne kam ko acche tarike se karenge tabhi Ham acche tarike se apni Ross ko recover kar sakte hain lost recover karne ke liye Hamen Kisi acchi trader ya acche broker ko follow karna chahie kyunki usse candle stick ko samajhne mein aasani Hogi aur aapko acchi tarike se trade lagane mein bhi aasani Hoti Hai market ko aap jitna chahe ho sake samjhe uske bad trading Karen ke liye aapko bahut jyada market mein struggle karni padati hai.


        Click image for larger version

Name:	download (4).png
Views:	2
Size:	4.6 کلوبائٹ
ID:	12382960



        Reason of loss:

        bahut jyada acchi tarike se trading karte hain benefit hasil karte hain agar Ham acche tarike se trading Karke benefit hasil karenge to hi Hamen benefit achcha hasil karta hai lekin market mein bahut jyada acche tarike se trading ki jaati hai aur hamara sabse Badi reason loss ki hoti hai ki Ham market ko understand Nahin karte without understanding Ham trading karte hain without candlestick ke Ham trading karte hain to bhi market ko acche tarike se nahin samajh Rahe hote hain isliye vajah se Hamen bahut jyada loss hota hai.


        Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	2
Size:	49.5 کلوبائٹ
ID:	12382961

        اب آن لائن

        Working...
        X