Trade mein hone wala loss ko kis tarha recover kiya jaaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade mein hone wala loss ko kis tarha recover kiya jaaye
    Assalamu Alaikum Dosto please mujhe yah bataenge trade main wala score recover karne ke liye kya karna chahie kya Dobara se pet karna chahie wait karna chahie please tell me in full detail thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade mein hone wala loss ko kis tarha recover kiya jaaye

    Forex mai humy loss bhi hoga aur profit bhi hoga humy chahiye k hum jab forex msi kaam start karny lag jae to pehly learn karein or osky ad he real par kaam akrein . Phir loss or profit k bary mai na sochein agarvloss hota hai to woh khud profit mai recover hoga
    • #3 Collapse

      Re: Trade mein hone wala loss ko kis tarha recover kiya jaaye

      Walaikum Salam dear trade mein kiya gya loss se huma recover karne ke liye mehnat krni chahie aur Dil lagakar kam karne chahie tabhi Ham Forex mein acchi tarah se apne loss ko recover kar sakte hain loss ko recover karne ke liye hamen apni mistakes ko mind mein rakhna chahie tabhi Ham forex mein loss ko recover kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Trade mein hone wala loss ko kis tarha recover kiya jaaye

        dear members trade mein hone wale loss ko aap apne acche capital se recover kar sakte hain itna achcha aapka capital hoga utna hi aap apne nuksan ko recover karne mein aasan hoti hai iske liye jaruri hai kya aap apna achcha account balance rakhen aur equity itni jyada acchi hogi utna hi achcha aapka nuksan ko recover ho jaega
        • #5 Collapse

          Re: Trade mein hone wala loss ko kis tarha recover kiya jaaye

          Bht axha sawal kiya ha apne.tijarat me nuksan ho aur uska behtr tariky se azala aese kia jaskta ha k hmny jo gltii ki k js wjah se hmy nuksan uthana pra ha, us gltii se sekhy aur aynda iss gltii ko dohraye na aur nafah kamany wali sargarmiya kry. Gltiya bht bhara ustad hoti ha iskiye karoobar ya tijarat me b gltiyo se sekhty huy apny nuksan ko khatm kr k isko nafay me tabdel kry aur ye srf mehnat aur gorofikar se he kia jaskta ha. Shukria
          • #6 Collapse

            Re: Trade mein hone wala loss ko kis tarha recover kiya jaaye

            Trade mien hone wale loss ko sabar se cover kia jae agar hume loss hota hai tu hum apni galti ko check kare aur us per dehan dien ta ke agae hum yeh galti na ker sake aur agar hume lagatar loss ho raha hai tu is ke liye hume demo se dobara practice ki zarrorat ho gi. Agar hum chahte hain ke hume eik bar loss ho jae tu hum us ko jald recover kare tu phir sabar se kam kare aur apni best entry ka dehan rakhae tu hi ape kamayab hon ge.
            • #7 Collapse

              Re: Trade mein hone wala loss ko kis tarha recover kiya jaaye

              Assalamu Alaikum trade Mein hone wala loss ko Sabar ke sath kam karna chahie Ham yani Hamen Sabar karna chahie Jab Hamare trade profit Mein Aaegi To Hamen apni trade ko close karna chahiye pahle Nahin is Mein nuksan Hoga pehle train close karne se
              • #8 Collapse

                Re: Trade mein hone wala loss ko kis tarha recover kiya jaaye

                Trading Mein hone wale Logon Ko Ham jordar jordar market analysis recover kar sakte hain Jitna Jyada marketing analysis Karenge Jyada Mein Paida Hoga aur sabse Jyada important bad Hamen Apne lot size ko set karna hoga Jitna Jyada Ham Kamla Se lagaenge Kitna chahta hun main fayda Hoga aur ham jaldi lao recover kar sakte hain is Samay chahie ke lot size ko kam se kam rakhe hain aur acchi earning game Karke Apna profit hai jo ki Ne Banaya
                • #9 Collapse

                  Re: Trade mein hone wala loss ko kis tarha recover kiya jaaye

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: SalmanHaider پيغام ديکھيے
                  Assalamu Alaikum Dosto please mujhe yah bataenge trade main wala score recover karne ke liye kya karna chahie kya Dobara se pet karna chahie wait karna chahie please tell me in full detail thanks
                  Dear friend jab be loss ho jai us waqt maise nahi hona chaya aur market ke analysis karni chaya aur loss ko small lot ke sat recover karni ke koshish karni chaya ager hum mehnet karte rahe ge to experience be hasil ho ge aur earning be kar sake ge
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade mein hone wala loss ko kis tarha recover kiya jaaye

                    Mery bhai los ko recover karny ky liye ap ko profit wali trade leni ho ge jo profit ap ko ho ga us mai pehly ap ko loss recover karna hota hai us ky bad jprofit loss recover ky bad bach jata hai ap us ko withdra kara sakta hai jb tak ap ka loss recover nhi hota us waqt tak ap withdraw nhi kara skty kiyun k loss recover karna lazmi hotq hqi .......
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade mein hone wala loss ko kis tarha recover kiya jaaye

                      Trade Mein hone wale loss ko agar aap recover nahin kar sakte yah aapke pass recover karne ka experience Nahin Hai To aapko chahie ki aap Dam account per practis Karke a loss ko recover Karen Agar Ek Dafa aapse loss ho jata hai to aapko chahie ki aap mayoos na Hona Kyunki agar aap muze hokar apna kam Chhod Denge yah mayusi ke sath Apna Kam Karenge to usse bhi aapka kam Achcha Nahin Hoga aur aap ko Dobara loss hone ka bhi Khatra ho sakta hai isliye aapko chahie ki aap Logon se Ghabraye Nahin balke Dobara Apne kam ko experience ke sath Karen Kyunki agar aap experience ke sath kam Karenge to aap Dobara loss se bhi bechenge aur aapka account bhi recover ho jaega
                      Ager Post ache lagi ho to thanks zaror den
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade mein hone wala loss ko kis tarha recover kiya jaaye

                        dear trade mein hone wale loss karne ke liye aapko achieved lene ki jarurat hai aur correct time per market mein inter hone ka procedure pata hona chahie ismein aapane technical analysis Karne hain aur ismein supports and resistances komedi Nazar rakhte hue is system mein achcha kam karna hai dear bahut hi achcha network hai aur ismein ham hai gular achcha kam karke isase tumse achcha benefit hasil kar sakte hain dear forex forum member is system mein acchi quality ka kam Karen aur tere ismein se achcha benefit hasil Karen dear sister mein kam karne ke liye experience ki jarurat hai hamen chahie kya makhna experience can Karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Trade mein hone wala loss ko kis tarha recover kiya jaaye

                          Salam dear members g apny bhut acha topic discuss kia hai g to aghr apka account bara hai or us main apko zaida loss recover krna hai to me apko ya hi advise dungi k apko chaiye k apna account wash kr den is sy humy loss recover nahi kr prhta hai isliye aghr apko or koi rashta nazr nahi a raha ra apko chaiye k account wash kar ken or aghr possible hai recover krne ka to phr apko chaiye k loss recover karen is sy apka account bhi save rahe ga .
                          • #14 Collapse

                            Re: Trade mein hone wala loss ko kis tarha recover kiya jaaye

                            bhot he amazing threads ki hain apne forex trading main agar loss ko recover karna hain tu hard work kare agar loss ko recover karna hain tu kabi b big lot use na kare big loss hota hain agar big lot use ki jy and money management ko achi tara use kare tu loss ko recover kiya jah skta hain forex trading main jitne b person hain agar hard work karte hain tu slow slow apne loss ko easy recover kar skte hain forex trading ek risky business hain jis main hard works karna must hain tab he kamyabi hainn
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trade mein hone wala loss ko kis tarha recover kiya jaaye

                              walekum assalam bhai agar aap apne lash ko recover karna chahte hain to uska sabse best tarika yah hai ki are proper market information cancel karne ke bad forest reading mein kam Karen kyunki jab tak aap proper market information hansi nahin karenge aur uske bad Forex trading mein entry nahin lenge to vahan kabhi bhi kam yahan nahin ho sakte isiliye koshish karenge proper market information cancel karne ke bad Forex trading mein entry letter ki aap acche se accha profit Kama sake

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X