Trade mein hone wala loss ko kis tarha recover kiya jaaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trade mein hone wala loss ko kis tarha recover kiya jaaye

    apne loss ki recovery ke liye Ham sabko pahle koshish karni hogi ke market mein achcha bonus banaya jaaye kyunki ek bar jab hamare pass bonus a jata hai to Ham sab isase bahut hi jyada loss recover kar sakte hain market mein kamyabi hasil karni hai to aapko apne maiya ko behtr banana hoga kyunki yahan per kam karne ke liye bahut hi jyada mehnat Karne ki koshish karni hogi agar Ham successful hona chahte Hain to Ham sabko loss ki de kabhi se pahle pahle experience hasil karna hoga agar Ham knowledge hasil karke kam karte Hain to isase Ham sab ka bahut fayda ho jata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trade mein hone wala loss ko kis tarha recover kiya jaaye

      Agr to ap ka account wash ho gia ha phir to aik he rasta ha k ap maximum daily posts krein or agr full account wash nai howa to ap acha sa analysis kr k achi trade lgayn tan k ap ko profit ho or ap ka loss jo ha wo recover ho Jay so apna kam ap krne ki adat banaien tb ap k liye ziyada mushkil nai ho gi
      • #18 Collapse

        Re: Trade mein hone wala loss ko kis tarha recover kiya jaaye

        loss honay kaay bad humain achaay say apnaa kam kurna chahiye or humain loss hony pay himmmat kay saath apna kam kurna chahiye agar hum es trah say aapna kam kuray gaay or achay say apna kam kuray gay to hum successs bhi asani say gain kuur lay gaay to humain es main achay say aapnaa kam jari rukhna chahiye or humain trading main loss say buchnay kay liye apnaa best daynaa chahiye or jub hum es trah say apnaa best day gay or achay say apna kam kuray gay to success bhi hum aasani say hasil kur lay gay
        • #19 Collapse

          Re: Trade mein hone wala loss ko kis tarha recover kiya jaaye

          dear member trade mein loss ko hum zaida knowledge experience se recover kr sakty ha uske liye apko demo account pe achi practice krni ho gi us pe ap trade se acha loss recover krna seekh sakty ha balkay jab apke pass acha experience ho jata ha market ke pair ka to phr apko loss hone ke chance kam ho jaty ha or profit chance bhr jaty hai is liye market ko analysis kare or achy pair ke singal ka intakhab kare or achi profit hasil kare.
          • #20 Collapse

            Re: Trade mein hone wala loss ko kis tarha recover kiya jaaye

            hamen ismein hone wale nuksan ko bhi recover karna chahie agar apne nuksan Ko recover karte Hain to hamen kam best Mil jata hai ki hamesha mein kam karne ke liye sakte hain lekin apne nuksan Ko recoverable log karenge Jo ismein kam kar sakenge agar hamen jyada kam karna chahte hain to hamen kadam Mil jata hai ki Ham ismein successful Ho jaate Hain aur hamare liye kam best ho jata hai usko ek samajhna bhi aasan kam ho jata hai lekin usko Jo member samjhenge to unko fayda milega aur vah apne aap ko kamyab banayenge lekin hamen kamyab hone ke liye jitna jyada aasan kam karna chahie to Ham kar sakte hain aur hamara paida Ho jata hai ismein har kisi ka fayda awaz waqt hoga jab tak vah apne aap ko successful banayenge lekin hamen use waqt kamyabi milti hai jab tak hamari acchi kam ho sake
            • #21 Collapse

              Re: Trade mein hone wala loss ko kis tarha recover kiya jaaye

              Forex mai hony wala loss es strategy ko istimal kar k roka ja skta hy. Agr ap ny aik trade lgie hy aur es mai ap ny buy kia hy aur market sell trend ki traf chali gai hy to ap aik k bet sell trade per bhe lga dain aur buy wapi trade bhe na rokain jitna trend buy ki traf jaye ga ap ko sell wali trade sy profit ho ga jesy hi ap ko lgy k ab trend buy ki traf shift ho raha hy ap sell trade close kr den buy trend brhy ga aur ap ka buy loss kam hota jaye ga. Agr dubra sell trend ho jaye to dubara sell trade lga den aur ye process repeat krty rahin jab tak k ap ka buy wali trade profit mai na chli jaye
              • #22 Collapse

                Re: Trade mein hone wala loss ko kis tarha recover kiya jaaye

                aagr ap ko trading main loss ho jata hai to ap ko sab se phele money management ko follow karne ki need ha jo ke bohat hi lazmi hai or ap ko is main success hasil karne ke liye ap ko is main apna loss ko recover karian sab se phele or us ke bad trading karian jo ke bohat hi lazmi hai forex ki market main or ap ko is main bohat zayda hard work ki need ha.
                • #23 Collapse

                  Re: Trade mein hone wala loss ko kis tarha recover kiya jaaye

                  trading mein agar hamen lost a Raha Hai to hamen sabar ke sath intezar karna chahie Ham apni mistakes ko recover karke use kam ko aage badha sakte hain anomed nahin hona chahie bhar ke apne kam ko kante nahin rakhte hue aage badhana chahie jab Humsafar ke sath apne kam ko aage lekar jaenge apni mistake ko recover karenge to jarur kamyabi bhi hasil kar lenge
                  • #24 Collapse

                    Re: Trade mein hone wala loss ko kis tarha recover kiya jaaye

                    Asslam o alikum forex aik aisa business ha jia ma kni fofit ha or kbi oss bhi ho jata loss hony ki sorat ma hmay mayos nhi hona chhaiy bulky or zyada mehnt krni chhaiy k ham loss ko cover kr sky or acha profit hasil kr sky.
                    • #25 Collapse

                      Re: Trade mein hone wala loss ko kis tarha recover kiya jaaye

                      forex trading main loss ko easy reocver kia jah skt ahina gar best learning hain tu kamyabi b easy mil skti hia forex trading main kaaam krne say phly learning ka strong hona must hota hain jitbe b learnign karne wale hote hain agar strong analysis kare gy tu life main and feature main kafi benefit hasil kar skte hain or kamyabi easy hasil kare gy
                      • #26 Collapse

                        Re: Trade mein hone wala loss ko kis tarha recover kiya jaaye

                        Aoa dear members how are hope you are doing well,Forex trading mn loss ak common c bt h yh zruri ni h k ap hrr time profit krein ya ya ap ki hrr trade win ho no.Forex is just like a war between bears and bulls.jo uss particular time frame mn market mn majority mn hwe wo Jeet jayen gy.so jb b apko trading mn loss ka samna krna prry to sb sy apny panic ni ona ap srf ak trade loss ki h na k complete trading.Neexhy kxh tips jnko follow kr k k ap brry at brrha loss b recover krr skty Hain.
                        1)Sb sy pehly ap ny mistakes find out krni hain k actual mn kia reason to loss ki or unsy learn krna h.
                        2)Secondly apko accept krna ho ga k apki trading skills Abbi ak axhy level tk ni pxhnhi js ki wjja sy AP loss kr rhy Hain AP ny trading ki basic ko dobara review krna h.bht at experienced traders brry sy brry loss k bad apni trading skills ko polish krty Hain or improve krny ki kosish krty Hain.
                        3)Apny trading strategy mn improvement ly k aani h it might be possible that jss strategy py AP kaam kr rhy Hain wo valid na ho to apny sys ko change krna h kxh Nye indicators insert krr k etc.
                        In Batu ka hyal rkh k ap bht jld apny loss ko recover kr skty Hain.
                        • #27 Collapse

                          Re: Trade mein hone wala loss ko kis tarha recover kiya jaaye

                          G bilkul trading mn loss ho jana koi bri bat ni h q k ye almost hr trader k sath hi hota h. Profit aur loss to hr business ka hisa h. Loss hony k baad khud ko cool rakhain aur ye identify krny ki try krain k loss q hua h. Us k baad rectify krain aur phir achi trade plan krain. Loss ko recover krny mn kuch time lgy ga, es doraan mazeed koi mistake na ho otherwise account zero ho jay ga
                          • #28 Collapse

                            Re: Trade mein hone wala loss ko kis tarha recover kiya jaaye

                            Assalamu Alaikum

                            Dear Forex members trading Mein agar loss hojata hai to us Loss ko recover karny ky liye mandarja zail points par Amal karna chahie.

                            1) jis ghaaalti ki waja se loss howa ho wo Ghalti Dobara Nahin Karna chahie.
                            2) loss recover karny ky liye phly sy zyada active rehna chahie.
                            3) kisi Kism Ki lalach Mein Nahin Ana chahie warna Dobara phir loss hojyga.
                            4) koi bhi trade Lagana ho to us trade ky bary main news, information aur knowledge Hasil karna bahut zyada zarorii hai..
                            • #29 Collapse

                              Re: Trade mein hone wala loss ko kis tarha recover kiya jaaye

                              Forex Mein kam karte hain to Hamen sirf is vajah se loss hota hai ki Hamen market ke bare mein knowledge Nahin Hoti Yah Ham Bina analysis ke market Mein entry lete hain agar humne forex market Mein launch Kiya Hai To Hamen Dobara form per kam karna chahie jisse Hamen bonus mil sakta hai aur ham Apna lost se cover kar sakte hain per loss recover karne ke liye Hamen daily basis per kam karna chahie aur Hamen deri target Rakhna chahie Agar Hamara daily profit pura Hota Hai To Hamen market se out Hona chahie aur Agar Hamara loss bhi daily ho jata hai tab bhi Hamen market se out Hona chahie

                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Trade mein hone wala loss ko kis tarha recover kiya jaaye

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: SalmanHaider پيغام ديکھيے
                                Assalamu Alaikum Dosto please mujhe yah bataenge trade main wala score recover karne ke liye kya karna chahie kya Dobara se pet karna chahie wait karna chahie please tell me in full detail thanks
                                Trading mein honay walay loss Ko kaisay Recover karen bahut hi achi bt poochi hai Apne. loss ko recover karne k liye 2 step hain
                                1step Apko mehnat kar k apni equity ko barhna hoga
                                2cnd step Apko Daily base pe Profit ki 2$ limit rakhni hogi.
                                Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X