Jald bazi na karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2431 Collapse

    yes dear kabhi bhi forex k business main jadl baazi kna kiya kren hamesha patience ka muzahira kiya kren because forex aik already risky and dangerous business hai tu ye bhi hamen yad rakhna chahye k haste makes waste
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2432 Collapse

      Dear jald bazi shetan ka kam hota islye jaldbazi mn hamesha nuqsan hi hota ha,forex trading mn b sakoon sy planning k sath kam krna chahyei r munasib time ka wait karna chahyei.
      • #2433 Collapse

        hamain market main rules ko follow kar k hi hum achi trade karein gay aur is forex main emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky gay aur market main greed ko avoid kar k hi hum run karein gay
        • #2434 Collapse

          g bahi aoki bat sahi hai forex trading main jub boht se trador ko loss hota hai tu wo loss ko cover karny ki trymain mazzed loss ka smna bhi karny lag jaty hain or jald bazi main dobara koi galti kar lety hain hmain hahye k hmain apni trading main koi bhi kam jald bazi main nahi karna chahye q k es se hmary he kam khrab o jaengy or hmain loss ho ga
          • #2435 Collapse

            Bilkul Bhai ap ne thek Kaha half bazi bhot log karty hen is lie in chezon se bachne kilie hamen jalbazi se door rehna hoga or lalach se bhi q k jitna Forex aaasan Lagta hy itna hy nai
            • #2436 Collapse

              Assalam o Alaikum waa rehmatullaha wa barakatuhu sab group members ko (:..g bhai ap nay boht achi advise di ha hmay aysa hi krna chahye hmay thora thora profit lyna chahye jldbazi krnay say hm loss main chlay jaty ha kyu k slow and steady wins the race
              • #2437 Collapse

                Assalamualaikum forex ma juld bazi SA ap k investment zayada ho he or loss b ho GA is leya dakh Kar investment Karne chaheya
                • #2438 Collapse

                  Brother bohat achi advice di Hai apne jald bazi kisi be busniess mai nuqsan de sakti hai.trading karte waqt mind fresh hona chahye or bohat soch samajy Kar he trade karna chahye tabi ap kamyab trader ban sakte hain.
                  • #2439 Collapse

                    G bilkul ap ne bilkul sahi advice ki hai kiun ke jald bazi main ap aksar ghalt faisle kr jate hyn aur acha entry point find out kiye bagher trade kren ge to loss ke bahot ziada chance hote hain
                    • #2440 Collapse

                      Bilkul dear mn ap ki bat sy agree hn jald bazi karna ghalat ha kyun k jald bazi shetan ka kam ha.jald bazi mn aksar banda ghalat decision karta ha r loss uthata ha.islye relax r cool mind ho sakoon sy trading karni chayei.ta k koi jaldi na ho.
                      • #2441 Collapse

                        Yes brother may app sy agree karta hoon Kya trading ky dooran aap ko hosly sy kam leena chaye and ziyada profit Kya wait ma bhi na rahay and jald bazi ki Soorat ma bhi nuksaan uthana parta hy thory profit py he trade close kr ky agli trade ki tarf Jana chaye
                        • #2442 Collapse

                          Jaldbazi Se Kabhi Kam mat Kare jaldbazi se Insaan Hamesha wrong decision kar leta hai aur jab aap wrong decision Karte Hain To Phir aapko loss ho sakta hai isliye loss agar aap batana chahte hain toh aapko right decision karna hoga aur right decision Hamesha aaram se hote hain jaldbazi se Hamesha wrong decision Hote Hain
                           
                          • #2443 Collapse

                            Insaan ko Hamesha aaram se kaam karna chahiye Kabhi B jaldbazi se koi decision mat Kare jaldbazi se aap jaldi Koi decision karte hain toh usne aapko nuksaan hone ka chance Jyada rehta hai isliye nuksan hai agar aapne bachna hai toh kabhi jaldbazi se kaam mat Kare Hamesha Aaram aur Sukoon ke saath kaam karne ki koshish kare
                             
                            • #2444 Collapse

                              jee bhai jan forex trading mn sab say pehla aur golden principal yahi hay kay bandy mn tolerance hona chahye, yani sabar, tahamul aur bardasht honi chahye. is kay ilawa jald bazi hamesha nuqsan deti hay. kamyab trader banny kay liye sabar pehla step hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2445 Collapse

                                agar hum jald bazi karen gay forex trading main to hum es jald bazi ki waja say market main earning kary ki bijaye market main loss kar sakty hay so humay theak say market par focus karna chahiey kyun keh focs karnay say he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X