Jald bazi na karain
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2281 Collapse

    EUR / USD will be up to $ 1.3000; When any level should I buy?" Shall be answered: "What is the amount of risk borne by the trading? Or, in other words when trading will emerge from the deal if valid expectations?" This response usually comes as a surprise to the trader; he never thinks he might be mistaken or taught at any level should be put stop-loss order.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2282 Collapse

      Assalam o Alaekum, mery pyary Bhai jaan, kia haal hain ap kay ? ap ki trading kesy chal rhi hai ?Bhai jaan ap ny sahi kaha hai kay jald bazi na karain q k agr ap jald bazi karain gy to ap ghalt trade lagain gy r loss hoga ap ko, stay cool.
      • #2283 Collapse

        Forex ek business hai aur is main jald baazi se kaam lena bht ghalat hai aur wesy bhi koi kaam zindgi main jald baazi se nhi krna chahiye bht zayada pesy kamany k chakkar main insan jald baazi kr leta hai aur aakhir kar loss ho jata hai isi liye dear aehtiyaat aur mehnat se kaam krn.
        • #2284 Collapse

          yar apki bat tu theak hay ka ham ko is kam may jald bazi nai karni chahya q ka agar jald bazi may bghair market ko daikhay trade may invest akr dy gay tu ham ko loss hu ga jis ko ham bear ni kar saky gay is liya ham ko jald bazi nai karni chahiya
          • #2285 Collapse

            jnab humj ab trading karty hain to humain is main agr success hasil karni hay to humain is main jald bazi nai karni ho gi ta kay huamin trading main loss nai ho or huamin is main profit hasil ho
            • #2286 Collapse

              forex trading business mai humy jaldi say kaam ko nahi krna hai is k liay humy market ki invest mai zada is baat ka khial krna hai k smart kaam krna hai jis say humy loss na mily is kaam mai or is k liay humy is ko learn krna hoga
              • #2287 Collapse

                My bro aap zandge ma kio be kam karny kio be fasla kary to os a aap ko jald baze nhe Karen cahay our kas tro par jab aap forex business ma trade kartyha is waqt to aap ko bilkol be nhe Karen cahay q k jald baze ma Kay gay faslay hamasa naqsan he daty ha our aap ko is sa bacna cahay.
                • #2288 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                  Kayi log forex trade ko sirf or sirf high profit earn kerne ka source samajhte hain or us k liye kisi sahi galat ka bhi nahi sochte or jald bazi main koi bhi faisla ker laite hain so meri sab ko yehi advice hai k relaxed zehan k sath koi naya decision karain.
                  hmmm bhai ma na khud bhi trade ki ha it logo ko bhi dekhta ha jo bhi is hurry krta ha UT ko bas loss he hota ha to ma to ai sa ye he kaho ga k kabhi bhi is so hurry na krin
                  • #2289 Collapse

                    • #2290 Collapse

                      Bilkuk jald bazi hamyn kisi b kaam main loss poncha sakti hai hamyn har hal main apny mind ko set rakhna hai aur fresh and cool mind sy kaam karna hota hai is taran hamyn apny experience k lehaz sy kaam karna hota hai na k jald bazi aur negative thinking sy..
                      • #2291 Collapse

                        The simplest way to calculate the value of a pip Pip Value is to divide a single point 1 pip on the exchange rate, and hit her in the lot size. This gives you a point value Pip Value traded currency. If the base currency different account for currency in circulation, is simply you can hit this currency at the exchange rate applicable
                        • #2292 Collapse

                          han bilkul my dear hamy tahaml k sath kehlna chahye ku k agr ham ny lalch kiya wo b zeada ka asa na ho k ham kam sy b chaly jay bas thory profit py b sabar kar lyna chahye...!!!
                          • #2293 Collapse

                            Forex trading mai bhai g ap trade opdn kerty time jald bazi mat karain kun ke jadi ka kam shetan ka hota hy ap sakon sai market ko observe karo phr trade open karo
                            • #2294 Collapse

                              agree forex trading bohat he profit able hai or risky b boaht hai is liye trading krne me koi jaldi na kary or achi trade ka intezar kary nai to ap ko acha khasa loss ho skta hai ager ap loss se bachan chahte hain to bilkul aram or sakoon sa sahi faisla kary ta k apki trade profit me jaye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2295 Collapse

                                juld bazi say apko lst hi hota hai aur is sya apko akbi bi bohat bara fadia tu nai muina hota hai is liay hi juld bazi say tarde na ap katray ta kay apki trading kabh bi finish ho sakay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X