Jald bazi na karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #736 Collapse

    forex trading means sabar aor tahaml agr market ap ky order ky olat chli bhe ge to jald bazi na krna ya agr market aik poing pr roke ho he to ko decided nahe ho raha k up ya down jy gi to os soorat me bhe jaldi na krna aor aram se kam krna fr ap trading me mar anhe kaha skaty he agr jaldi ki to trading ap pr heavy ho jy ge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #737 Collapse

      jald bazi means accident in forex trading aor give result nuksan best way he k ap aram se sakoon se kam kro market ko follow kro agr trader laga di he to wait kro agr nahe lagae to market ko deko kya krti he agr ap ko market ki samj nahe a rahe to mat order lagao jb clearly ap ko samj ae to fr exact order lagao
      • #738 Collapse

        traders kerty hain wo pay hoti hai tu less patience ki waja se close kar daity tarders jin ko trend ko smjhnay ka...........
           
        • #739 Collapse

          G janab forex me jald bazi business ki moot hae jald bazi ki waja lalach hoti hae k main aj ke din itna kama lon jab k har trade apna balance or market ka bahao dakh k lagani chaye agar ap pas balance sirf 100 usd hae or jald bazi me bari trade lagate hain to fir samaj lain k ap ka loss paka hae.
             
          • #740 Collapse

            log sirf bonus k liye posting karnay mai rahyty hain jab tak unko bhari nuqsan ka samna na ho jay is liye sub ko chahiye k wo apna mind fresh kar k work karay work k time sirf or sirf work pay hi concetrat hi karay jald bazi mai posting na karay
               
            • #741 Collapse

              Kayi log forex trade ko sirf or sirf high profit earn kerne ka source samajhte hain or us k liye kisi sahi galat ka bhi nahi sochte or jald bazi main koi bhi faisla ker laite hain so meri sab ko yehi advice hai k relaxed zehan k sath koi naya
              • #742 Collapse

                Right dear, koye bhi kam ya decision jald bazi me karna nehi chayee, kyun k agar app jald bazi me koye decision le to apka us decision galat ho sakta hai, aur tread karne me kabhi bhi jald bazi nehi karna chayee, so jab bhi kam kare ya koye bhi decision le to jald bazi me na le.
                • #743 Collapse

                  yes blkul ji hum ma jald bazi nh karna chiye qk k ager hum jald bzai karengay to hum ma he nuqshan honga or han mete khyal s ato ager ap fresh ming sa krengay to apki traing axchi hngi ........
                     
                  • #744 Collapse

                    jald baze m akser log loss ker jaty hen wo market k trand ko nahi samaj paty or loss ker jaty hen is liye koe bhi faisla lety hoe jalde nahi ker ny chaye k ap loss ker jao forex m saber se kam lena chaye werna jo profit hora ho ga ap us ko bhi loss ker do ge
                    • #745 Collapse

                      g han bhai jan humain kabhi bhi jald bazi nai karni chahye......humain hamesha trading main patience rakhna chahye takay humain trading main mushkilat ka saamna na paray......koi bhi faisla humain jald bazi nai laina chahye is main humain loss hunay kay ziyada chances hotay hain......
                      • #746 Collapse

                        hmm mera bhe yahe khayal hai kay kuch log forex main itni jald bazi karty hain kay unhay ye bhe nahi pata hota hai kay wo jald bazi main kiya sahi aur kiya galat kar rahy hain aur unhy issi jald bazi ki waja say loss hojata hai
                         
                        • #747 Collapse

                          g han bhai ap ne bilkul thek kaha ha me apki bat sy bilkul agree karti hon or hamy ik bat bahi hamy forex treading ky business me jald bazi nahi karni chahy is say hamy nuksan ho skta ha
                          • #748 Collapse

                            Main nay kafi trades main bor ho kar jald bazi ki aur unahin close kar dia ap bahion sy bi yahe guzarish hay kay marke main jub bi koi faisla lain o soch samaj kar lain kion kay kisi time bi kuch ho sakta hay
                            • #749 Collapse

                              haar kaam ko soch samjh kay karna chahiye kisi bhi kaam main jaldbaazi nahi karni chahiye kiun kay jaldbaaz kisi waqat tu kya aksaar dafa nuksaan bhi day jati hai or phir afsoos hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #750 Collapse

                                yes dera bhia hmy jald baze nahi karni chahye kiun kay jald baze say hamy loss bhi ho sakta ha or hamy koi bhi faida nahi hoga ise liye hamy har kam achy say or dehan say karna chahye jis say hamy loss bhi na ho or acha profit bhi hasl ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X