Jald bazi na karain
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    bilkull sahii kaha apney humhy bilkulll bhi jaldbaziii nahi karnii chahiyeh humhy business mein sabar sey kaam lena chahiyeh jaldbazii sey bohat nuqsan hota hai trader ko
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      Jald baazi can push you down .. this is business .. here, pateince with consistency is required and just wait for your good time ....
      • #648 Collapse

        Yes this is very common problem of every new trader in this working and that's why he faced a big loss in start of trading so hamy chaheya ka ham kabi be trading main koi be jld bazi na kare is say hamy big loss ho sakta ha ham such samj kar trading karna chaheya.
         
        • #649 Collapse

          forex may or es k elawa kisi b kam me jald bazi krna theek nahi hai, forex ko aram or tasali se observe krain, market position or es k ups n downs ko check krain tab kahi ap forex pe pe working kro, otherwise risk boht zada ha or nuqsaan hone k chances b zada hai.
          • #650 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: adnan145 پيغام ديکھيے
            yes dear hamy forex trade may kbi bi jald bazi say work nahi karna chahiye kiyu kay is say hamy loss hony kay elawa or kuch hasil nahi ho ga is liye hamy forex may har work soch samjh kar karna chahiye ta kay hamy baad may kisi bi kisam ki problem na ho and ham trade bio achi kar saky gay.
            Haan yaar me ap ki baat se agree karta hon hume forex ko soch samajh kar hi karna chayye hume is kaam me bilkul bhi jald baazi nahi karni chayye jald baazi me hum loss ka bhi saamna kar sakte hain.....
               
            • #651 Collapse

              trading ky business men jaldbazi nei karn chahyia s sy profit kam or loss hony ka zada khatra hota hay hamien thamul mazaji or sakoon ky sath trading karni chahyia is sy trading ky business ka knowledge bhi hasil hota hay or achi earning karny men zada madad milt hay
              • #652 Collapse

                jee absolutely right ap ny theek kaha k forex mai jad bazi sy kaam nahi lena chahiye is sy hum apni jaldbazi ki waja sy galt trading ki waja sy apna loss kr bethtey hain is liye forex py jadbazi sy nahi tahamul sy kam lena chaiye..
                • #653 Collapse

                  Ya jin logo ko greed hoti ha wo forex trading me hamesha jald bazi karte han...aur jis ki waja se unhe loss hojata ha is liye hamesha trading me soch samjh kar trading karni chiye
                     
                  • #654 Collapse

                    Koi bhi business ho ya work ho us main jaldbazi achi nahin hoti hey aur forex main bhi aap kabhi bhi is main jaldbazi na karen warna apko is main bohot hi ziada loss ho sakta hey aur aap is main totally fail ho saktey hain.
                     
                    • #655 Collapse

                      forex trading me ziada tar log ici vja sy nakam hoty hain k wo jald ameer hona chahty hain forex k join kar k wo phir learning ni karty hain jald ameer hony ki lalach hoti hy or ziada profit ki lalach karty hain or jald bazi me trading karty hain to wo phir fail ho jaty hain forex me jo bhe ho jay jald bazi or greed ni karni chahiay
                      • #656 Collapse

                        Yes brother humen jald bazi sey kam nae laina chahiey waisy bhi jaldi ka kam shetan ka hota hey. Humen chahiey key hum full consentration key sath or soch samaj ker trading kerni chahiey jald bazi nae kerni chahiey.
                        • #657 Collapse

                          ji haa forex me jald bazi na kare aur nahi jada lalach kare warna account loss hone ke jada chance hote hai isliye forex aaram ke sath sahi dhiyan lagake trading karna chaiye aur sathme market ka bhi dhiyan dena chaiye.
                          • #658 Collapse

                            Jald bazi har kaam me nuqsaan deh he aur forex trading to wese bhi high risky business he is me jald bazi karne wale trader hamesha bhari nuqsaan uthate he aur phir baad me wo afsos karte hen jis ka koi faeda nhi.
                            • #659 Collapse

                              Maray bhai may aap ki baat say 100% itifaaq karta hoon forex trading may koi bhee trade jald bazi may nahi karni chahiya aur wasay bhee jaldi ka kaam saitan ka hota hai thori si jadojehad say market ki information ko collect kar kay aur direction ko dekhtay huway trade karna chahiya.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                forex mein sai faisla lene ke liye aap ka mind fresh hona chaye hai aur hamesha jo market flow dikhati hai us mein faida nahi hoti market bluff bhi kerti hai to hamesha pore analysis ke saath trade open kerein.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X