Mistakes se faida ya sirf nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2581 Collapse

    Forex main kisi bhi insaan se ghaltian hoti rahti hain is main agar koi jald apni ghaltion ko jaan k un pe qabu pa leta hai to wo ghaltian us k liye faida mand hain laikin agar jo in ko nahin samjh sakta un k liye nuksaan dah hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2582 Collapse

      mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur market main plane kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main koi mushkil na ho skay aur rules ko follow kar k hi hum sucess hon gay aur trend ko use kar k hi hum sucess hon gay aur market main profit hasil kar k hi hum sucess hon gay aur greed ko avoid kar k hi hum achi trade karein gay
      • #2583 Collapse

        Jis trah kaha jata hai k ghalti sy insan seekhta hai asi trah forex mn bhe aor har business mn ghalti sy insan seekhta hai aor baz oqat ya mistake ap k liay bahut acha experience hoti hain
        • #2584 Collapse

          Forex mein traders sy mistakes hoti rehti hain especially new traders sy ziada mistakes hoti hain lekin ye hy k mistakes ka puraany traders ko to thora sa loss hota hy lekin ye new traders ko iska faida hota hy wo apni ghaltion sy bahot kuch new seekhty hain
          • #2585 Collapse

            Mistake se waqati tor par tu zahir se bat hai ke nuqsan hota hai lekin is ke pehs e poshat faida hota hai koun ke jb tak nuqsan nai hota insan khod ko perfect smjhta hai aur wo kuch sekhny ki koshsh nai karta. Mistake jb hoti hai tu insan us mistake ko dour karny ki koshsh main knowledge hasil karny aur learning ki koshsh karta hai aur apni bahat se kmion ko ahista ahista dour kar leta hai .
            • #2586 Collapse

              mistakes ko avoid kar k hi trade karnii ho gi ta k loss kam ho saky ga aur market main anlayse kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main greed ko avoid kar k hi hum run karen gy ta k acha bonus hasil ho
              • #2587 Collapse

                mery khyal main tu hmain faida he hota hai wo ayse hota hai k jub hmain loss hoat hai u oski wjah hmari apni galtian hoti hai jis ki wjah se hmain loss hota hai es liye hmain apni he galtuin se sikhna chahye q k hmari apni galtian he hmain sabak sikhnati hain or hmain trading karny ki lraning bhi mil jati hai es liye apni he galtuin se sikhty rhna chahye
                • #2588 Collapse

                  agar hum forex trading main mistake karen gay to humari trading achi nahi ho sakti aur humay esmain loss ka samna karna parta hay humay chahiey keh esmain theak say time dain kyun keh time dai kar he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay humay market par focus karna chahiey
                  • #2589 Collapse

                    bhai jan mistakes ka fayda bhi hota hay aur nuqsan bhi, fayda sirf is surat mn hota hay jab ham un mistakes say sabaq hasil karen aur nasihat hasil karen aur dobara waise mistake repeat na karen. aur nuqsan us waqt hota hay jab ham mistake ko mistake samajh kar chor dn
                    • #2590 Collapse

                      Aslam o alikoum dear brother daikhain y too aap janty hain kay kisi bhee kam main agr nuqsan ho jaiy too uss ke talafi krna mushkil hota hai ess tarhan forex trading main bhee aap apna kam teak say tasali say krain to kuch nhe ho ga
                      • #2591 Collapse

                        mistakes sey ap ko waqti nuksaan tou hota hay lakin ye faida hota hay ky ap ko nuksaan ki samajh ajati hay ky ap ka nuskan kyun huwa so mistakes kay baad ap ko faida he hona hay
                        :p Yes You Can Do :p
                        Honesty + Sincerity = Prosperity
                        • #2592 Collapse

                          nuksan se hmen tajarba hasil hota he bhai or ye boht qeemti cheez he dollars ka nuksan to hum dobara recover kr skte hen lekin agr hum tajarba hasil kr len gy to nuksan se bhi bach skte hen
                          • #2593 Collapse

                            G dear me bhi apki ic bat say agree krta hun k forex main jo hmain nuqsan hota ha us say bhi hmain aik acha sabqmaq milta ha aur phir hmari koshish hoti ha k yeh ghalti repeat na ho. Forex main har koi ghaltian krta ha lekin kamyaab trader wohe hotay hain jo ghaltion say sabaq seekh kr usko repeat nai honay deta. So hum sb ko apni ghaltion say sabaq seekhna ho ga ta k hum bhi world main aik achay trader ban skatin
                            • #2594 Collapse

                              G bilkul ap ne theak kaha hai agr hum ghaltion ko analyze kren apni ghalti find out kren aur dobara theak se analysis kren to ye ghalti hmare liye kamyabi ka sabab bun skti hai aur is se humen acha experience gain hoga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2595 Collapse

                                Mistakes se forex men hamen waqti tor pr to nuqsan hi hota hai lekin hamen loss ki surat men himmat ni harni chahiye.
                                Mistakes ko hamen apne liye aik lesson k tor per lena chahiye ta k jo mistakes hamare liye loss ka sabab banni hain hamen inhi mistakes ko next time k liye apne fever me lena hai ,uani hamen un mistakes ko trading se door krna hai.
                                :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                                CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X