Mistakes se faida ya sirf nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1981 Collapse

    ap nay achie baat ke hay may ap kee baat say agree karou gaa ham say har koi hee mistakes karta hay hamy is say loss karty hay par ham in mistakes say sekh kar next mistakes say bach jaty hay .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1982 Collapse

      Mistake say faida nahi hota bilkeh nuqsan hota hay, es liay humain forex trading main humain bohat zaida carefully say trading karna ho gi and mistake say bachna ho ga, yeh sab just proper learning say possible hay,
       
      • #1983 Collapse

        My dear friends forex trading market main forex traders ko some time mistakes se bohat fiada hota ha or some time bohat loss bhi hota ha. but jo log koi mistake karte hain to apni mistakes se kafi kuch learn karte hain or next time wo aisi mistakes nai karte.
        • #1984 Collapse

          Traders should reduce the mistake, if you have a lot of capital while the ability (skill) has not been adequate but had dared depot in large numbers, because I think it is tantamount to suicide
           
          • #1985 Collapse

            Forex trading main mistake ki koi gunjaish nahi hay because yeh aik risky business hay jo bhee es main mistake karta hay wo loss hi karta hay, so humain first es ki good practice kar kay hi real account main trading karna chahahyie.
             
            • #1986 Collapse

              forex main kaam kartay howay mistakes tu ho he jati hai par es main proper kaam karnay se aap k liye kud ku mangae karna easy ho ga aur es main small volume se trading karay
                 
              • #1987 Collapse

                je haan aik bar forex main ju mistakes howi bar bar os se trading na karay aur kosis karay es main cool mind rahay aap k liye behter hoga aur cool mind rahay aur next apnay loose ku complete karay
                 
                • #1988 Collapse

                  Yes dear mistaks haman bhot kuch sikhate b han .. Nakami kamyabi ki pahli seeri (stair) hote ha. Isi trha mistak say los to hoga magr next time k liya hum agr wo mistak repet na karen to faeda b bhot ha. Insan apne gultiyon say he future k liya experinc hasil krta ha. Thank u
                  • #1989 Collapse

                    jab aap mistakes karte ho to us time to aapko mistakes ki waja se jo loss hota hai us se aapko us present time mein to nuksan hota hai lekin baad mein aap in mistakes ko control kar sakte ho aur aapko maloom ho jata hai k ye mistakes hein aap in par control karne se aap future mein acha trade kar sakte ho jo aapke liye faida mand hota hai.
                    • #1990 Collapse

                      Mistakes se faida ya sirf nuqsan hota hy agar ap pakistan forex forum trading my agar work karty ho to ap
                      • #1991 Collapse

                        mistake karne se aap ko sirf niqsaan nahi hota balke is ka faida bhi hota hai mistake karne ka nuqsaan to aap jaante hein aur is ka faida ye hei k ainda aap aisi mistake na karein ge aur agar aap ainda mistake nahi karein ge to nuqsaan bhi nahi uthaein ge mistakes se bhi aap seekhte hein vese agar aap ki experience pehle se poora ho to aap koi mistake kar he nahi sakte aur agar koi mistake ho gai hai to use sudharne ki koshish karni chahieye
                        • #1992 Collapse

                          mistakes say hamen kafi ziyada nuqsan tou hota hai laikin faida bhi hota hai aor faida yeh hota hai kay hamen mistakes say expereince hasil ho jata hai jis say hum again wohi mistake karnay bach jatay hain aor trading main better position gain kar laitay hain .....
                          • #1993 Collapse

                            Mistake se sirf nuksan hota hai
                             
                            • #1994 Collapse

                              Mistake sirf nuksan deta ha na ka faida
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1995 Collapse

                                mistakes sy ham ko waqti tor py to loss ho sakta hai but agar ham apni mistakes sy learn karen to ham ko bohat faeida ho sakta hai. ham ko chahiye k jis mistake ki waja sy ham ko loss hua ho us mistake sy next time avoid karen taky ham ko next time trading mai faida ho aur ham profit kama saken.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X