Mistakes se faida ya sirf nuqsan
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    jo bhe mistakes hum se forex mei hote hain hamen us se sikhna chahea hai aur hamen aisa karna chahea kay hum se woh mistake repeat na ho aur hum loss se bach akain aur ek acha profit earn kar sakain .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      baz dafa mistake hamary ley faida ka bhi sabab hoti hen to ao hum ko apni mistakes sy kuch sekhna chahye ta k next time mistakes na karen trading mein bhi aisa hota hy mistakes bhi hoti hen aur profit bhi hota hy.
      • #168 Collapse

        ha ya bat hai ka agar ham yaha kisi be kisam ki koi glti kar daity hai tu hamy kafi loss ho sakta hai lakin mary nazar mai har nuksan ka aik faida be hota hai insan ko bohat kuch learn karna ko melta hai.ap ham zara such samj kar invest kary you posting kary gai tu ham faida he hoga.is kam mai bas tips or planning ka hona bohat zrori hai baki ap ki apni luck hai.
           
        • #169 Collapse

          mistake se apko tab he faida hoga jab ap apne mistake se sekh le brother phr apko mere khyal me iska zarur faida hoga mistake to hoty rety he forex trading me
           
          • #170 Collapse

            Janab insan life may buhat sari mistakes karta hay lakin agr un mistakes ko dohraya jaiy aur un say sabak hasil na kia jaiy to vo nuksan ka bais banti han isi trah forex trade may bhe insan ko apni ghaltiyon say seekhna chaiya aur un mistakes say learn kar k apny nuksan ko faidy may tabdeel karna chaiya
             
            • #171 Collapse

              Dear mistakes se nuqsan hota hy but agar ap apni mistakes se learning karain gain tu ap ka nuqsan ap k faida mai convert ho jaye ga aur ap ko acha profit de jaye ga agar ap es ko apne sath rakahin gain aur dobara wo mistakes nhn karain gain...
              • #172 Collapse

                mistakes ka nuqsan bhi hai faida bhi mgr jub aap apni mistakes ko repeat nahi kro gy tu faida life chal pardy ga agr baar baar repeat kro gy tu 1 dafa he nuqsan ho kr sub kuch khatam ho sakta hai iss liye apni mistakes ko repeat mat kro or aqalmand bhi wohi hai jo apni galtiyun se sabaq hasil kry
                   
                :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                • #173 Collapse

                  yes friend mai ap say mutafiq hu hamari mistakes hamary liay faiday mand hoti hain qk ham in say seekhtay hain isi tarha he hum apna experience gain karty hain
                   
                  • #174 Collapse

                    hameesha galti sy faida hota hai khuch insan galti sy sekhty hain jo un k liay bohat achi chez hoti hai but khuch log galti ko negtive lety hain jo un k liay nuksan day hoti hai
                    • #175 Collapse

                      If we make a little mistake then we can learn little thing if we make a big mistake then we have to pay big thing and also we can lean something better. Some time making mistake is good but we should work with care because when we will make a mistake then we must have to pay for it.
                      • #176 Collapse

                        zahir c bat hai apko nuqsan he ho ga lkn kabi kabi easa ni bhi hota apko profit ho jata hai lkn mera khayal sy forex business me mistake achi cheez ni hai r is say apko bach k rehna chahiye
                        • #177 Collapse

                          bhai mistake sa apko faida hota hain aur koi nuqsan ni hain.hamesha positive soch raho aur apni galtion ko sudharne ki koshih karo aur bar bar demo account par paractice karo ap...
                          • #178 Collapse

                            Forex main jo koi bhi mistakes karta he usey yahan par worry hone ki koi bhi zaroorat nahin hoti hey aur woh always yahan se achi trha se apne nuqsan se hi acha faida utha saktey hain.
                               
                            • #179 Collapse

                              g dear bilkul aap ny sahi kaha k ghaltion sy hameen nuqsan hai milta hai hameesha. kion k ager aap ghalti karean gay to aap ko yaqeenan nuqsan hai hogha . ye bat hai k ghaltiyan humain sahi faislay karny par majboor karty hain hum ghaltion sy seakty hain ager hum ghatian na krean to hum zyada sekh nahi sakain gay.
                              Azadar Morai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                mistakes teaches great lesson to us, they are good for long term forex, it teaches how to handle trade in differ situations, when currency is high or when it is low,so indeed u are able have great profites,
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X