Mistakes se faida ya sirf nuqsan
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    Jee sahi kaha apne mistakes to hona lazmi hai kyun k hum theere insan to galtiyan to hongi lekin galtiyon ko lesson main tabdeel krne wala hi champion hai yahan. Galtiyan ko nazr andaz nahi krna chaiyeh balke unse sikhna chaiyeh.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      both are exist in mistakes. when any one makes mistakes he realise that it is true or false. so he can easily guess that in this way what is the response. and second from mistakes you learn the way of business.
      • #153 Collapse

        Dono hain en sa nuqan bi hota ha aur fayda bi hota ha agar ap apni misktake sa lesson la lain to ap ko nuqsan ni ho ga bulka es sa ap ko fayda hi ho ga.
        • #154 Collapse

          Salam Friends,:rolleyes: Every one commit a mistake, but you should have to learn from the mistakes. If someone wants to be a successful trader then he should have to learn from the mistakes in forex trading and have not to repeat the mistakes again. :cool:
          • #155 Collapse

            pary bhi mistaik s faida b ha aur nuksan b ha kunk aik bar jahan ghalti ho gi wahan pher dobara ghalti k boht makan hoty ha aur nuksan sirf wqti hota ha mgr aeinda k lia faida ho jata ha lekin koshash krni chia k ghalti na hi ho ,
            • #156 Collapse

              Mistake sai sirf nuqsaan hi hota hai.faida kabhi nahi hota.har wakt har kaam soch samaj k karna chahyee werna sirf or sirf nuqsan hi hota hai, QK jab ap tradin karty hain to ap ko trading ka bhorosa nahi hota k kis wakt trade khahan chali jaay.
               
              • #157 Collapse

                Ham sb ko chahyee keh agar ham se trading mein koi mistakes agar ho jain tu haimein apni mistakes se trading ko behter kerna chahye aur next time woh mistakes dobara se dohrani bhi ni chahyeein yeh hamray liye acha ho ga keh loss se ham sabak hasil karin
                • #158 Collapse

                  Mistakes se faida ap utha sakte hain,wo is tarah ke har mistake ek lesson deti hai aur ap apni ghalti se seekhte hain,aur try karen ke apni ghalti ko dobara repeat na karen,agar ap apni ghaltiyon se seekh rahe hain to it means you are doing it right.
                  • #159 Collapse

                    business main mistake karne se app ko loss to hota hain.leken aghar app apni mistake ko analyse karain or is ke zareye app apni khamiya talash kar ke aik naye jazbe se apni kam ko dobara start karain to is tarah mistake app ke laye helpfull sabat hotain hain,
                    • #160 Collapse

                      mistakes main to jaake hamesha keliye nuqsaan hota hai par haan ek faida hota hai ke jab mistake hoti hai to usse se seekha jaata hai ke ye nhi hona tha to fir ye aik faida hota hai par koshish karne se mistake nhi hoti bas yahi jaake mistakes se hamen nuqsaan aur faida hota hai .
                      • #161 Collapse

                        mistakes se ap ku nuqsaan he ho ga kiyon k galtiyo se kabi kam he koi faeda howa hai ap practical koi aur kam he kar k dekh ley mistakes k gunjayas nahi zindgi mein thankful for question
                         
                        • #162 Collapse

                          ji bhai mery experience ky mutabiq forex treading me ham apni ki hwi un mistakes sy faida utha sakty hain jin ko ham bar bar na dohraien is tarah ham apni mistakes sy bohat kuch seekh sakty hain to tab hi hamin faida hota hy
                          • #163 Collapse

                            I do think almost all of parents inside currency trading whom feep beneficial have mo5e benefits from his or her fault,s alnog with show very good lessons from that, and also other parents who will be sluggish and try and create just about any attempts these are merelt d3al with decline this can faults along with nothing at all.
                            • #164 Collapse

                              Forex main jin logon ko mistakes hoti hain to un logon ko is main faida bhi hota hey aur apni mistakes se forex ko mazeed achi trha se learn karne ka moqa bhi milta hey aur is sey hum forex main achi trha se profit get kar saktey hain.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                ham jo bhi mistak kerty hain forex market men un se hamain loss hi hota hai but ye fayada zarora hota hai k hamain is se kuch expericne ho jata hai jis se hamain phir trading kerny men easy hota hai .
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X