Mistakes se faida ya sirf nuqsan
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1816 Collapse

    Bhai mere khayal se trading mein mistake se kbi kbi bohat brra.loss ho jata hai..lekin is ka ye faida zroor ho jata hai k insan dobara wo mistake nai kerta or wo kamyabi k sath mehnat trade lganay mein kamyab ho jata hai..jo mistake aik bar ho jati hai wo insan duhrata nai hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1817 Collapse

      salam dear
      apne bara acha question kia ager apna koi mistake ki hai forex m tu apko loss tu zaror ho ga lakin ap es mistake se kuch faida uthao gay keh main future m kaisay agay barh sakta hon aur aur dobara mistakes ne karon ga apko ka knowledge bhi increase hota hai apn sochtay hn gay keh mainay konsay point per galti ki ap kehtay ho phr main dobara galti ne karon ga
      • #1818 Collapse

        mistake say dono he milty ha because faida ic bat ka hota ha k hum learning k laye bohat kuch sabak milta ha forex ak bohat acha online good business me forex kay ic business me bohat interested or mane ic business say bohat sa profit earn kia ha forex is such a great online good business.
         
        • #1819 Collapse

          If we learn from our mistakes in Forex trading business then we can get benefit from our mistakes. Wise people always learn from their mistakes. So, in Forex business traders always learn from their mistakes as a lesson. It is not possible that nobody makes mistake, but the more important thing is that what is learn from mistakes. If you take your mistakes as a lesson then you would not repeat in future and that is your success.
             
          • #1820 Collapse

            mistakes agr ho jaayen or un ko suljha lia jaaye tu ye sb sy bra faida mand ho sakti hain. . .laikin agr mistakes ko ignore kr dia jaaye or koshish na kee jaaye suljhaany kee tu ye siwaaye loss k kuch b nai daitee. . .
            • #1821 Collapse

              yes forex trade main hum ko apni mistake ki waja sa bohat loos hota hain agar hum apni mistake ko note karye aur un ko kabo kar laye to hum bohat ache trader ban sakte hain hum apni mistake sa forex main expert ho sakte hain is laye hum ko apni mistake ko kab karna ho ga
              • #1822 Collapse

                the indicator itself is actually just a picture of the past that has been crossed by market.. also a technical manual to understand the market in a variety of picture- to the strategy does depend trader
                   
                • #1823 Collapse

                  to in galtyon se hum next time k liye bohathai magar aun ka aik fayada be hota hai trader hota hai wo bazahir tu mistake sa loss or us say ham bohat kuch sekhty hanus say knowledge hasil kary kay hamy kiyu
                   
                  • #1824 Collapse

                    It is accepted that to commit the mistake is some thing very normal, but to repeat the mistake is a sin, so some people in Forex they commit the mistakes, and they do not draw any lesson from them and that is why they loose the money.
                    • #1825 Collapse

                      ghalatiyoon ko mann se hi ghalatiyoon ka smajhnay or sudharnar ka moqa milta hy insan apni islah karta hy. wahi ghltiyaan hume barya nuqsaan se bacha leti hyn agar hum on ghaltioon ko karna chor den or ehtiyat karen aynda ki trading men to lazman hum e uska behtrren nateeja milta hy. or jo apni ghaltiooy se nahi sekhtay wo pechay reh jatay hyn .
                      lehaza humapni ghaltiyoon ko dohran nahi chahye
                      • #1826 Collapse

                        Dear hm is business me mistakes se kafi acha lesson hasil hota ha or is business se hm jitna chahe utna earn b asani se kar sakty hain mistakes se hmen is business ki kafi achi learning kar sakty hain or is business se hm apna career b asani se bana skaty hain
                        • #1827 Collapse

                          Basic analysis in the forex seeks to predict the value of the currency rate and direction in the market through the analysis of current economic conditions, the government and social policy factors within the framework of the business cycle. The foreign currency traders measure the economic situation of the state through the study of the level of macro-economic indicators
                           
                          • #1828 Collapse

                            Dear hmen is business se mistakes se faida bhi hota ha or hmen is business me kafi acha lesson b hasil hota ha mistakes se isi liye hmen mistakes ko ignora nahi karna chahye kyun k mistakes se hm kafi khuch sekh sakty hain is business k bary mee
                            • #1829 Collapse

                              Forex is very professional business in the world bahi mera khayal hai ki jo samajhdar trader hota hai wo bazahir tu mistake sa loss karta hai laken wo apni mistake ka analysis karta hai aur us ko samajhta hai us ka analysis kar k us sa sikhta hai aur next time us galti sa bachata hai me forex business say bohat sa profit hasil karna chahta ho.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1830 Collapse

                                jnab mistakes say faida hota hy bht zayda insan ka my dear frnd is liay k my dear frnd wo is liay k hum log jab my dear frnd jab me yehi keh raha hun k jab insan yehi ghalti nai dohrata

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X